Dear friends Demo account ka bohat faida hai is se hamary pass jo skill and information hoti hai use ko use karty huwy hum demo account main trading karty hain and agar hamain is main loss bhe ho jaye to wo count nai hota,,is se hamain pata chal jata hai k hum ny kah aja k galti ke jis ke waja se hamain loss hua,ta k hum us galti ko apny real account main na kar saky....
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим