Kya post hamesha bamaksad hona chahy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

    assalamu alaikum dear friends ji bilkul aapane sahi kaha hai aur aap sab jante bhi hain ki forex mein Jo bhi Ham posting karte hain vah maksad hi karte hain kyunki ismein usi ke bare mein bataya jata hai jiske bare mein koi sawal kiya jaaye yani jo bhi Fox ke related hamen sawal Diya jata hai thread Di jaati hai To hamen uske bataaven hi jawab dena hota hai tab hi hamen uska bonus milta hai Jani ke jitna jyada hamari post mein acchi information hogi aur quality wali hogi utna hi bonus milega agar Ham apne kam quality wali post karte Hain To hamen uska bolna subah kab milega aur aap to bahut hi jyada samajhdar members Hain ismein To aapko chahie kya aap ismein acchi se acchi post Karen aur achcha bonus Hasil Karen inshallah jarur kamyab honge agar aap apne acchi post karte hain aur achcha bonus inshallah Hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

      assalam walekum ummid hai khi aap se bilkul dekhungi jaisa ki aapane kaha hai ki kya post hamesha maqsad hona chahie to aapko Bata de chalenge kg aapane bilkul theek hai Hamen hamesha acchi quality ki post karni chahie agar Ham acchi quality ki post karenge to hi Hamen fayda hoga Hamen apne post ki quality ko behtar banane ke liye koshish karti chahie Hamen chahie ki Ham hamesha acchi quality ki post Karen acchi quality ki post karne ke liye jaruri hai ki Ham hamesha acche topics ka intekhab Karen
      • #33 Collapse

        Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

        We, while posting here, should try to always do good quality posting and start doing knowledge full work here. The more good and beneficial work we start to do here, the more the country will get increased and we will start benefiting a lot from it. You too have become consensual in this way, work within the market. When you have conscience, your work will become easier.
        • #34 Collapse

          Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

          Ji han Hamare posting bhamatsar honi chahie Agar Hamari post informative and knowledgeable Hoti Hai To Hamen fayda Aasan hota hai agar Ham Faizul post create Karte Hain To Hamen Koi fayda Hasil Nahin Hota Ham Apna time best karte hain aur Hamari post delete Ho Jaati Hai Kabhi Bhi Aisi post improve Nahin Hoti isliye Hamen acchi post cricket Karni chahie Jiska Koi maksad Hona chahie Jis Poster se Hamen Achcha knowledge Hasil Ho
          • #35 Collapse

            Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

            Bilkul doston Hamare posting Ka Koi Na Koi maksad Hona chahie aur form per ek hi maqsad hota hai ki Hamara Ham Logon ke liye maloomat kajariya Bane jitni Radha Hamari posting Maloom Aati Hogi itna hi Ham Forex forum Se Achcha bonus Karan karne mein Kamyab Hona Sakenge Hamen Hamesha for rule ko follow karte hue posting Karni chahie aur zulyat Jani ke ****l bar Se Bachana chahie Forex form se Muthal guftgu hi Karni chahie?
            • #36 Collapse

              Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

              Pakistan Forex forum per aapko best quality ki post karna hai unki to aapko ismein bahut jyada fayda hoga Pakistan Forex forum Ek bahut hi Jabardast online platform hai jismein aap kam karte hain aur aap Iske rules and regulations ko follow Karte Hain To aap Khush Mein kamyabi mil sakti hai Forex trading Ek Aisa business hai ki jismein aap 24 hours bhi kam kar sakte hain agar aap is business Mein mehnat karte hain aur aap is business ke bare mein proper study karte hain aur is market ko proper watch karte hain to aapko ismein kamyabi mil sakti hai Kyunki is business mein aap acche tarike se kam Karenge aur isko proper planning ke sath Sar Anjam Denge to aapko ismein bahut jyada fayda Hoga agar aap is business Mein Kamyab Hona Chahte Hain To uske liye aapko proper time table ke mutabik kam karna hoga aur aapko ismein acche tarike se knowledge Hasil Karke kam karna hoga to aapko ismein kamyabi mil sakti hain agar aap Uske rules and regulations ko follow karke post Kahate Hain To aapko accha profit ho sakta hai.
              • #37 Collapse

                Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

                ji bilkul post hamen shyam baba maqsad hona chahie kyunki jab hamari post ko koi maksad nahin hoga to hamare replies aur thanks bhi nahin aaenge jab hamare replies aur thanks nahin aaenge to hamen bonus bahut kam milega hamen chahie kya message post Karen Jo bar maqsad ho jisse hamare reply skein bhi acche hun aur hamen thanks gan bhi hamare achcha hun jisse hamara bonus bhi achcha aata hai jab hamara bonus bahut achcha aaega to Ham use per acche khase a lot size lagakar achcha profit kaise kar sakte hain jitna jyada hamare pass Munna sota hai itni jyada mein cheating karke profit hasil kar sakte hain isiliye hamen chahie kya ham log acchi lot size lagaen aur achcha profit hasil Karen
                • #38 Collapse

                  Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

                  Pakistan Forex forum per aapko quality work karna hoga aur aap ko is Mein acche se knowledge Hasil Karke kam karna hoga forex market Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki market Mein Hamen acche tarike se analysis ko perform karna hota hai aur ham ismein Soch Samajh Kar kam karna hota hai to tab hi Ham ismein Kamyab ho sakte hain Kyunki Jab Ham ismein acche tarike se market Mein Apne analysis ko perform Karke trade Karenge to uska Hamen bahut jyada advantage Milega jab tak market Mein Apne analysis ko perform Nahin Karte Ham ismein kabhi bhi successful trading nahin kar sakte iske liye aapke pass experience Ka Hona jaruri hai aur aapke pass trading co knowledge Hona Jaruri Hai Tabhi aapko ismein fayda Hoga agar aapas mein acche tarike se knowledge Hasil Karke Kam Nahin Karte aur aap ismein mehnat Nahin Karte to aapko Kabhi Bhi kamyabi Nahin Mil sakti thi isliye analysis ko perform Karke trade Karen Jab aap Pakistan Forex form per quality work Karenge to aapko yahan se best bonus Milega isase aapki trading acchi ho sakti hai.
                  • #39 Collapse

                    Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

                    Assalamu Alaikum forex members umeed karti hun kya aap sab khairiyat se honge ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki trade hamesha bar maqsad nahin hona chahie bol ke Ham Jo hamen topic diya hai usse related post Karen quality usse related hi use Karen knowledge se related hoga to Ham acche tarike se forex mein Kamyab Ho jaenge forex trading mein kam karne ke liye hamare pass experience or knowledge hona bahut jaruri Hota hai Koi bhi jab Ham kam karte Hain to hamare paas hai uski practice hogi to Ham kaun start karte bhakti apne to djerba ko use karke kam kar sakte hain aur jyada se jyada profit hasil kar sakte hain Ham jab hamare pass forex ke bare mein practice hogi to djerba hoga ki kis tarah forex per kam Kiya jata hai to Ham aasani se forex per kam kar sakte hain forex per kam karne ke liye hamare pass practice kaun ho bahut jaruri hai jab hamare pass practice hogi to Ham aasani se forex per kam karenge practice ke liye hamen demo option per jana padega demo account per hamen jyada se jyada forex ke liye practice karna hogi jitni jyada Ham for demo counter practice karenge itna jyada hamen expert trader banaya ja sakta hai jab Ham forex trader per jyada se jyada kam karenge gay to hamen jyada se jyada profit on sale hoga jab time account per Ham jyada se jyada practice karenge uske bad Ham forex per kam start karenge to hamen kisi ki sim ke mushkil pesh nahin aaegi jab forex per kam start kar lenge counter ti aur quality ke liye usko dekh kar hamari quantity ko bhi achcha hona chahie hamari quality ke bhi achcha hona chahie forex ke rules hai jab se donon acche honge hamara 2012 achcha hoga hamare pass knowledge achcha hoga to hamen jaise achcha kam kar sakte hain sabse pahle mein apne time ki adjustment kar leni chahie ki kitne time mein hamen yah kam karne mein jyada se jyada forex ko time Dena chahie jitna jyada uska time legi itna jyada hamare liye aasani hogi aur ham achcha bolna sasil kar sakte hain forex per kam karne ke liye hamare pass knowledge or experience ka hona bahut jaruri Hota hai jab Ham for expert kam start karen hamare pass Na Lage bhi ho experience PO practice bhi ho time bhi Ho to Ham apne kaam par jarur focus karke acche se achcha bonus hasil kar sakte hain Ham acchi si acchi wording istemal karke quantity or quality ko dekhkar buri najar rakhe apne kaam par focus karke time ke liye han se Ham apna Kam sare exam de sakte hain jitna jyada Ham acche tarike se kam sar anjam denge itna jyada mein profit aur bonus hasil hoga uske bad hamen chahie ki Ham trade lagate waqt sabar se kam Le jab tak kam se kam nahin lenge tab tak Ham trade ko jald bazi mein lagakar aur apna nuksan codkar baithenge isiliye hamen chahie kya hamen sab rahata munh se kam lekar aur apne knowledge ko use karke time ko adjust karke kam karna chahie train lagate waqt mein bahut jyada soch samajh Kar kam karna chahie usi mein Hi hamara fayda hai Koi bhi kam karne ke liye hamare hamen mehnat karni padati hai jab Ham mehnat karte Hain to hamen jarur kamyabi hasil hoti hai mehnat Karne wale insan kabhi Na Kam nahin Hota Ham jitni jyada for experiment karenge itna jyada mein profit hasil hoga aur ham kabhi Na kami ka shikar nahin honge
                    • #40 Collapse

