What Does it mean to "Go Short"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    forex mein short ka matlab sell or long ka matlab buy hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      yes aap ki baat sahi hai go short ka matlab ye hai k chahe buy ho ya sell short time frame ki trading ye hi is ka matlab hona chaye log is ko sirf sell samajhte hain. is thread se log apni misunderstanding door kar sakte hain
      • #288 Collapse

        I think keh go short kam atlab hy keh aap short term trading karain aur long term trading sey door rahain. Ya phir yun samjh saktey hain keh small small targets bana kar trading ki jaye aur ziada wait na kia jaye. Yeh us waqt hota hy jab aap ko market ki samjh nahi aa rahi hoti aur market par trust krna saheeh nahi hota.
        • #289 Collapse

          sir it doesnt mean like that short ka mtlb hai k trade sell ki trade lagai or long ka mtlb forex man buy say taluq rekhta hai ic liye pehlay full knowledge gain kerna chahye ta k new traders ku terms say pata chal sakay k trader kya ker reha hai.
          • #290 Collapse

            w.a.a dear bilkul ap na jo kha ha ka short ka kya mtlab ha to mn tmam sathion or wazah kr daina chata hn ka forex ka ander short ka mtlaba ha ka sell ke trade lagana and jes sa ap ko profit tb e ho jub rate down ho and long trade ka matlab ha ka ap na buy ke trade dalni ha jes sa murad ha ka rate up hona ke soret mn apko faida ho dear so in sari chezon ka khas khyal rakhn
            • #291 Collapse

              forex trading mien go short ek matlab hote hain ke ap market ko sell karden jb market down trend mien hoti hai to apko chahiye ke ap isko sell karen.
              • #292 Collapse

                waist dear mujhy is shor k bary main kuch pta to nahe hai per main yah samjhta ho k short se murad yah hai k ap ko jild he market se out hona ho ga yani k market main jo trend ban raha hai wo zyda dair rahny wala nahe hai to main to short ko yah smjhta ho
                • #293 Collapse

                  agr hum short term main trade karty hain to humain market main achi earning hasil ho sakti hy agr hum is main learning kar kay kam karty hain to humain loss km ho ga or profit ho ga
                  • #294 Collapse

                    Nahi ap es tarah kam nahi kr sakty. Ap ko pehly market ky trend ko maloom krna hai jb ap es market mai trade open kr sakty hai.
                    • #295 Collapse

                      Bjai go short ka yeh bhi mtlb ho skta hai ky ap short term trade lga len lkn is ka actual matlb yeh hai ky ap trade py sell lga den yehni ky pair py sell lga len jub ky long ka mtlb hota hai ky buy lga den aor long term bhi ho skta hai lehaza ap isko sell aor buy wala mind ma rakhen
                      • #296 Collapse

                        forex market m bht si terminologies use hoti hai jinm se ek short bhi hai ye us waqt use hoti hai jab ap ny koi cheez sell krni hoti hai to khty hai go short ya short
                        • #297 Collapse

                          agar hum ye term use karen keh short karen to it means keh hum sell kar rahy hay aisay he bohat sari term forex trading main use hoti hay so humay en sab kay bary main maloom hona chahiey
                           
                          • #298 Collapse

                            agr hum is main short term main kam karty hain to humain is main kafi risk hota hay kay humain loss ho jaye long term main trade karny main kafi achi earning hasil ho sakti hay time lagta hay
                             
                            • #299 Collapse

                              Is main hamain kam karna hai to hamain is main usy trade karni hai to hamain is main kam karna hai to hamain is main loss bi ho sakta hai aur is main profit bi ho sakta hai aur is main experience k sath kam karna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Go short ka matlab hai k hamain forex main kam krte wakt jab bhi koi trade open karain to hamain chahye k ham is ko zyada lamba na karain balkay is main thora faida lain or us order ko close kr dain kio k zyada lamba krnay say loss bhi zyada ho skta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X