Forex trading ki 4 bari markeets hn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    trading ki market main sub say zayda popular market newyork hay is kay bad tokyo is kay bad singapur and is kay bad syedny hay aur ye market 24 hours work karti hain yani aik market close hoti hay to dosri open ho jati hay aur is tarah hum every time trading kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      ok ap ny yeh information de kar new user ko bht help ki hia is sy un ko faida hoga or wo si time dhiyan sy trading kary gay.
      • #288 Collapse

        yes brother hamin trading main timings ka boht khyaal rakhna chaya kyun k har country ki market us k bank k time sa open hoti hai jis sa aik dam sa movemnt zada b hu jate hai
        • #289 Collapse

          Thank bhai apne market ke baray mien jo info di he muje is ka pata nahi tha. bus doston se suna tha ke aj flaan pairs ki market is time open ho g thanks ke apne Market ki timing b bta di apka shukriya.
          • #290 Collapse

            forex ki sab se badi markets tokiyo singapor sydny aur usa ha jo k 24 hours open rehti hain week mai 5 daays aur kaam karti rehith hai
            • #291 Collapse

              bhai jaan forex ki market ka to mje itna ilam nhe hai waisya mai is mai new he hu ye asan nhe hota hai is mai humay theak say mehnat karni parti hai
              • #292 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                Forex ki 4 bri makeets kaam krti hn jin k khulny aur band hony k auqaat ye hn pakistani time k mutabiq .
                London-1 pm se 9pm
                newyork-6 pm se 3 am
                syedny-3 am se 12 pm
                tokyo-5 am se 2 pm.
                Note: 6 pm se 9 pm k douran big movment ho skti hy.is douran trading bahot dhiyan se ki jaye.






                salam to all members ma tu ye he kaho ga k forex trading business ma 4 he bigs market hai or jo time table ap ny batya hai ye he hai so lakin her country k hisab sy es ka time difference hota hai so khud ki country k hisab sy check karo.
                • #293 Collapse

                  dear mere khiyal main ap ne theak hi kaha hai dear i like it ur post dear ap ne mere khiyal main ap ne achi baat kahi hai sab doston ko bataney ka shukria dear i alright main boht khush hn daer
                  • #294 Collapse

                    agree kerta hunme bhai ap ki is post s eap en bhut eh achai baat ek hai me is baats eagree kerta hun,..,mujhe bhut pasand bhe ayi hi
                    • #295 Collapse

                      dear ap ne bahot achi posting ki hai or ap ko is traha ki or bhi maloomati post zaror jerin takah ham logon k ilam main izafa ho hau
                      • #296 Collapse

                        aap nay bohat achi information di hai new forex traders kay liye. humein inn market kay baray main zaroor information honi chaiye aur humein pata hona chaiye kay kon si market kab open aur close hoti hai.
                        • #297 Collapse

                          thanks for information bhai jan is business ke lye mere khayal se ham ko jitni researches ho saken karte rehni chahiyen or ham ko yeh khas khayal rakhte hue kam karna chahiye ke aik aik baat ka hame ache se pata ho takey hamara faida ho sake .
                          • #298 Collapse

                            Precautions should still take precedence , because the market conditions are not determined by prediction anyone, but is determined by the real conditions that exist in the field.
                            • #299 Collapse

                              G bro ap ny yay sb bata kr hum pr bht maharbani ki bcz forex ki in sb markets ka hamy nai pata tha bcz market level itna high hy ky info lyna bht mushkil thi butt ap ny bata kr hamari tens ko free kiya hy ab hum in ko visit kry gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                gee bilkul forex market 24 hrs open rehti hai kun keh dunia mein kisi jagah raat hoti hai aur kisi jagah din tu yeh market round the clock open rehti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X