Loss hone per ghabrana Nahin chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

    Loss hota hai tu humy profit biii hasil hota hai tu kabiii biii hum kiss hint or ghabrana NH chaye balky aglii br is Sy ziayada mehnat KR k profit haski krna chaye or so mistakes Jin kiii waja sy humy loss hwa hai uny door krna chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

      Dear member ji ha hama loss ho to hama ghabrana ni chahya hama apna confident sa kam ko repeat karna chahya kam ko aram sakon sa mahnat sa karna chahya hama payla sa b zaida mahnat karni chahya hamari mistake hama kam ka kabal bnati ha hama experience dati ha hama ya btate ha ka kam dobara sa kara ga to kamyab ho ga
      • #33 Collapse

        Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

        profit business ka hissa hai loss hamari apni mistakes ki wajah se hota hai isiliye aisi Koi mistakes na Karen jisse aapko loss so soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye accha entry point milane per hi trade open Karen Taki aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha sakenge isiliye hamesha mehnat ke sath kam Karen planning ke sath planning karke money management ke sath trading karenge to bahut Achcha profit Hasil kar sakenge aur
        • #34 Collapse

          Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

          Asalam alaikum doston ummid karta hun aap log khairiyat se honge ji han bilkul aap ne sahi question kya hai ki Forex me loss hone per pareshan nahin hona chahie loss hone per ghabrana nahin chahie loss or profit business ka hissa hai loss hamari apni mistakes ki wajah se hota hai isiliye aisi Koi mistakes na Karen jisse aapko loss so soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye accha entry point milane per hi trade open Karen Taki aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha sakenge isiliye hamesha mehnat ke sath kam Karen planning ke sath planning karke money management ke sath trading karenge to bahut Achcha profit Hasil kar sakenge aur aapka account bhi safe rahega isiliye fresh mood hokar active mode kar trading Karen thanks members
          • #35 Collapse

            Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

            Forex my patients fakru wala hai Kamyab hota hai Jitna operations ke sath market ko follow karne ki koshish Karenge aur ismein kamyabi ki ummid Rakhenge acchi aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain isiliye patients Rahe Taki aap Forex Mein Ek Kamyab business Milta karte hue acchi consistency ke sath patience and cool minded Rahte Hue Forex Mein kam karne Ke Kabil Ban sake aur long-term Achcha business built aap kar sake
            • #36 Collapse

              Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

              Assalam o alaikum tamam pak forex forum members and friends, umeed hy ap sab thek hon gay aur achay tareeke se trading kar rahay hon gay, trasing kartay waqat agar ap ko loss ho bhe jata hy tu ghabrana nh chaheye kion keh forex trading aik game hy aur game main har jeet hoti rehti hy, iss lye trde kartay waqt agar ap ko loss ho bhe jaye tu ghabrana nh chaheye kion keh nafa aur nuqsan trading ka aik hissa hy iss bardasht karna parta hy.
              • #37 Collapse

                Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

                assalamu alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha Hai jab Ham Forex trading mein kam kar rahe hote Hain to usmein hamen lossHo jaaye to hamen kab darna nahin chahie balke properly focus karna chahie agar Ham ismein properly focus karte hain aur apni learning ko strong banate hain to Ham bahut jyada advantages hasil ka sakte hain isliye hamen hamesha hot working karni hogi aur experience ke sath kam karna hoga jab Ham ismein experience ke sath kam karte Hain to bahut jyada advantages hasil kar sakte hain.
                • #38 Collapse

                  Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

                  Yes dear forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to aapko is market Mein kam karte hue acche tarike se decide karna hota hai ki aapane ismein kaun si trade open karni hai agar aap is market Mein Apne analysis karte hain aur uske bad friend open Karte Hain To aap kis market Mein Kafi jyada fayda ho jata hai market Mein kam karne ke liye aapko hard work karna hota hai jo trader forex market Mein rules Banakar kam kar rahe hote hain aur is market Mein acchi tarike se kam karte hain vah trader is market Mein successful Ho Jaate Hain market Mein acchi tarike se kam karne ke liye aapko planning Karni hoti hai.
                  • #39 Collapse

                    Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

                    Aoa dear forex member omeed krti hn ap log bilkol khariat se hugy or apny kam ko emandari or dillagi k sth sarinjam dy ry hugy dear member bilkul theek kaha aap Logon Ne Kya Hamen loss ke Surat mein ghabrana bilkul bhi nahin chahie aur na hi Apna Dil Chhota karna chahie balki Hamen Mein rasid Apne kam ko mehnat se karna chahie Apne kam ko bahut time Dena chahie Himmat Nahin Hani chahie LIC Lagane aur ek Ne jaldi se Apna Kam karna chahie tab jaake ham log Kamyab ho sakte hain lost saath mein Hamen Ek kam ko stop nahin karna chahie Banke continue Rakhna chahie aur Jyada mehnat Karni chahie isiliye Hamen apni mat Khud banna hai sab Kuchh Main Khud kar le Ham maine kar li hai aur Bharosa profit game karna hai
                    • #40 Collapse

                      Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

                      jio bajana bilkul tikaram aap kis baat se cricket humko chahie kya Ham jab bhi Koi kam Karen kam acche se karna chahie dusra ke Mal or se ghabrana bilkul nahin chahie ho sakta hai milakar so jao FIR karna chahie
                      • #41 Collapse

                        Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

                        Dear friend yah baat har kisi ko pata hai ki jo bhi business hota hai usmein hamen loss aur profit hota hai is liye agar hamen kabhi ghabrana nahin chahie
                        • #42 Collapse

                          Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

                          Pak forex fourm per jab bhi new member ata Hy. suro Suri Main manato karta hai. Lekin Jab se kamyabi nahin hoti aur trade mein Main usko lost a jaate Hain aur uska account wash ho jata hai to vah gabra jaate Hain jiski vajah se vah aap per Kam nahin karte Main to naam doston se gujarish karun ga . Aane wale tamam new member ko hosla den samjh ke Kis tarah se trading karni hai khud se lagakar ne . Mazed mahnat sy Kam kary
                          • #43 Collapse

                            Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

                            Ji han bilkul aapane sahi kaha hai ki loss hone per hamen ghabrana nahin chahie Mal ke himmat aur mehanat ke sath ka kam karte rahana chahie jiski vajah se Ham apna loss Veri cover kar sakte hain aur achcha parafit bhi
                            • #44 Collapse

                              Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

                              Loss ho ya profit ho aap ko sabar sa kam karna Ho ga aap ko porfit milny per Kabe Bhe over Confident nahi hona Cheya or Loss hony per Emotion or Lalch per Control hona Bhoat zrori hai jaab ap ko market main Achi trading performance ho ge toh ap ko market main kamyabe hasil akrny main Asani rahy ge is lia ap ko mahnat or lagan ka Sath kam karny ke Zrort hai is lia ap ko mahnat or lagan ka Sath kam karny ke Zrort hai or kamyabe ka lia ap ko ak best Trading plan ke Zrort hai or sath he aap ko rules ko achy sa Follow kar ka kam karny ke Bhoat Zrort hai jaab ap Rules ko achy sa Follow karien gay toh aap Rules ko bhe achy sa use kar payn gay or lalach sa bach sakein gay.
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Loss hone per ghabrana Nahin chahie

                                G han ap nay theek kaha hay loss hony per ghabrana nhn chahiye bal k or ziada mehnat karni chahiye forex main achi mehnat k sath forex ka or ziada knowledge or experiane hasil kar sakty hain or hum forex main kamiyabi k sath acha profit hasil kar sakty ...
                                $#@#i Khan

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X