kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren
    dear friends kisi bhi kam mn jald bazi sa hmesha nuksan he hota ha to forex trading mn trade lganay mn kbi bhi jald bazi na kren keun k jo log trade lganay mn jald bazi sa kam letay hn to ziada tr un logon ki trades loss mn he jati hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

    bilkul thek bat ki hamain chahye keh ham log bht ziada achy tariky s trading krein to best hoga jo jaldibazi bilkul b na krein to bht ziada best hoga hmary liay or hmain in sari ki sari chezon s bchna hoga agar hmain bht ziada progress karni h to hmain bht ziada soch k karna hoga to ham log kamyab hngy
     
    • #3 Collapse

      Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

      bilkul thek bat ki hamain chahye keh ham log bht ziada achy tariky s trading krein to best hoga jo jaldibazi bilkul b na krein to bht ziada best hoga hmary liay or hmain in sari ki sari chezon s bchna hoga agar hmain bht ziada progress karni h to hmain bht ziada soch k karna hoga to ham log kamyab hngy
       
      • #4 Collapse

        Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

        Kabhi kabhi trade Lagane Mein jaldbazi Na Karen aapane bahut acchi baat ki hai Kyunki jaldbazi Se Kiya Gaya kam Hamesha Shaitan ka hota hai aur Hamesha nuksan Dil Bata Hai Hamesha Soch Samajh Kar tahammul Himmat Aur Sabar ke sath acchi planning Rachi strategy ko use karte hue trade Karen Hamesha aap regular work Karen Kabhi jaldbaji se kam na len fresh mind ke sath acchi planning aur Sabar aur Himmat ke sath work Karen Inshallah aapko kamyabi Milegi thank you
        • #5 Collapse

          Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

          Trading karte waqt bilkul Bhi jaldbaji Na Karen Agar aapko Kahin Se Koi signal Mila Hai yah aap market ki movement ko dekhte hain Ki Ab market bahut jyada niche a Rahi Hai To Ham apni trade active kar dete Hain Hamen kabhi bhi Aisa nahin karna chahie Hamen pahle market Ho analyse karna chahie market ki movement ko Soch na samajhna chahie Uske bad apni trade open Karni chahie tab Hamen profit Hasil Hoga Agar Ham jaldbaji ke sath apni trade open Karte Hain To Aisi situation Mein Hamen kabhi bhi profit Hasil Nahin ho sakta
          • #6 Collapse

            Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

            Assalam walekum Forex member ummid karta hun aap sab khariyt se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki kabhi bhi trade Lagan Mein jaldbazi Na Karen bilkul Aisi hi baat hai bilkul do Sapne acchi baat ki hai kabhi bhi train Lagane Mein Hamen jaldbazi Nahin Karni chahie Hamen Sukoon ke Sawar ke sath Apne trade ko open karna chahie Jitna Vidhan rate ko Sabar ke shasakon ke sath aur acche tarike se trade ko open Karenge Ham Mutthi achi trading Laga sakte hain relax hokar trading Lagane wala Insan Hamesha Achcha profit se Karta Hai Kyunki uska mind relax hota hai aur vah acche tarike se market ko analyse karte hain analysing karne wala Insan Hamesha acchi trading Lagane Mein kamyabi Hasya kar leta hai isliye hamen bhi chahie ki trading Lagane se pahle Hamen market to analyse karna hoga tabhi Hamen trading Karni chahie kabhi bhi jaldi Baat Nahin Karni chahie trading Mein Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

              ji han aapki baat to khul sahi hai kabhi bhi trade lagane mein jaldbaji Na Karen kyunki jawab trade lagane mein jaldbaji kar rahe hote hain to us waqt aap market coach Gary kis analyse bhi nahin kar sakte aur na hi market ki movement ke mutabik action Le sakte hain isliye hamesha market ki moment ko acche tarike se samajhne ke bad usmein trade lagane ki koshish karen to kya ko acchi aur profitable trading karne ka mauka Mile kyunki acchi aur profitable trading karne ke liye market ki moment ke mutabik action Lena Hi jaruri hota hai kyunki uske against lagai jaane wali koi bhi trade aapko last to de sakti hai kabhi bhi achcha profit nahin de sakti
              • #8 Collapse

                Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

                Jay ho mere dost hamen koi bhi pet lagane mein bilkul bhi jaldbaji nahin Karni chahie Agar ham log aisa karenge nahin sakta hai Agar ham log kamyabi hasil karna chahte hain To hamen bahut mehnat Karni hogi
                • #9 Collapse

