Pips KIA huti Hi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pips KIA huti Hi
    Dear members Iske bare mein Hamen zyda guide kiya jaaye Iske bare mein acchi information di jaaye Taki Ham Iske bare mein knowledge hassil kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pips KIA huti Hi

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Saif896 پيغام ديکھيے
    Dear members Iske bare mein Hamen zyda guide kiya jaaye Iske bare mein acchi information di jaaye Taki Ham Iske bare mein knowledge hassil kar sake
    Dear member Forex mein currency pair yah commodity ki jo moment Hai Isko pabe Kaha jata hai isliye Hamen chahie ke Ham Apne lot size ko inter mutabik decide Karen aur Jyada kam kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Pips KIA huti Hi

      As slamo alaikum dear friends kia hal ha umeed karta hn k ap sb log thik hongy r acha profit kama rahy hongy .forex trading mn pips market ki movement ko bolty hn .forex trading mn ap is k chart ko dekhein to apko pata chaly ga k is mn points hoty hn r market aik point sy ly kr doosry points tk movement karti ha .to jitna zyada movement hogi utna zyada pips move hoga mtlb market ki movement hi pips kehlati ha.ye ab ap pr depend krta ha k ap kitni bari lot lagaty hn .jitni bari lot hogi aik pip pr utna zyada profit ya loss hoga.iye hamaesha choti lot lagayein ta k ap ka account safe rahy.
      • #4 Collapse

        Re: Pips KIA huti Hi

        Assalamu alaikum dosto ummid karta hun aap sab theek honge aur achcha work kar rahe honge jaisa ke poochha Gaya hai ke pips kya hoti hai tu Forex forum mein pips market ke munh mein ko kaha jata hai thode se main currency pairs aur market ki movement ko pics kaha jata hai agar Ham chart dekhen to usmein hamen mukhtalif direction se a market ke munh mein najar aati hai is direction of movement ko pips kaha jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Pips KIA huti Hi

          Assalamu Alaikum dear Forex forex trading mn pips market ki movement ko bolty hn .forex trading mn ap is k chart ko dekhein to apko pata chaly ga k is mn points hoty hn r market aik point sy ly kr doosry points tk movement karti ha .to jitna zyada movement hogi utna zyada pips move hoga mtlb market ki movement hi pips kehlati ha.ye ab ap pr depend krta ha k ap kitni bari lot lagaty hn .jitni bari lot hogi aik pip pr utna zyada profit ya loss hoga.iye hamaesha choti lot lagayein ta k ap ka account safe rahy.
          • #6 Collapse

            Re: Pips KIA huti Hi

            dear members agar aap market ki movement ko properly calculate karna chahte hain to isliye aapko hamesha market mein price in percentage calculate karna hoti hai iske liye aapko hamesha careful hokar apni learning ko complete karna hota hai kyunki craft market mein jyada se jyada advantages increase karna chahte hain to aapko hamesha ismein sirf aur apne advantages ko increase karna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Pips KIA huti Hi

              Dear Forex member bahut hi Achcha Sawal Kiya aur Hamare bahut hi members ke liye acchi information bhi Sabar ho sakti hai dear Forex number Jab Ham apni Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki market Hamari Jo points ko show kar rahi Hoti Hai vah Mare basic tips Hoti Hai jaise ki Hamari kinetics ki moment banti hai vah Hamare Ek per ki Banti Hai Dua Forex member Forex trading mein jo Hamara trading chart Najar a Raha hota hai aur ismein Hamari candlesticks ki moment ko jo show Karte Hain Jo figure isko show karne mein madad Dete Hain vah Hamare pet Hote Hain.
              ......Forum is a great place for traders talk.......
              • #8 Collapse

                Re: Pips KIA huti Hi

                dear jahan tak aapke sawal ki baat hai ki kya hoti hai to isliye main main yah kahana chahti Hun ki forex market mein jab kam kar rahi hoti hai to market ki movement step by step change ho rahi hoti hai aur use waqt aap dekhti Hain ki market ki munh mein bahut thodi thodi karke change ho rahi hoti hai is tarah for example kisi commodity ki price 1.2 950 aur market up movement mein ja rahi ho to uski price 1.295 1 Ho jaaye to is ki price mein jo 1 point ka difference aaya hai isko pip ka naam Diya jata hai aur isase bhi jo chhota measurement hota hai hai market ki movement main usko pipts ka naam Diya jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Pips KIA huti Hi

                  Forex Mein trading ki movement ko pips kaha jata hai 10 point ka ek pip Hota Hai market ki jo bhi moment Ho Chahe market aap ye market down hai tu to point main market niche aur Upar Jaati Hai aur aur move karti hai market ki ISI movement ko Ham pip kha sakte hain ke market itne Upar gai hai aur itne niche I hai aapka Sawal bahut hi Achcha hai Kafi members ko is bare mein pata nahin Hota isliye wo asani ke sath ab yah Jaan Sakyen ge pip kya hoti hai aur Market ki Movement mat Mein iska kya effect Hota Hai ya basic skills Hote Hain Jo Ke Humko chahie ke Har Hal Mein Inko sikhen Itna Jyada Ham ine Ko improve Karenge utna hi Jyada Humko fayda hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Pips KIA huti Hi

                    Dear forex market ki movement ko observe karne ke liye aap ismein Pepsico count karte hain Jaisa ki aap ismein Dekh Rahe Hote Hain Ki Jab aap market ki moment ko Idea Laga Rahe hote hain aur aapas mein Soch samajhkar ml Cisco perform Karte Hain To aap Khush mein bahut jyada fayda hota hai dear jab aap market ki movement ko acche tarike Se watch Karenge aur aap ismein acche tarike se knowledge Hasil Karke kam Karenge to uska aapko bahut jyada fayda Hoga agar aap ismein Kamyab Hona Chahte Hain To uske liye aapko Jyada Se Jyada mehnat karna Hogi aur aapko ismein Jyada Se Jyada knowledge Hasil per ke kam karna hoga to aap to itne kamyabi Jarur milegi.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X