Re: Apni trade ko stop loss se secure banana chahie
Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen Jyada Se Jyada Apne trade ko secure banana chahie aur apni trade ko secure banane ke liye Hamen apni trade ke andar SL aur TP Lagana chahie Jab Ham forex market ke andar apni trade ko open Karte Hain To Hamen pahle Forex rules ke mutabik forex market ki movement ko acche tarike se analyse karna chahie aur Market ka trend Maloom karna chahie Uske bad money management Karke Apne trade ko market ke Trend ke mutabik open kar dena chahie Iske bad apni trade ke andar SL aur TP laga dena chahie Is Tarah Hamari trade secure Ban jaati hai aur Hamare target ka profit aur nuksan Hasil karne ke bad Khud BA Khud close Ho Jaati Hai Aur Is Tarah Se Jyada nuksan se bache sakte hain aur Forex Mein Kamyab trader Ban sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим