Over trading mat krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading mat krain
    Assalamu Alaikum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex member Hamen chahie ki Hamen Forex Mein overtrading Nahin Karni chahie Agar Ham overtrading Karenge Ham loss ka Samna Karenge aur Hamara account bhi wash ho sakta hai isliye kabhi bhi Hamen overtrading Nahin Karni chahie Sabar ke sath Hamen kam ko karna chahie isliye trading karne ke dauran Hamen account balance ke mutabik hi trading Karni chahie tha ki Ham Apne account balance ko sev Rakh sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading mat krain

    assalamu alaikum dear Forex members main aapki baat se agri hun aapane bahut acchi baat ki hai ki all forex members ko chahie ki vah overtrading mat Karen Jyada lalach mein mat aaye kyunki Jyada knowledge unko tabah kar sakta hai aur unko ek bade loss ka samna karna per sakta hai hamesha thode per shukr Karen isase aapko aur jyada milega aur aap ek accha profit Hasil kar sakenge aapko chahie ki aap hamesha bahut jyada soch samajh Kar aur Puri planning ke sath trade lagaen aur kabhi bhi overtrading mat Karen aapko accha profit Hasil hoga
    • #3 Collapse

      Re: Over trading mat krain

      Piyaray bhai ap agrr forex forum me achaa bussiness krnaa chatyy hyn tu hmyn chaiyee k ziyada sy ziyada kamkryn is mee r kbhii b khudd sy ham loog trafing krnaa start na mr dy n hmyn chaiyee k rozana ka kaam ham loig achyy sy kryn r ziyada achyy sy kryn agr ham ny khud sy trading start kr di tu kiss higa jis ka koi faida nai hmynbchaiyeebk ham seekhyn r mashwryy sy jryn tabb ja k faida hoga
      • #4 Collapse

        Re: Over trading mat krain

        Agar Ham Chahte Hain Ki Hamara nuksan Na Ho Aur Hamara account se Farar sake To Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Hamara nuksan use Waqt Hota Hai Jab Ham overtrading kar dete Hain Hamen market ki samajh Nahin Hoti aur na hi market Hamare Ishare per Chalti Hai Hamen market movement ko samajhte Hue trade open Karni chahie aur Hamesha koshish Kiya Karen ke lot size kam se kam use Karen aur overtrading na Karen overtrading karne se Hamara Apna nuksan Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Over trading mat krain

          Bilkul mere bhai sahab main aapka shukragujar Ho aapane bahut Achcha Baat Kiya Humko overtrading nahin karna chahie Jo kam Jo post Humko Diya Jata Hai Ham sirf usi ko utilise Karen vahan Tak Hi Kam Karen yah Ek internationally Nahin Hota ki Jab Koi Bhi chij Agar Humko Di Jaati Hai Ham use Se Badhkar Koi kam Karen Koi over Karen ya Ek accha sabit Nahin Hota yah negative liya jata hai isliye Ham Ko ine chijon se avoid karna jaruri hai Jitna na kam Diya Gaya Hai Humko utna hi karna jaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: Over trading mat krain

            ji han 200 Apne bilkul sahi kaha hai kya hua trading karne se hamen nuksan hota hai kyunki bar bar trading jab karte Hain to hamen separate dena padta hai jiski vajah se ham nuksan mein jaate Hain to hamen koshish Karni hogi ki market ki movement ko acchi Tarah se samajhna Hoga aur note size ka istemal apni kaun ke mutabik karna hoga barbad trading karne se behtar hai ki ham ek bar market ki movement ko analyse Karke trade laga de
            • #7 Collapse

              Re: Over trading mat krain

              assalamu alaikum dear members I hope you are other fine I am also fine one thing keep in mind in Pakistan forex forum don't go for overtrading agar aap log overtrading karenge to aap logon ko loss hoga so always warkad show patients in your work then you will be definitely succeed in forex trading thank
              • #8 Collapse