                      Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

                      Assalam walekum kaise hain Forex member ummid hai aap sab to khairiyat se Honge aur sab log forest per kam bhi bahut Achcha Ja Raha Hoga point a raha hai ki post Hai vah Bar maksad honi chahie ab aap Logon Ko difference batao na chahie matlab Jiska Koi Jiska Koi mat Sajna hoge is boss ka Tumko chahie kya paise Grace Karen aur bar maqsad post Karen Logon Ko Jiska Forex ko Janam Mein madad Nahin Sar Ke Logon ki dusri help aur unko trading ke bare mein is app ke bare mein pata chal sake ke liye Kis Tarah Se Kam Karti Hai balance kaise liya Jata Hai yah sab Kuchh To aap log ka chahie Yahan per Baba Khud post Karen Shukriya
                      • #41 Collapse

                        Re: Kya post hamesha bamaksad hona chahy

                        Islam Alaikum rahmatullahi wa barakatuhu Mein sariya Se Allah tala se vate karta hun to all member dikh rahi hai se Honge aur foreign exchange.Com ke upar achi karne mein kamyabi Hasil kar rahe ho gaya ji Hamen chahie aapki Khud baat karna hai vah yah hai ki Hamen chahie ham log hai vahdusron ke sath Apna point of perspectives hai na vah acche tarike Se Achcha Ho hamari post acchi hun acchi aani chahie aur saaf aur sada lafzon Mein Ho Tak dusre logon ko samajh sake aur Inka jo hai na tarika kar rahi hai ki acchi poster excessive first-class ke submit aani chahie vah maqsad hui ya nahin kiya uske upar Jo Hamen maujud Diya jata hai uske upar koi baat ke uske upar sapna Nadiya pesh Karen aise hi idhar udhar ki baten karne se pahele Karen aur acchi put up honi chahie bar HAL Jo hamare liye usko padh kar de Kar khush Ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Kya Post Hamesha Bamaksad Hona Chahiye?


                          Muqadma
                          Aaj ke digital daur mein, social media aur blogging ne logon ki soch aur raye ko badalne ka aik zariya bana diya hai. Har shakhs apni soch ko duniya tak pohnchana chahta hai, lekin kya yeh zaroori hai ke har post ka koi maqsad ho?

