Forex trade kya risky hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trade kya risky hai
    Assalum u alikum dear forex users could you explain us that kya forex trade risky hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trade kya risky hai

    jihad accident Pakistan forex business totally risky business hai ismein hamen Soch samajh Kar aur mehnat se kam karna hoga jitna jyada market mein time invest karoge aap ke liye utani advantage honge hamen all very market ki movement ke mutabik trade open karne hogi tabhi ham profitable trading kar payenge aur acchi in commercial kar payenge
    • #3 Collapse

      Re: Forex trade kya risky hai

      ji han bilkul aapane sahi kaha hai ki forex trading ek bahut hi jyada risky hai per hamen ismein trading to karni hai per jitna jyada Ham ismein risk lenge apna hi Ham ismein cprofit Hasil karenge aur kamyab honge
      • #4 Collapse

        Re: Forex trade kya risky hai

        Assalamu Alaikum Forex trading risky business hai cost aur per UN Logon ke liye Jo market ko analysis kiye bagair date karte hain agar aap market analysis ke sath set karte hain to aapko bahut jyada profit Hasil Hota Hai market Mein Jitna strong aapka analysis Hoga utna hi aapko benefit hoga agar aap without analysis trade open Karte Hain To isase aap ko Kafi jyada nuksan ho sakta hai agar aap Se Bachana Chahte Hain To Hamesha Chhote lot size ke sath reading Karenge to aapko risk free trading Hogi
        • #5 Collapse

          Re: Forex trade kya risky hai

          ji han forex trading mein risk jyada hota hai to hamen chahie ke forex trading ke bare mein apni learning aur experience ko pata Karen uske bad hi Ham investment Karen real account mein agar hamen start mein nuksan hota hai to hamen ghabrana nahin chahie nafa nuksan har karwar ka hissa hai aur hamesha bhar ke sath kam karna chahie jaldbaji nahin karni chahie small account ke sath trading start karni chahie jab hamara experience achcha Ho jaaye tab Ham real mein jyada comment karke achcha fayda bhi aasan kar sakte hain forex trading mein vah log kam job hote Hain Jo apne andar bardasht paida karte hain aur apni galti hone se Sabak Castle karte hain chhoti si chhoti Boomer ko samajhne ki koshish karte hain aur chat per candlestick confirmation ko clear karne ki koshish karte hain vahi acchi trading kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trade kya risky hai

            g han bilkul forex trad ka kam risk ka kam han jab hum uis mai kam karty hayn atb hum si mai apny liy yah betterr mamgnment develop karty hayn , or is mai hum sb khud bhi sekhty hayn or sb ko bhi sekhaty hayn isi liy hum si mai achy trading skills hasil kar lety hayn ye sab kuch zaindagi ma aty hai agar app kuch kamana chahty hoo jisa k shopkeeper ki etc wo b trading karta hai mall lyta hai or mall dyta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trade kya risky hai

              forex trading bahut jyada risky hai forex trading ko samajhna bahut jyada mushkil hai agar aap trading ko samajh Gaye Hain to fir aap forex mein kamyab Ho jaenge aur aap kyon nahin badhati jayegi forex mein learning jari rahti hai Ham se learning start karte hain aur and Tak Koi Na Koi baat aisi hoti hai jo kya samajhte rahte hain forex mein soch samajh Kar kam Karen tabhi Ham kamyab honge isiliye Karen apne kaam par focus joker rahenge tu Hi Ham forex mein kamyab honge aur kuchh hasil kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: Forex trade kya risky hai

                Assalam o alaikum tamam pak forex members umeed hay ap sab thek hon gay aur achay tareeke se trading kar rahay hon gay, forex trading aik bahot he risky marjet hy ap kisi bhe waqat profit and loss main yrade kartay hain, iss market main ap ko pata hona chaheye keh kis waqat main ne trade lagana hy aur kis waqat trde ko stoo karn hay, iss lye trading bahot he risky market hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trade kya risky hai

                  ji han Hamen risky bilkul bhi nahin karne chahie agar hamara account bahut jyada hai to Hamen ismein is bilkul bhi Rahe Lena chahie aap demo account pe trading karen jis se aap ko bht zayada experience milega and bht sario knowledge bhi mile gi and demo account bilkul real account ki hi tarah hota hai bus demo account mein aap profit withdraw nahi karwa sakte lekin aap demo account se apni skills develop zaroor kar sakte hain., or hume apni educatin ko acah karan ahoat ahy , har cheez keh abre mai achi information gain krni hoti ahy , or apny experience ko increase kran hoat ahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trade kya risky hai

                    Assalamu Alaikum everyone..
                    Forex trading on logo ke liye risky hoti hai jo hard working Nahin Karte aur Jinke pass experience Nahin Hota Jab Ham experience ke sath trading karte hain to hamare liye forex market bahut hi Aasan hoti hai isliye Hamen pahle experience Hasil karna chahie experience Hasil karne ke bad Hamen forex market Mein trading Karni chahie tab Hamen Kisi bhi Mushkil Ka Samna nahin karna padega aur ham jaldi success Honge aur acchi earning Hasil kar Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trade kya risky hai

                      Forex trading own logo ke liye risky hota hai Jinke pass experience Nahin hota agar Yahan per experience ke sath kam kiya jaaye to Forex trading bahut hi Aasan hoti hai isliye Hamen Forex trading karne ke liye pahle Jyada knowledge or experience Hasil karna chahie demo account ko Jyada Se Jyada use karna chahie Taki Hamen Achcha experience Hasil ho aur ham acche experience ke sath trading kar sake aur acchi income Hasil kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trade kya risky hai

                        huma forex trading ma risk ni lana chiya skill hasil karna chatay hein to ap k liye sab say behtreen rasta demo acount ka hay.apko agar demo per work karnay ka experience hasil ho jata hay to phir apko real trading mein bhee koi mushkil pesh nahe aati is liye demo pe strong practice honi chaye hame trading skills khud he improve karnay hotay hain yani agar hum achay skills rakhna chahtay hain to hame inteligent aur clever hona paray ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trade kya risky hai

                          hello doston Forex trade ek risk jarur hai lekin kya bahan acche knowledge aur acche experience ke sath kam karte Hain to Ham apne risk ko minimise kar sakte hain isliye doston apne risk Om minimise karke hi trade ko open Karen jab aapka achcha analysis hoga to aapki acchi trading hogi jisse aapka risk minimise ho jata hai isiliye doston hamen market ke risk ko acche tarike se manage karke hi trade open karni chahie Taki aap acchi se acchi quality ka kam kar saken jisse aapko achcha profit mil sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trade kya risky hai

                            Aisa konsa kam hai jo risky nahi hota .. hr kam ma risk hai .. lakin kisi bhi kam ma risk lena prta hai phr he ap kamyab hoty hain.. wrna koi faida nahii apko .. risk k bgair ap koi kam jan nahi paty ..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trade kya risky hai

                              Hello' Dosto Asslam o Allaikum Umeed Hai App Sub Khairiyat Se Honge' Pakistan forex business totally risky business hai ismein hamen Soch samajh Kar aur mehnat se kam karna hoga jitna zeyada market mein time invest karoge aap ke liye utani advantage honge hamen all very market ki movement ke mutabik trade open karne hogi tabhi ham profitable trading kar payenge aur acchi in commercial kar payenge .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X