Forex trading ki 4 bari markeets hn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bohat achi knowledge share ki hai ap ne brother,aksar trader ka masla hal ho gea hai laikan aik baat add karna chahta hon k movement kam ho ya ziada kabhi bhe lalach mein aa kar trading na karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bilkul thek kah rhe ho app kah yeh 4 times hamare leya bohat profitable bhi hain aur loss ka bais bhy ban skte hain kiyn kah in 4 timings pr yeh 4 bare market open aur close ho rhe hote hain to is ki waja sa market min movement thori fast ho rhie hote ha to is time frame pr kafi dehan sa trade kern.
      • #18 Collapse

        nice dear aap ne bohat he achi information di hai hum sab ko is ke lye me thanks kahun ga aap ko or apa ki iss post ko appreciate karta hun me , hum ko 6 se 9pm tak waqai trading ehtiyat se karna chahiye ya phir nahi karni chahiye ....
        • #19 Collapse

          there's always reduction as well as beniits in a busin4ss/trading. to ibtain trip associated with reduction you'l need com-lete attentaion as well as great choice from cirrect period as well ss inside a correct method. sould youdid not achieve this it will likely be totaly lack of period, cash along with other assets. a guy alyways discover exactly what he or sh looksfor with regard to.
          • #20 Collapse

            aur mery khyal meisi waja say forex kabhi b band nahi honay wala karobar hai ek country market band karti hai to dosri country khool leti hai aur isis tarha say kaam chobees ghantay jari rehta hai.
            • #21 Collapse

              salam to all,dosto mare khail may may forex market monday to friday almost 24 hours open hoti hy iss lia iss may trdr kisi time bhi trade ker sakta hay.
              • #22 Collapse

                yes it is true this is very helpful for new trader and we also need to focus on it because jub Landon market aur Newark market mil k kam karti hain to zaida movement ho rahi hoti hay us time ba dayan sa trading karni chaya.
                • #23 Collapse

                  yes ap theak kaha hai ky ye 4 big markets jab open hoti hai tu per p ko us waqat loss ya profit hota hai aur is waqat market main fast movement be hoti hai earning ka chance zayda hota hai
                  • #24 Collapse

                    gee mre bhai forex bohat acha busineess hy me to wese forex pe new ho aur demo acount use kr raha ho aur trading sekh raha ho aur experience aur knowledge haasil kr rahaa ho trading bohat jld sekh jaao ga
                    • #25 Collapse

                      ap ne boht he best bat boli he is liye me ap ko thnx bolo ga is se hamry knowledge me kafi ezafa hwa he me ap ko ye bolo ga ke ap dear esy posting karty rha karo jis se hamry knowledge me ezfa ho or ham log forex me aik achy trader ban saky.
                      • #26 Collapse

                        App ne achi post ki hay aur app se phile bhi kuch logo ko pata ho ga per yeh new logo ke liye acha knowledge bhi hay ke kon kon se market ki waja se yeh forex hay aur in ka time kya hay app ki post se kafi dosto ki help hui hay thanks .
                         
                        • #27 Collapse

                          Yeh markets wo hay jo bari hay is ke sath dosri choti markets bhi hay per in ki waja se yeh forex ko zada farak parta hay aur app ko in ko dekh kar trade karna chahye ta ke app ko in main kam karna a jye aur app ko in ki open aur closed hune se market ki movement ka pata ho .
                           
                          • #28 Collapse

                            Well, aap nay kafi informative thread post ki hey or her tarder ko in timings ko mad e nazar rakhty huwe trading kerni chhaye kyn kay sahee wakt per ki gai trading aap ko zyada losses say bachaye gee or aap ko market ko smjhnay ka zyada sey zyada moka miley ga.
                            • #29 Collapse

                              best info for new traders har banday ko is tarha ki info share krne chaheyen ta k hamare ilm me bhe izafa ho isme time mangment bhe zaruri hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                brother mein is mein abhi new new hun to khas pta nhi hy mugy k konsi konsi si hen markets to is mein mein bohut agey jana chahta hun apni mehnat sy aur mein is ko sekh raha hun trading ko.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X