Loss men sabar karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss men sabar karain
    forex mein kam karte hue hamen aksar loss ho jata hai hamen loss mein sabar karna chahie Ham jitna jyada sabar ke sath kam lenge utna hi hamara fayda hoga kyunki agar hamen loss hota hai hamari galti hone ki vajah se hota hai isiliye agar aapko forex mein loss ho jata hai to aap dekhenge aapko kis vajah se loss hua hai apni galti ko dekhen FIR apni galti ko sudharne ki koshish karen jab Ham apni galti ko sudharne ke kabil Ho jaenge to fir Ham jarur kamyabi Ho Gay bus mehnat karte Rahe hain aur kabhi bhi apne kam ko Na chhode aur hopeless Na Hoon apne loss ko recover karne ki koshish karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss men sabar karain

    Aapane bilkul theek Baat share ki hai ki loss Mein Hamen Sabar karna chahie aur apne loss ko recover karna bahut hi important hai agar Khuda na khasta humse kabhi bhi trade galat lag Jaati Hai To Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen log ki jaane wali trade Jani Jis trade Mein loss Ho Hamen usko close nahin karna chahie balke Hamen Sabar se kam Lena chahie aur apni trade Mein Sabar karna chahie jab tak Hamara loss recovery Na Ho Jaaye isliye loss Mein a jaane wali trade Mein Hamesha Sabar se kaam Le aur jaldbazi bilkul na karen to Inshallah aapka loss recover ho jaega
    • #3 Collapse

      Re: Loss men sabar karain

      Last Mein Sabar Karen bilkul theek baat ki hai aapane Sabar Karenge tabhi Sabar ka fal Achcha milega Jo Banda Sabar karta hai vah Bar Bar Hata Nahin Hai members love Soya profit donon hi forex business ka hissa hai ismein love Sone Ki Surat Mein mayoos Na Ho pal ke confidence ke sath Sabar karen to Inshallah Bar Bar na Kam Nahin Honge members Jitna ho sake knowledge ke sath aur information ke mutabik Forex ke rules ke mutabik forex business Mein work Karen tab bhi Kamyab Honge
      Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
      • #4 Collapse

        Re: Loss men sabar karain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassam khan پيغام ديکھيے
        forex mein kam karte hue hamen aksar loss ho jata hai hamen loss mein sabar karna chahie Ham jitna jyada sabar ke sath kam lenge utna hi hamara fayda hoga kyunki agar hamen loss hota hai hamari galti hone ki vajah se hota hai isiliye agar aapko forex mein loss ho jata hai to aap dekhenge aapko kis vajah se loss hua hai apni galti ko dekhen FIR apni galti ko sudharne ki koshish karen jab Ham apni galti ko sudharne ke kabil Ho jaenge to fir Ham jarur kamyabi Ho Gay bus mehnat karte Rahe hain aur kabhi bhi apne kam ko Na chhode aur hopeless Na Hoon apne loss ko recover karne ki koshish karen
        Assalam Walekum dear member Forex per Hamen losses ki vajah Se Kabhi Bhi tension Nahin leni chahie losses ko Sabar ke sath samajhne ki jarurat hai Hamen losses ke related Apna knowledge complete karne ke liye time Dena chahie kabhi bhi losses ki vajah se trading Nahin Chhod aani chahie Kyunki jitne bhi expert Raider Hai unko bhi start Mein lost lazmi hota hai lekin agar aap apni learning continue rakhen to aap ishwaram per Kamyab dating Karke Ek Achcha profit Le sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Loss men sabar karain

          ji han bilkul hamen loss mn sabar krna chayea qk business mn success wohi hasil karty hain jo loss hony par sabar se kam lety hain profit or loss hamesha business ka hisa hai bussiness koi bhi ho is mn hamesha profit nhi milta loss bhi millta hai agar ham loss hony par sabar se kam nhi lenge aur jaldbzi mn trade kry gy tu ham apna account wash bhi kar skty hain loss mn sabar se kam lena chaya aur jaldbzai kabhi nhi krni chayea hamesha wohi log buniess mn success hasil krty hain jo loss hony par sabar karty hain apna kam jari rkhty hain jb tk wo loss ko success mn change nhi kar dety agar hamen forex mn success hasil karni hai tu hamen loss hony par sabar krna hoga
          • #6 Collapse

