stochastic indicator per kisy entry lena hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stochastic indicator per kisy entry lena hai
    asslm alakum my dear friend and my senior member kisy ho ap sir me apko indicator stochastic k bary kuc batao ga k is k opar bohat se log km krty hain or wo log is indicator se acha khasa profit bhi kr rahy hai hum ne krna ye hai koi bhi chart ko opan kr lena ha uo k baad hum ne ye indicator stochastic ko lga dena ha apne chart per phr hum na daily time frame ka chart ko opan kr lena ha or phaly ne dena ha daily time frame ko k market ka kiya trand chal raha ha apko ye lazmi yaad rakhna ha k har pair ka trend apne lazmi follow krna ha to apne phr dekhna nechy indicator stochastic ko kiya indicator opar ki line ya phr nechy wali line per punch gya ha k nahin ager indicator nahin puncha opar ya nechy wali line per to apne trade nahin leni wait krna ha ya phr koi or pair par dekhna ha opar line ko ja ye indicator tach kr jai to apne phr dekhna ha k kiya market nechy a rahi hai k nahin ager nechy indicator ki line ho rahi hai to apne sell ki trade le lena hai or ager indicator nechy se opar a raha hai to apne buy ki trade lana ha thank you
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

    assalamu alaikum dear members I hope you all are fine I am also find one thing keep in mind Pakistan forex trading can the AAP logon ko chahie interrelated of market analysis karne market jab aap log analyse kar lenge uske bad trading start karenge to aap logon ko fayda hoga thank you Allah Hafiz
    • #3 Collapse

      Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

      Assalamu alaikum their friends main aapko batana Chahta Hun ki forex market mein jo indicator hota hai vah market ki movement ke bare mein batate Hain to hamen indicator Ka istemal Karna chahie kyunki indicator share market ki movement ko samajhna main aisa Nahin karte Hain to tum ham dost ko history ke vah market mein indicator Kabhi aisa mein last mein Karen taki vah barkat Ka chitra samay laga ke aur kya profit utha ke indicator ka istemal hamare liye bahut important hai aur hamare trading mein easy bhi rahega ham sab kuchh chahie kya indicator ka istemal Karen
      • #4 Collapse

        Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

        As salamo alaikum
        Dear friend ap ny achy topic pr bat share ki ha k hum ny stochastic indicators ko use kar ky kesy trading karni ha to is mn ap ny market ko trend ko dekhna ha k wo kis simat ja rahi sell mn ya buy mn.to is mn ap aik pair charts ko open kar k d1 ya h4 ko open kar lena .r ye indicatir open kar len ha.ye indicator support resistance k beech move karta ha ya kabi kabi usy tor b deta ha.ap ny support resistance ko dekhna ha k usy toch krny k bad kb neechy ya ooper jata ha .to ustime trade lagani ha.pehly ni lagani.to zaroor market apko profit dy gi.
        • #5 Collapse

          Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

          dear forex market mein Ham jab koi bhi indicator use karte hain to is per kam karne ka apna tarika hota Hai humko is market mein kisi bhi indicator ko use karti hui hai iska ka tarika pata hona chahie agar Ham statistic indicator ko use karte hain to ismein yah pata hokar entry kahan se lagani hai aur ismein humko apni trade se exit kahan per hona hai agar Ham is market mein jaldbaji karte hain aur acche tarike se trade nahin lagate humko is market mein nuksan ho sakta hai market mein kamyab hone ke liye humko yah dekhna hota hai kis market mein kahan se trade lagaenge to humko profit ho sakta hai tab Hans market mein kamyab ho sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

            is tarah ke jitne bhi indicators market ke andar available hai Ham logon ko koshish karna chahie ki unko sabse pahle acchi tarike se learning karne jitna unse related hamare pass achcha knowledge aur achcha experience a jaega aur ham log un indicators ko use karna understand kar lenge tujhe hamare liye kafi jyada beneficial ho jaega hamen market ke andar acchi quality wali traders Milana shuru ho jayegi Jo ke hamen profit provide karenge
            • #7 Collapse

              Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

              Real the farmers market Mein kam kar rahi hote hain to is market Mein trade Lagane ke different method available hote hain is market Mein Jab Bhi Humne trade Lagane Hoti Hai To Humko yah Pata Hona chahie kis market Mein Koi Bhi indicator hai to uska signal Humko Jab Milta Hai to mis market Mein trade Laga sakte hain is market Mein trade Lagane ke liye Humko acchi planning karne hoti hai agar MS market Mein Soch Samajh Kar kam Karte Hain Ham kis market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai market Mein Achcha kam karne ke liye Humko hard work karna hota hai tab Humse market Mein Kamyab ho sakte hain is market Mein risk Apne account ke hisab se lekar Ham Apne account ko sev kar sakte hain is market mein nuksan se bacha sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

                MGM bhajan walekum assalam aap kis baat se giri karta hun ji Ham bilkul theek hain aap kaise ho aap thik ho bhai main aapko yah batana chahta hun hamen chahie humko bhi trade Karen vah acche se Karen aur dusra yah ki hamara pura mindset jo hai vah trade ki taraf hona chahie tha ki hamen profit hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Tanz پيغام ديکھيے
                  asslm alakum my dear friend and my senior member kisy ho ap sir me apko indicator stochastic k bary kuc batao ga k is k opar bohat se log km krty hain or wo log is indicator se acha khasa profit bhi kr rahy hai hum ne krna ye hai koi bhi chart ko opan kr lena ha uo k baad hum ne ye indicator stochastic ko lga dena ha apne chart per phr hum na daily time frame ka chart ko opan kr lena ha or phaly ne dena ha daily time frame ko k market ka kiya trand chal raha ha apko ye lazmi yaad rakhna ha k har pair ka trend apne lazmi follow krna ha to apne phr dekhna nechy indicator stochastic ko kiya indicator opar ki line ya phr nechy wali line per punch gya ha k nahin ager indicator nahin puncha opar ya nechy wali line per to apne trade nahin leni wait krna ha ya phr koi or pair par dekhna ha opar line ko ja ye indicator tach kr jai to apne phr dekhna ha k kiya market nechy a rahi hai k nahin ager nechy indicator ki line ho rahi hai to apne sell ki trade le lena hai or ager indicator nechy se opar a raha hai to apne buy ki trade lana ha thank you
                  Indicator se related apni bahut hi perfect analysis Amari Sathe rakhi hai no doubt Forex trading Mein Jab aap different indicators for completely apni learning ko complete Karte Hain To definitely aap bahut hi acchi results produced kar sakte hain no doubt Forex trading main aapko Hamesha different indicators were completely focus karna hoga Jab aap market Mein available different indicators ko apni trading per reply karte hain to aap bahut hi acchi results produced kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

                    dear members Forex trading members jab Forex trading me different important indicators for properly utilised dekhte hain to ismein aapko bahut jyada advantages hasil karne ke liye hamesha different indicators ko carefully study karna hota hai kyunki jab aap market mein jyada se jyada advantages ko increase karne ke liye aur apne technical analysis ko perfect banane ke liye different indicators ko apni trading per apply karte Hain to usmein aap ko hamesha jyada se jyada advantages hasil karna aasan ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

                      Forex trading and other of different important analysis ko complete Karte Hain To usmein aap ko Hamesha different indicators per bhi Kuchh percent depend kar raha Hota Hai Jab aap market Mein available different indicators ko carefully focus Karte Hain To yah aapke liye bahut jyada helpful ho sakte hain isliye aapko apni trading ko profitable banane ke liye Jab aap different important factors ko study Karte Hain To ismein aapke liye Hamesha careful hokar Apne advantages ko increase karna Aasan ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

                        dear friend hamen indicator ka use waqt istemal karna chahie aur hamen use indicator per fox karna chahie jis indicator ki hamen samajh ho learning ho jab aap indicator ko istemal karne lage to istemal karne se pahle Apne senior se indicator ke bare mein learning hasil kar leni chahie kyunki jitna learning jahan karoge utani are profitable trading kar paoge aur indicator ka Sahi istemal kar paoge
                        • #13 Collapse