                Re: Over trading mat krain

                Trading Mein successful hone ke liye Hamen chahie ki Ham Kabhi Bhi overtrading Na Karen overtrading karne se Hamara Apna nuksan hota hai Hamen Hamesha kam lot size ke sath kam trade open Karni chahie Jab Ham Jyada trade open Karte Hain To overtrading Ho Jaati Hai Jiski vajah se Hamara bahut jyada loss ho jata hai aur Hamara account bhi Vas ho jata hai isliye Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen kabhi bhi overtrading Nahin Karni
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading mat krain

                  assalamu alaikum dear friends ji bilkul apne sahi kaha hai ki hamen overtraining nahin karni chahie balke trading ko soch samajh Kar karna chahie aur confidence ke sath Pani chahie jiski wajah se Ham ismein achcha profit hasal kara saken agar Ham jaldbazi karenge To Ham kabhi bhi kamyab nahin Ho Gaya hamesha sabar ke sath hi kamyabi mumkin hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading mat krain

                    dear friend aap bilkul sahi kah rahe hain hamen overtrading bilkul Nahin Karni chahie overtrading tab Hoti hai jab ham emotional hokar lalach mein aakar trade karte hain hamen apni lalach per control karna chahie jitna jyada ham apni lalach per control karenge utna hi ham profitable trading kar payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading mat krain

                      Over trading se forex main hamein bachna chahiye jiski wajah se forex main hum achi trading nahi kar sakte hain our forex main hum nakam ho sakte hain our hamara bonus account bhi wash ho sakta hai our hamari pori mehnat bhi waste ho sakti hai isliye forex main achi trading k liye money management bahut zarori hai isliye forex main hamein trading money management k sath karni chahiye our forexmain hamein trading sabar k sath karni chahiye our forex main hamein trading fresh our active mind k sath karni chahiye our forex main trading stop loss our take profit ko bhi use karna chahiye jisse forexmain hum achi trading kar sakte hain our achi earning bhi hasil kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading mat krain

                        Forex men kam krty huay over trading s avoid karain agr hm over trading karain gy to hmara account wash hony ka bhi risk hota h isi liay soch samjh k kam karain tbhi hm kamyab hn gy r kuch hasil kar sakty hn isi liay hmesha hardworking rahain r better way men kam karny ki try karain to phr hm zror kamyab ho jaen gy r kuch pa sakty hn forex men apna time invest karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading mat krain

                          Assalamu Alaikum ji han dear aapane bilkul sahi kaha hai ki Forex trading Mein successful hone ke liye jaruri hai ki aap continuously work Karte Rahen aur jab tak aap iska Mein Mohabbat Karte Rehte Hain aapko Achcha benefit hota hai aapko Forex trading mein bahut jyada mehnat Karni chahie aur concentration ke sath kam karna chahie tabhi aap benefit Le sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading mat krain

                            forex ki market ke andar Ham logon ko overtrading kabhi bhi nahin karni chahie agar ham log apne account size ke hisab se hamesha trading karenge to Ham logon ko daily basis per achcha profit Milana shuru ho jaega aur ham logon ko kabhi bhi yahan se lalach nahin karni chahie ek lalchi insan market ke andar kabhi bhi successful nahin Ho pata aap logon ne aisa market ke andar kam karna hai jab Mr profit aaega to aap logon ko ek na ek din bahut achcha profit Milana shuru ho jaega aur market mein successful hone ke chances increase Ho jaenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading mat krain

                              assalam o alaikum ummid hai ki aap se bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki overtrading na Karen overtrading se loss hota hai to aap batate chalenge ki ji aapane bilkul theek kaha hai vah trading Karne wale hamesha bahut bada nuksan hote hain hamen kabhi bhi aur trading nahin karni chahie hamen chahie Kya Kam karega trading karenge to main bahut ho jaega hamen chahie ke Ham overtrading se avoid Karen acche se kam Karen trading hamesha soch samajh Kar Karen agar market ke mood banal ise karke train lagaenge to mein fayda hoga aur hamen kabhi bhi hoga trading nahin karni padegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X