                          Post Ka Maqsad Kya Hai?
                          Post ka maqsad samajhna bohot zaroori hai. Kya aap sirf waqt guzarnay ke liye post karte hain ya kisi khaas maqasid ke liye? Maqsad se hi post ki ahmiyat aur asar ka pata chalta hai.

                          Mukhtalif Qism Ki Posts
                          Har post alag hoti hai. Koi informative hoti hai, koi entertaining, aur kuch sirf personal reflections hoti hain. Har qism ki post ka apna maqsad hota hai, jo uski ahmiyat ko tay karta hai.

                          Informative Posts
                          Informative posts logon ko nayi maloomat dene ke liye hoti hain. Yeh posts aksar research ya facts par mabni hoti hain, jinka maqsad logon ko behtar samajh dena hota hai.

                          Entertainment Posts
                          Entertainment posts ka maqsad logon ko hasana ya unka dil behlana hota hai. Yeh aksar memes, videos, ya funny anecdotes par mabni hoti hain. Iska maqsad sirf leisure provide karna hota hai.

                          Personal Reflections
                          Kabhi kabhi log apne jazbat ya khayalat share karne ke liye post karte hain. Yeh posts aksar personal experiences par mabni hoti hain, jinka maqsad doston ya followers ke saath connect karna hota hai.

                          Maqsad Ka Taqreeb
                          Post ka maqsad zahir karna hamesha aasaan nahi hota. Kabhi kabhi log kisi khas feeling ya soch ko shayari ya quotes ke zariye izhar karte hain, jo asal maqsad ko samajhna mushkil kar dete hain.

                          Aam Logon Ki Raye
                          Aam tor par logon ka khayal hai ke har post ka maqsad hona chahiye. Lekin, aisa hona hamesha zaroori nahi hai. Kabhi kabhi, bina kisi maqsad ke post karna bhi thoda fun ya relief provide kar sakta hai.

                          Samaji Masail Par Posts
                          Social issues par posts karna aaj kal kaafi aam hai. Yeh posts aksar kisi maslay par logon ki soch ko badalne ka maqsad rakhti hain. In posts ka asar kabhi kabhi bohot gehra hota hai.

                          Business Aur Marketing Posts
                          Business aur marketing ke liye posts ka maqsad nayi products ya services ko promote karna hota hai. Yeh posts aksar brand awareness badhane ke liye banai jati hain, jo business growth mein madadgar sabit hoti hain.

                          Bina Maqsad Ki Posts
                          Kya bina maqsad ki posts bekaar hoti hain? Nahi! Kabhi kabhi bina kisi khaas maqsad ke bhi kuch share karna ya funny content pesh karna zindagi ko behtar bana sakta hai. Iska maqsad sirf halka-phulka mahol banana hota hai.

                          Aksar Post Karna
                          Log aksar sochte hain ke zyada posts karne se followers ki engagement barh jaati hai. Magar kya ye zaroori hai ke har post ka maqsad ho? Yahan bhi, maqsad aur content ki quality zyada ahmiyat rakhti hai.

                          Followers Ka Reaction
                          Followers ka reaction post ka maqsad jaanne mein madadgar ho sakta hai. Agar aapki post ko acha response milta hai, to is se ye samajh aata hai ke aapka maqsad achi tarah se izhar hua hai.

                          Kya Post Hamesha Bamaksad Hona Chahiye?
                          Aakhir mein, yeh kehna zaroori hai ke har post ka maqsad hamesha hona chahiye, lekin ye maqsad har shakhs ke liye alag ho sakta hai. Har post ka maqsad alag hota hai, aur ye zaroori nahi ke woh hamesha samaji ya informative ho.

                          Khatam Karti Baat
                          Is digital daur mein, post karna ek art hai. Har shakhs ko yeh samajhna chahiye ke unki posts ka maqsad kya hai. Chahe woh sirf ek moment share karna ho ya kisi khaas message ko pohnchana, maqsad zaroori hai. Aakhir, har post ek kahani hai jo humein connect karte hue padhne walon tak pohnchti hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X