                          Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

                          mere khyal mein Ham jo bhi entry lete Hain Ham jab bhi entry lete Hain to hamen soch samajhkar inter leni chahie because agar ham log aaj soch samajhkar entry nahin lenge to hamen bahut sara nuksan ho sakta hai mere khyal mein hamen apne knowledge ko agar increase karna hai to hamen is baat ka khyal rakhna hoga ki agar hamara target complete nahin hoga agar hamara knowledge is kabil nahin hai ki Ham kisi bhi field mein kamyabi hasil kar sakte hain to yakin Karen Ham Pakistan Pakistan forex param mein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte agar ham log kamyab hona chahte Hain to hamen bahut mehnat karni hogi agar ham log mehnat karenge to hamen uska Sila de milega magar hamen uske liye bahut mehnat karni hoti hai kam achcha Karen aur advantage hamen use waqt milta hai jab ham log mehnat karna jante Hain hamare pass ek option hota hai ki Ham kaise apni mehnat ko khabar kar sakte hain to mere sal mein aapke pass yahi advantage hota hai ki aap kisi bhi feel mein bahut achcha kam karke bahut achcha work karke aap bahut acchi kahaniyan bhi hasil kar sakte ho magar uske liye aapko mere Bhai bahut mehnat wala kam karna padega aapko vah kam karna padega kya aapko bahut meherbani hogi jismein aapka kam se percept aur kisko complete karna hoga main aapse request karta hun ki aap apne targets to acchi tarah se palan Karen agar aap log apne target ko acchi tarah se follow karenge to main ummid karta Hun ki aap sabko uska bahut achcha fayda hoga Meri aapse gujarish hai ki aap apne target ko acche se follow Karen kam achcha Karen jo bhi kam achcha karega usko bahut achcha fayda hoga main aapse request karta hun ki aap bahut acchi baat Karen aapka
                          • #14 Collapse

                            Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

                            Forex market Mein kam karne ke liye aapke pass different technical indicators hote hain Din kahan per sambhal kar sakte hain forex market Mein Ham Jab kam kar rahe hote hain to ismein hamare pass kam karne ke liye different trading currencies hoti hain aur ismein hamare pass different metals hote hain Jin per Ham trade kar sakte hain Agar Ham currency pairs per trade Karte Hain To uske liye hamare pass bahut jyada safety Ho Jaati Hai To ismein Hamesha properties athyagraham ismein acche tarike se knowledge Hasil Karke kam karte hain aur technical analysis ko perform Karke aap Agar trade karte hain to aapko ismein bahut Achcha profit ho sakte hain ki market Mein Ham Dekh Rahe Hote Hain Ki jitne Jyada aapke analysis acche Honge aur aap Soch Samajh Kar kam Karenge uska aapko Itna Jyada fayda Hoga isliye Jyada Jaruri Hota Hai aap ismein currency pairs per trade Karen aur Soch Samajh Kar ismein kam karen to Aap Ko fayda Hoga technical indicators all tools Ka istemal Karke aap acche analysis perform kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stochastic indicator per kisy entry lena hai

                              Trading main aapke pass different indicators aur trading to hote hain Din Ka updating Mein Sambhal karte hain aur aapko accha profit hota hai aap different trading technical indicator Ka istemal Karke Achcha profit Le sakte hain market Mein kam kar rahe Hote Hain To Ham ismein Dete Hain Ki Hamen ismein daily basis per market ko time Dena hote hain aur Hamen ismein daily basis ke target ko complete karna Hota Hai To Ham is business Mein Kamyab ho sakte hain Kyunki Ham dekhte hain kya Agar Ham ismein Apne daily target ko achieve karte hain to uska Hamen bahut jyada fayda Hota Hai forex market mein aap Jab kam kar rahe hote hain to aapko ismein Jyada Se Jyada market ki learning karna hoti hai aur aapko ismein Jyada Se Jyada learning Karke college Hasil karna hote hain Kyunki aap Jab Dekh Rahe Hain Ki market Mein aapka experience Hoga aur aapka knowledge hoga to aapko ismein market ki movement ki samajh aa sakti hai isliye Jyada Se Jyada market Mein Apna experience increase karne ki koshish karen aap Agar is business Mein mehnat Karenge aur knowledge Hasil Karke kam Karenge to Jarur fayda hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X