Waqt ki kadar krn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Waqt ki kadar krn

    Waqt ki Kadar Karen Assalamualaikum Forex Mein varsh kya hal hain aapke Pyare bhaiyon Waqt Ek bahut important chij hai aur Jab Se ham Is Duniya Mein Aaye Hain Waqt ki ahmiyat Apni Jagah per barkarar hai jo log Waqt ki Kadar karte hain vah Kamyab hote hain Agar Ham Forex Mein kam kar rahe hain to hamare pass apni mamulat Zindagi ke bad Jo Waqt Milta hai usko Ham Forex Mein Kuchh bhej rahe hain yani ke bare mein jyada Se Jyada maloomat Hasil Karen Maloom Baat share Karen ke Forex Mein Kaise kam Kiya Jaate Hain Kaise trading ki Jaati Hai Forex trading karne ke liye kis chij ki jarurat hai aur kya chij important hai yah chijen Jin Logon Ko Samajh Mein Aayi Hai vah Kamyab rahe hain aur unhone Apna time isliye forest Ko Diya aur Forex se Mukesh Rahe Apne Businessman police Rahe to Waqt ki Kadar karte hue unhone aapko Apne bhakton se nahin kiya tha Milke uska behtarin istemal Kiya aur behtarin small ke bad behtarin bhi Hasil kar rahe hain yah sirf Waqt Ko kam mein Main dalne ka fayda hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Waqt ki kadar krn

      Assalam o alikum dear forex member waqt ki kadar karo waqt besh baha solar hai gaya waqt hath ata nhi jo waqt ki kadro kimat nhi janata wo bohat baray ghatay main hai aur is taraha kay baysomaar aqwal dunya ki zubaan main majood hain waqt jo har lamhay kay sath guzar raha hai es sailrawan kay agay koi bband nhi banda ja sakta aur na hi es ko thaam sakta hai
      • #63 Collapse

        Re: Waqt ki kadar krn

        Ji Bhai aise hi hai ki Waqt ki Kadar Karni chahie agar aap Waqt ki Kadar Karenge to hi Waqt aapki Kadar Karega agar aap Reva ki Kadar na ki do Waqt aapki Kadar bilkul Nahin Karega isliye Hamesha Soch samajh ke kam Karen aur Waqt per kam Ko Kiya Karen aur Waqt per aap kam Ko Nahin Karenge to aap ko koi Achcha benefit Nahin hoga
        • #64 Collapse

          Re: Waqt ki kadar krn

          Gee bilkul hame waqt ki qader kerni chaye ager waqt ki qader keren gai tu kamyab ho gai ager hm forex forum ko time den gai tu kamyab hongai hame apna her kaam waqt per keren gai tu kamyab hongai hame apna kaam chorna nhi chahye balkehe waqt per kerna chahye waqt ki qader kerna Azeem logoon ka shwa hai waqt ki qader kerne wale hamesh kamyab hote ai hain
          • #65 Collapse

            Re: Waqt ki kadar krn

            As Salam o alikum dear forex friends and members umeed krta hn k ap sb thek hongy dosto wakt 1 anmol tohfa hy eski qadar krain khas kr k wakt ko kabi b zaya na krain jo shaks wakt zaya krta hy eski kadr ni krta to wakt b kabi is shaks ka sath nahe deta jo eski kadr na Kary apko chaea k wakt zaya Kea Bina apna work compiled krna chaea agar ap with out work apna taim zaya krty hn to wo jo wakt apny zaya Kia hota hy wo kabi lot k ni Ata
            • #66 Collapse

              Re: Waqt ki kadar krn

              G han bhai bhot achi bat ki hy kh waqit ki qadier krni chahiye kun kh agr ap nay apna waqit zayia kr diya tu woh app ky hath mein nhi ay ga. Lehaza human apny kameti waqit mein earning per lagna chayei kun kh aj Kal money is the best way hay ek achi zindgi guzarny kily. Pain lain apni mhenit mein or gain mein money hassle krain. Apna waqit zayda ter pak forex forum per or trading per lagna chayei agr apny app ko kamyab krna chaty ho.
              • #67 Collapse

                Re: Waqt ki kadar krn

                Ji han bilkul dear aapane bilkul sahi kaha hai Parekh market Mein Waqt ki Kadar Karni chahie aur aapko ismein timely decisions Lene chahie forex market mein agar Ham Apna experience aur ham Apna knowledge Ek dusre members ke sath share Karenge to uska hamen bhi bahut jyada fayda Hoga aur uske sath sath passeio Pakistan Forex forum per new members hote hain Unka bhi ismein bahut fayda ho sakte hain Kyunki forex market Mein Ham dekhte hain kya kar Ham ismein acche se knowledge Hasil karte hain aur ham ismein knowledge Hasil karne ke sath is market ko Jyada Se Jyada time Dete Hain To Ham ismein Kamyab ho sakte hain Agar Ham market Mein mehnat Karenge aur ham ismein knowledge Hasil Karke ismein koi bhi trade open karte hain aur ham is market Mein learning Karke kam Karte Hain To Hamen is business Mein kamyabi milati Hai Kyunki jab tak Hamare Paas is business may experience Nahin Hoga aur knowledge Nahin Hoga Ham ismein kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen Apna experience or knowledge specially junior members ke sath share Karte Rahana chahie agar aap market ko time Dete Hain aur ismein aap Jyada Se Jyada active hokar kam karte hain to aapko kamyabi mil sakti hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #68 Collapse

                  Re: Waqt ki kadar krn

                  Asalam o alikum,
                  Umeed hai ap sb thk thak hon gay. Ye bt bilkul thk hai k 1 insan jis ko waqt ki kadar hoti hai vo hmesha kamayab zindagi guzarta hai. Zindagi ka ek ek second bht ehmiyat ka hamil hai us ki kadar krna seekhain. Jis din ap waqt ki jadar krna seekh lain inshallah ap 1 kamyab insan k tor pr ubhry gay. Thsnk you

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X