Hamesha confident Paida Karen ghabrana Nahin chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Hamesha confident Paida Karen ghabrana Nahin chahie

    Assalam o alaikum hamain confidence k sath kam karna chahie aur agar loss ho jaye to ghabrana nahin chahie aur preshan nhi hona chahiye Dil laga kar mehnat k sath himmat aur hosly k sath kam karna chahie aur agar Ham forex main mehnat se imandary se hardworking se kam karenge aur loss hone par ghabraiy ge nhi sabar k sath himmat aur hosly k sath kam karege to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain aur agar Ham forex trading main mehnat se Kam nahin Karenge aur kam main lalach karege aur loss hone par ghabraiy ge to Ham kabhi bhi forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte hain aur isliye hamain hamesha soch samajhkar mehnat k sath hardworking k sath kam kare aur agar Ham forex trading main mehnat se sabar se himmat se kam karenge to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Hamesha confident Paida Karen ghabrana Nahin chahie

      Assalamualaikum dear friend umeed hy sab khariyat sy hn gy ji hn ao by acha questions kia hy k ham jb bhi trade lagaeeyn to ham ko mukaml confidt hona chahey tb hi ham ik achi trade kr paty hn
      • #33 Collapse

        Re: Hamesha confident Paida Karen ghabrana Nahin chahie

        Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen Apne andar confidence Paida karna chahie Forex trading Ek risky business hai aur jab ham market ke andar Apne trade ko open karte hain to hamare andar confidence Hona chahie aur iske liye hamare pass Forex ka knowledge Hona chahie Jab hamare pass Forex Ka knowledge Hoga tabhi Ham confidence ke sath forex market ke andar apni trade ko open kar sakte hain ISI Tarah Jab Ham forex market ke andar apni trade ko open Karte Hain To Hamen apni trade se nuksan aur profit donon ke liye taiyar Rahana chahie aur nuksan hone Ki Surat mein ghabrana bilkul Nahin chahie aur Pareshan Nahin Hona chahie balkeh Forex per apni mehnat aur struggle ko Jari Rakhna chahie tabhi ham Forex mein kamyabi hasil kar sakte hain.
        • #34 Collapse

          Re: Hamesha confident Paida Karen ghabrana Nahin chahie

          Assalamu Alaikum doston Amit hai aap sab khairiyat se Honge bilkul confidence ke Bigad decision-making ke bagair aapka bhi bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte iske liye aapka knowledge ke sath sath discipline voice Hona chahie aur discipline Mein Rahte Hue Sahi Faisla karne Ke Kabil Banna chahie tha ki aap Sahi time par Sahi Faisla De sake aur apni trade Le Saken Taka aap acchi opportunity ko miss na Karen aur acchi position lete Hue achha profit hassil kar sake
          • #35 Collapse

            Re: Hamesha confident Paida Karen ghabrana Nahin chahie

            koi bhe kam kartay houa hamein ghabrana nahein chaheya blkah hamein heimat sa kam karna chaheya hamein mahnat kar tay rahna chaheya tabhe hm kameiyab ho sak tay hein bhe jan
            • #36 Collapse

              Re: Hamesha confident Paida Karen ghabrana Nahin chahie

              Dear aapane bohut Achi bat Kahi ha g Han bilkul hamen Apne ender confidence pieda krna chahye hamen gabrana nahin chahye ager hum gabra gie to hum ache tarike se kam nahin kar pien ge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                Re: Hamesha confident Paida Karen ghabrana Nahin chahie

                Assalamu alaikum dosto forex trading ky business main hamin confidential ho kar kam karna chahy .jab hmara kam focus se hoga to woh kam bhut hi umda hoga .agar hamin phir bhi kabhi loss hota hay to himat nahi harni chahy aur ghbran nahi chahy balky dobara se mehnat karni chahy aur mazeed twajo se kam karna chahy tab hi ham successful ban skty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X