waqt hameesha bura nhe rehta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    waqt hameesha bura nhe rehta
    jo log is waja sa market ko chor jaty han ka market un ko los deti ha or har dafa un ka sath yehe hota ha threaed un ka lye ha ka dekehen bura waqt jo hota ha na ye kuch time ka lye he hota ha or agar ye ap par na aye to ap kuch bhe nhe seekh sakty han to is waja sa preshan na howa karen bas mehnat sa kam kiya karen
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: waqt hameesha bura nhe rehta

    Aslam o alikum friends ji ha bilkul ap ne thk kaha hy wqat kabi ek jaisa ni rahta change hota rahta hy kabi ap loss ho or kabi ap ko acha profit bhi mile ga ye sab business me chalta rahta hy bas ap ne kabi bhi himat ni karni apne forex work ko jari rakhna hy apni post ko acha oe quality wala bane ge to ap ko acha bonus mile ga or kabi acha bonus na mile to parshan ni hona next bar acha bonus mile ga bas ap mehnat karte rshe or forex par kamyab rahe or apne post target ko complete kia kare tab ap ko acha bonus zaror mile ga or jo acha work ni karte wo forex me kamyab ni hote hy mehnat kare or dil se se kare tske sp ko kamyabi mile forex bhot acha work hy acha knowledge shear kare or experience ko increase karte raha kare 👍
    • #3 Collapse

      Re: waqt hameesha bura nhe rehta

      Ji aapki baat to bilkul theek hai lekin fir bhi aap per ye ap pr depend karta hai agar aap Chahte Hain To fir hi Kamyab Hote Hain agar aap acche Se Kam Nahin Karte to Fir aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte iska daromadar aap per hi hai.Waqt hamesha 1 sa nhi rehta is baat mein tu koi shak nhai ha lekin ap mein is ko badlany ki taqaat honi chahiya.Agar ap mein itni himmat nhai ha tu phir ap waqt ko kesy change kren gay ye ho hi nhai skta is liya khud ko us qabil bnaein phir hi ap time ko change kr sty hain.Agar ap mehnat se koi b kaam krty hain tu kamyabi zarur milti ha lekin ap ko khud pr yaqeen rakhty hoy ye kam krna hota ha
      • #4 Collapse

        Re: waqt hameesha bura nhe rehta

        Bilkul friends main aapki baat se Ittefaq karta hun ke Waqt Hamesha Bura Nahin rahata Jis Tarah Achcha Waqt Gujar Jata Hai ISI Tarah Bura Waqt Bhi Guzar jata hai isliye aap Waqt ki Kadar Karen aur Hamesha is koshish Mein Rahenge aapka Waqt Behtar ho jaaye aur mayus Kabhi Na Ho Apne Halat se Chahe loose Ho use bade dil ke sath ko bhul karte hue apni aslaha Karen aur koshish karen ke aap Dobara se vah galat Hi Na Dur Hai Jiski wajah se losses Hote Hain aur aapko musalsal apna work Jari Rakhna hai
        • #5 Collapse

          Re: waqt hameesha bura nhe rehta

          Assalam o Alaikum Dosto!
          Tamam Forex Traders ko meri traf se iss platform par welcome. Umeed karta hoon keh aap sab dost khariyat say hoon gey. Forum pe achi aur helpful material share kar kay acha bonus laine men lagay hungay. Iskay sath sath Forex Trading pe bhi achi trades se good profit lay rahay hoon gay. Ji bilkul waqt hamesha aik jesa nahin rehta, ye hamari consistency pe depend karta hai keh hum isd business ko kis trah le rahay hain. Thanks 👍
          • #6 Collapse

            Re: waqt hameesha bura nhe rehta

            Assalam u Alekum. Umeed hy mery forex k tamam dost kheriat sy hongy. Hamain forex trading mein kabhi har nhi manni chahy. Loss ho ya profit hamain bss dil laga kar mehnat krny chahy. Q k wakt kabhi hamesha bura nhi rehta. Acha wakt bhi ata ha. Is ly hamain acha wakt lany kly mehnat zarori hy. Ak na ak din hum ak kamyab trader ban saky gy. Or acha profit hasil kr py gy
            • #7 Collapse

              Re: waqt hameesha bura nhe rehta

              Assalamu Alaikum Shuru Mein Hamen bahut nuksan hota hai Hamen Kuchh samajh Nahin Aata ki Ham ismein kam kaise karen aur Kamyab Kaise Hasil Karen Tu der member kabhi bhi waqt kharab Nahin rahata Ek Din Jarur Ham ismein Kamyab Honge bus Samay Dil lagakar work karna hai kamyabi Hasil karne ke liye Waqt Badalta Rehta Hai Hamara bhi waqt badlega
              • #8 Collapse

                Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                Assalam.o.alaikum
                G han ap nay boht achi bat ki hay waqat hamesha bura nhn rehta hay hamain himat nhn harni chahiye pakistan forex main hamesha achi mehnat karni chahiye mehnat karain gay to hum forex main achi earning kar sakty hain or kamiyabi hasil kar sakty hain ...
                $#@#i Khan
                • #9 Collapse

                  Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                  koshish karenge hamen kamyabi milte aur kokitna waqt hamara kam hoga hamen apne vatan ko chhatri kaise karna chahie jitna mein apne kam ko dekhbhal kar karenge hamen kamyabi milegi aur ham apne apne
                  • #10 Collapse

                    Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                    assalamualaikum kaise hain sab theek hai sab theek karenge ji members bilkul achcha point discuss ho raha hai ki wapas waqt ek jaisa nahin rahata aisa hi hai agar unfortunately aapke sath loss hua hai trade karte hain to bilkul ghabraye nahin baat nahin de rahe kyunki next time inshallah aapko benefit milega mehnat apni jari rakhen ghabrau main pareshan nahin hoti apni chhoti chhoti losses se kyunki Ham business kah rahe hain for explore business ke sath loss or profit donon rahte Hain to chhoti chhoti mushkil 8 se pareshani se ghabrana nahin chahie bol kitni mehnat ko jari rakhen next time inshallah waqt aapka sath dekha aur aapko benefit hasil hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                      Assalamu alaikum dosto Sub dost khairiyat se Honge.
                      Ji han doston Hamesha time ek jaisa nahin rahata. Vah kaisa sath insan bahut kuchh sikhane aata hai aur aane Wala Kal gujre hue Kal se jyada achha hota hai isliye chhoti chhoti baat per tension nahin Leni apne kam se sansill Hain apne kam ko bahut to acche a aur aasan tarike se karne ki koshish karen. Log aapke time phone nahin note karte Hain ban gaya aapke work ko check karte Hain is ne kitni der mein Main Kiya ya koi nahin dekhta Jo mein joda time mein main kaam hota hai log uski ki tarif karte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                        Jio Salam Walekum ji han bilkul sahi Baat kahi hai ki baat Hamesha Bura Nahin rahata Waqt Hamesha Badalta rahata Hai Kyunki Har din ek Jaisa Nahin Hota Har Lamha Ek Jaisa Nahin Hota aur Har second Ek Jaisa Nahin Hota aur Har Ghanta Ek Jaisa Nahin Hota Har second ghante minut Mein tabdeeli Aati rahti hai ISI Tarah isiliye Kahate Hain Waqt Hamesha Ek Jaisa Nahin rahata balki uske andar bahut sitabadi bhi Aati rahti hai ISI Tarah Jab Insan ki Jindagi Yun Hi Chalti Hai uski Jindagi ke andar Kai Tarah Ke masalate Hain Ki Tarah Ki Khushiyan Kiye Hain Kyunki Waqt Kisi Ke Intezar nahin karta Hamen Waqt Ka Intezar karna padta hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne Waqt ki Kadar Karen Hamen Apne Bhakt ki pahchan rakhni chahie apni Maut ko ki Murti banana chahie Kyunki Jab Insan Bhagat ko share kar deta hai To fir vah 50 pachtawa Karta Hai FIR vah Pareshan hota hai isliye Apne Bhakt ko ki Murti banana chahie Kyunki Jo Waqt Guzar Jata Hai vah Insan ke Hath Mein Kabhi Nahin Aata Hamen Aane Wale Waqt Ko ki Murti banana chahie aur jo Waqt Humse Gujar Gaya Hai Hamen use per Afsos karna chahie Aur chij ko ek apni limit Mein Lena chahie ki Humne gujre Waqt Mein Kitna fayda sal ki aur ham Mein Kitna usmein nuksan uthaya Kyunki Waqt Kisi Ka Intezar nahin karta isiliye Humko chahie Ham Apne market ko kin Di Banai Apne time Ko kimati banaen Jab Ham Apne time Ko kimti banaenge To fir Inshallah Hamara Waqt kimati Hoga Ham ismein Apna Ek Achcha mustakbil bana sakte hain apni Jindagi ko Kamyab bana sakte hain aur Park works make battery kamyabi Hasil kar
                        • #13 Collapse

                          Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                          forex ki market ke andar aap log hard-working karte Rahe agar aaj aap logon ko nuksan ho raha hai to definitely cal aap logon ko achcha profit ho sakta hai lekin iske liye proper planning proper understanding ka hona bahut important hota hai tab jakar hi profitability ke improve Kiya ja sakta hai aap log hamesha market ko samajh Kar kam karenge to benefit Mila shuru ho jaenge
                          • #14 Collapse

                            Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                            Assalam o Alaikum all friend kaise homemade karta hun kya aap sab theek hun gay ji han doston insan ko kamyabi hasil karne ke liye Na Kabhi Kabhi samay karna padta hai isliye insan ko Apne hamay nahy harni Chauay taki hamara waqtaasan ho sake isliye ham message jyada se jyada mehnat Karne chahie himmat Nahin har Nahin chahie kyunki waqt hamesha ek jaisa Nahin hota aaj bura to cal achcha yoga isliye hamen jyada se jyada mehnat Karni chahie aur himmat Nahin chhodi chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: waqt hameesha bura nhe rehta

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Angelmano43 پيغام ديکھيے
                              jo log is waja sa market ko chor jaty han ka market un ko los deti ha or har dafa un ka sath yehe hota ha threaed un ka lye ha ka dekehen bura waqt jo hota ha na ye kuch time ka lye he hota ha or agar ye ap par na aye to ap kuch bhe nhe seekh sakty han to is waja sa preshan na howa karen bas mehnat sa kam kiya karen
                              Assalam O Alaikum Dear Forex member bahut acchi post share ki hy apne k iss forum p kaam krty hue hme chahiye mehnat kren learning hasil kren aur daily basis p kaam kren gy to ap kabhi nakam nhi hongy isliye hum sb ko chahiye mehnat kren aur knowledge hasil kren aur iss forum ko achy se smjhen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X