                  Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

                  ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai sabhi trade lagat hamen jaldbaji se Kam Nahin Lena chahie Ghar ke hamen Sahi mauka talash Kar ke acche tarike se trade lagani chahie hamen kisi ke sath lagate waqt mashwara bhi kar lena chahie isase hamara jahan taaja ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

                    Yes diagram is market Mein kam kar rahe hain To Ham Ko Apne account per trade Lagane Mein jaldbaji Nahin Karni chahie Kyunki is market Mein Ham Apne account per analysis Karke trade Lagate Hain To aapko is market Mein Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai is market mein humko Apne account mein train Lagane ke liye acchi planning Karke kam karna hota hai Jyoti dress market Mein gendbazi karte hain is market Mein Achcha result Aaj Ka Taja 20 market mein add analysis ko use Karke Ham kam karte hain Agar MS market Mein acchi planet Karke kam Karte Hain To Humko is Marg Mein Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

                      han ji bilkul aapki baat sahi hai kabhi bhi trade lagan mein jaldbaji Na Karen kyunki jab aap kisi bhi kam mein jaldbazi karte Hain to aap vahan nuksan uthate Hain jaldbaji hamesha nuksan ka sab banti hai isliye aapko chahie ke pahle market ki movement ko samjhe aur dekhen ke market up ja rahi hai yah Down ja rahi hai uske bad aap trading shuru Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

                        Assalam walekum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki kabhi bhi trade Lagane Mein jaldbazi Na Karen bilkul aise hi baten Hamen chahie ki Jab Bhi Ham trade lagaen To Hamen apni trading Mein jaldbazi Nahin Karni Hogi aur Sabar ke sath Hamen trading Karni Hogi school ke sath trading Karni Hogi tabhi Ham Forex per acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Jab Bhi trade open Karen To Hamen Sabar ke Sal trading open Karni chahie na ke Hamen jaldbazi Mein Apne trade open Karni chahie Agar Ham jaldbazi Mein trade open Karenge to vo trading Hamen sirf loss hi deti hai na ke Hamen Achcha profit isliye Jab Bhi trading co open Karen To Hamen acche analyse ke sath apni trading co open karna chahie tha ki Hamen trade Mein loss Na Ho Aur acche profit ke sath Ham Apne kam ko Jari rakhen Shukriya thank you so much
                        • #13 Collapse

                          Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

                          ji han my dear all pak forex members umed hai ka ap sb allah ka karm sy pak forex main sy ziyda sy ziyda fiyda utha rahy ho gy ji han ap ny bilkul sahi kha ji han trade karty wakt hum ko jaldbazi nahi karni chaie ji han dear ager apes main koi bhi trade karty hain aur ap es main jald bazi karty hai ya ap ko es ka bary main koi knowlage nahi hai to ap ko es main kabhi bhi profit nahi ho sakta aur dear ager ap market ki movement ko check nahi karty to bhi ap ko profit nahi ho sakta es leya ap sb ko chaie ka ap jab bhi trad kary en baton ka khiyal kary ka ap kabhi bhi jaldbzi na kary aur dear kabhi es main ap ka knowlage acha nahi hai to es leya ager ap chty hain ka ap ko loss na ho to ap ko chaie ka ap trade ka bary main acha knowlge aur experince demo account sy hasil kary tb ja kar ap kamyab ho gy aer ap ka ps knowlage aur experince nahi hai to ap kamyab nahi ho sakty ok thanks my dear all pak forex fernds.....
                          • #14 Collapse

                            Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

                            Ji bilkul dear Hamen kabhi bhi trade Lagane Mein jald baat hi nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham jaldbazi Mein Apni trade lagaenge to ISI Hamari trade Hamesha last Mein Jayegi trading karna bahut Mushkil kam hai agar Ham jaldbaji Mein trading lagaenge To Aise Hamare trade last Mein Jayegi Hamen Soch Samajh Kar apni trade Lagana chahie Hamen trade dil se nahin main se Lagani chahie Agar Ham Soch Samajh Kar apni trade lagaenge to isase Achcha profit Kama sakte hain Hamen trading ke bare mein information gain karne ke liye Jyada time Dam account per invest karna chahie Kyunki demo account Se Hi Ham training ke bare mein acchi information gain kar sakte hain aur real account per trading lagakar Achcha profit Kama sakte hain Aise Ham apni life ko Aasan banaa sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kbi bhi trade lganay mn jald bazi na kren

                              hamesha trading apne mind ka istamal kar ke karni chahie hai ap is tarha se ap acha profite kama sakte hain ap ko hamesha Mehnat aur Iman dari se apna kam karna chahie hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X