waqt hameesha bura nhe rehta
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: waqt hameesha bura nhe rehta

    Ji han bilkul dear trading mein aap Agar Waqt par koi bhi trade open karte hain aur aapas mein knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko kamyabi mil sakti hai forex market mein agar Ham Apna experience aur ham Apna knowledge Ek dusre members ke sath share Karenge to uska hamen bhi bahut jyada fayda Hoga aur uske sath sath passeio Pakistan Forex forum per new members hote hain Unka bhi ismein bahut fayda ho sakte hain Kyunki forex market Mein Ham dekhte hain kya kar Ham ismein acche se knowledge Hasil karte hain aur ham ismein knowledge Hasil karne ke sath is market ko Jyada Se Jyada time Dete Hain To Ham ismein Kamyab ho sakte hain Agar Ham market Mein mehnat Karenge aur ham ismein knowledge Hasil Karke ismein koi bhi trade open karte hain aur ham is market Mein learning Karke kam Karte Hain To Hamen is business Mein kamyabi milati Hai Kyunki jab tak Hamare Paas is business may experience Nahin Hoga aur knowledge Nahin Hoga Ham ismein kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen Apna experience or knowledge specially junior members ke sath share Karte Rahana chahie jab tak office mein mehnat Karenge knowledge Hasil Karke kaam Karenge aap ko kamyabi milegi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: waqt hameesha bura nhe rehta

      Waqat hmsha bura nhi rhta age ap mhnat krty rhy gy to aapko daily basis per acchi earning hasil hogi r apko achi kamiyabi hasil hogi jitna bhi acha work Karen gy apko utna he achs benefit mily ga bus apko daily basis apne target ko complete krna higa takat apko achi kamiyabi hasil ho mhnat krne walo ko khida bhi sath deta hai
      • #33 Collapse

        Re: waqt hameesha bura nhe rehta

        Assalam walekum dear member mein umaid karta hu sab khairiyat se hoge or apna kam time pe kar rahe hoge,ap ne sahi kaha waqat hamesha bura nhe rahta as laye hamy ghrana nhe chaye balke mahnat karna chaye mahnat karna se he kamyabi milti hi
        • #34 Collapse

          Re: waqt hameesha bura nhe rehta

          Asalam o alikum,
          Umeed hai ap sb thk thak hon gay. Ye bt bilkul thk hai k waqt hmesha 1 jaisa ni rhta. Aksar oqat logo ko jb loss hota hai to un mn na umeedi paida ho jati hai jis ki wajah say bht say log trading ko chor daity hai. Un ko chahye k trading ko chorny ki bajaye apni ghaltiyoun pr nzr dohrain or unko dohranay say ijtanab karain. Q k apka waqt kabi b badal skta hai or jld ap 1 kamyab insan ho gay inshallah. Thank you ❤️
          • #35 Collapse

            Re: waqt hameesha bura nhe rehta

            G han friends waqat ki Sab sy Achi bat hi yehi Hy k waqt guzar jata hai Jesa bhi Ho waqt gujar jata hai achcha ho to bhi gujar jata hai bura ho to bhi gujar jata hai Hamen Hamesha koshish karte rahana chahie kyunki Jab hamara Bura waqt aata hai to vah Hamen pareshan karta hai lekin vah bhi ek na ek Din guzar hi jata hai aur Hamen use waqt ko guzarne ke liye khud ko mehnat ke kabil banana Hoga khud mehnat Karen khud per believe Karen tab aap bahut achcha kam kar sakenge aur apne bure waqt ko badal sakenge
            • #36 Collapse

              Re: waqt hameesha bura nhe rehta

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sajid0003 پيغام ديکھيے
              G han friends waqat ki Sab sy Achi bat hi yehi Hy k waqt guzar jata hai Jesa bhi Ho waqt gujar jata hai achcha ho to bhi gujar jata hai bura ho to bhi gujar jata hai Hamen Hamesha koshish karte rahana chahie kyunki Jab hamara Bura waqt aata hai to vah Hamen pareshan karta hai lekin vah bhi ek na ek Din guzar hi jata hai aur Hamen use waqt ko guzarne ke liye khud ko mehnat ke kabil banana Hoga khud mehnat Karen khud per believe Karen tab aap bahut achcha kam kar sakenge aur apne bure waqt ko badal sakenge
              yes bhai jan apne theek kaha hai ager ham log kisi kam se mayos ho jaty hain to ham ko aisa nahin karna chahy kam ham dil se karna chahy aur
              ham sab log janty hain kay waqt ak jisa nahin rahta is liy ham apna kam karna chahy waqt ek na ek dil lzmi badly ga aur hamra bhi time acha
              aye ga aur ham log bhi trading karin gye bohat achy bonus kay sath
              • #37 Collapse

                Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                Han g bilkul wqt hamesha bura nae rehta kabhi dukh kabhi Khushi hoti h wqt change hota rehta h es liye hmain sabar sy kam krna chahiye tb ja kr hum profit hasil kr sakty hain hamain himmat nae harni chahiye bss ALLAH py bharoosa rakh kr kam krty rehna chahiye to INSHALLAH kamiyabi zroor mily ge aakhir wqt ny aim na aik din change to hona hota hai
                 
                • #38 Collapse

                  Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                  Asalam o alaikum dear forex member wqt hmshah bura nii rhtaa q k wqt kaa asool hay ye hmshah change hotaa hay kbhi bura to kbhi axhaa hotaa or aise hi forex maa hotaa hay agr hm paa buraa wqt gay to hmen sbr krnaa chaye q k axhaa wqt bhii ae gaa q waqt bdltaa agr apka buraa time buraa hay to apk sbr krn aik day axhaa wqt bhii ae gaa issiii lye khty waqt hmshah buraa ni rhtaa balkaa axhaa bhii at
                  • #39 Collapse

                    Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                    Waqat hamsha Bora nhi rhta aap ki baat bilkul theek hai forex main aap jab Kaam krtay hai tu aap ko moskal bi ati hai or moskal ka bad asani bi iss Lia aap ko jab moskal waqat ay tu aap ko parshani nhi honi chahiy
                    • #40 Collapse

                      Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                      Assalamu Alaikum dear for its members ummid hai ki aap sab log khairiyat se Honge aur Pakistan for experiment ke sath kam Karke acchi earning Hasil kar rahe Honge ji han aapane bilkul theek kaha hai Waqt tha Mishra bola Nahin rahata agar aap Ko Kisi Waqt loss ka Samna Hota Hai To Ham Jaruri Nahin Hota ki aap ko Har Waqt loss ka hi Samna karna Pade aap mehnat se kam karte rahenge to aapko profit bhi Hasil Hoga aur aapke market analysis please strong Honge isiliye Hamen chahie ki ham knowledge Hasil Karte Rahen aur apne marketing Ashish ko strong Karte Hain
                      • #41 Collapse

                        Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                        Han g bilkul wqt hamesha aik jesa nae rehta loss aur profit to zindgi ka hissa hain zindgi to kabhi aik jesi nae rehti es liye hmain chahiye k hum forex mn mehnat krni chahiye himmat nae harni chahiye insan ko kabhi na umeedi nae rakhni chahiye
                         
                        • #42 Collapse

                          Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                          Apne theik kaha hia keh waqt humesha bura nhe rehta waqt change hota rehta hai apko bi chahiye keh forex mein mehnat krey waqt zaroor bdly ga apke financial condition zaroor behtr hogei
                          • #43 Collapse

                            Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                            Assalam o Alaikum Yes ofcourse. Wqt hamesha ik jaisa nahy rehta. Wqt me otar charhao attey rehtey hain. Is lye ghabrana nahy chahye. Apney maqsad pe dattey rehna chahye or hard work kartey rehna chahye . Or yahi cheez apka wqt badal de gee . Or is tarha apka wqt burra nahy rahey ga or ik din ap ik kamyab insaan ban jae gee
                            • #44 Collapse

                              Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                              sahi bat ha log yeeh samjhty han ka market main kam karen to ye hamen nuksan deti ha paisa waste hota ha lakin ahe ap ka waqt nhe theak ha or ap ka pass exprinc ebhe nhe ha to p kaya kar skaty han but itna he kaho gi ka ap ius ko seekhen is maindil laga kar kam karen kun ka waqt 1 hesa nhe rehta ha kabhe acha kabhe bura lakin ap mehnat kar ka is ko theak kar skaty han
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                                Assalamualaikum dosto ummed hy sub khriat sy hungay . G ak acha point of view hy vkt hmsha bura ni rhta hmy srf allah ki zaat py brosa krna chhaahy or kam ko agy brahty rhna chjaahu tkh hm achy sy achy knowledge tjrby ky sth achi post kr skyn zrrrori ni hmy hr bar nuksan hi hoga to hmsha nuksan ni hita kh km bonus mila to vkt hmhsa khrab ni rhta achy vkt ki dua kryn or allah py bhrosa rkh ky kam my lgy rhyn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X