            Re: Loss men sabar karain

            Forex ek aisa business hai jismein profit aur loss saath saath chalta hai. Agar Ham market analysis karke trade karte Hain to hamen profit hoga lekin agar Ham jaldbazi karte Hain to hamen loss hone ke bahut chances hai lekin agar kabhi loss Ho bhi jaaye to hamen himmat nahin harni chahie balke hamesha apne galtiyo se sikhen ta ke use galti ki wajah se hamen dobara loss Na Ho..
            • #7 Collapse

              Re: Loss men sabar karain

              Assalamu Alaikum dear Forex hamen loss mn sabar krna chayea qk business mn success wohi hasil karty hain jo loss hony par sabar se kam lety hain profit or loss hamesha business ka hisa hai bussiness koi bhi ho is mn hamesha profit nhi milta loss bhi millta hai agar ham loss hony par sabar se kam nhi lenge aur jaldbzi mn trade kry gy tu ham apna account wash bhi kar skty hain loss mn sabar se kam lena chaya aur jaldbzai kabhi nhi krni chayea hamesha wohi log buniess mn success hasil krty hain jo loss hony par sabar karty hain apna kam jari rkhty hain jb tk wo loss ko success mn change nhi kar dety agar hamen forex mn success hasil karni hai tu hamen loss hony par sabar krna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Loss men sabar karain

                Aoa bilkul sahi baat hy business mein loss to or gain to hota rehta hy agr loss ho jay Hmain afsoos krny ke bjay sbr krna chaheay or mehnat krni chaheay jin mistakes ke wja sy Hmain loss howa ho un py mehnat krni chaheay
                • #9 Collapse

                  Re: Loss men sabar karain

                  Assalamu alaikum my dear brother Meri karta hun aap sab khairiyat Se Hain dwara Chhapra per Dal kar rahe ho ji bilkul aaj ke date mein aapane bahut hi good question kya hai kya Sabar karna chahie ji bilkul loss Mein Sabar karna chahie Jab aap Kisi bhi chij Mein Subah karna se Jaate Hain To vah aapko ko tension Nahin Deti Kisi aap Nahin Karen Kyunki Mera Kabhi Kisi Ko Daga Nahin jaati Nahin jaati isliye Jo Log Mohabbat Karte Hamesha Maiya Ke Baat Kahate Hain aur Hamesha sabse kam bhi Lena chahie Hamen thank you
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss men sabar karain

                    ji han aapane bahut hi acche baat ki hai agar aapko trading mein loss a jata hai to aap sabar se kaam le apne aap ko pareshan mat Karen balki aap apni Galti ko note Karen kya aapane kaun si aisi galti ki hai jisse aapko trading mein loss Aaya hai trading mein loss aana bhi ek hamare liye sabak hota hai jisse ham sikhate hain aur next time bhul mistake Nahin karte jisse hamen loss hota hai isliye aap acche trading Karen aur aapka isase experience bhi increase hota rahega aur ek din aap jarur acche trader bankar achcha profit Hassan karne mein bhi kamyab ho sakte hain isliye jab loss hota hai to himmat mat hare apne aap ko kab mein rakhen aur apne aap per confidence rakhen taki aap next trading karne mein kamyab ho sakte hain aur aapko lasme achcha problem jarur milega agar aap try karte rahen practis karte rahe hain aur acchi information Hasil Karen aur trading per FIR practice Karen tab aapko Kabhi balance nahin hoga 👍
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss men sabar karain

                      jeena 200 aapane bilkul sahi kaha hai ki main aapke baat se Agni karta hun dear friend target trading ke dauran hamen lo so jata hai nuksan ho jata hai to hamen pareshan hone ki koi jarurat Nahin balki hamen dobara market ki movement ko acchi Tarah se analyse karna hoga samajhna hoga aur uske bad trade lagani ho gai jisse hamara loves recover ho jaega
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss men sabar karain

                        Ji bilkul der Forex members se kam Yaha for successful traders vahi hai jo Hamesha last may be your profit main bhi donon Surat Al Mein Hamesha hi Khuda Ka Shukriya Ada Karta Hai unke shukr Ada Karne Wale traders hi Hamesha kam ho Gaya Koi Bhi kam hai usmein Rakha Mein Kabhi last bhi ho jata hai aur Kabhi Achcha prapt bhi ho jata hai aur Jab Main Achcha prapt hota hai to Utsav To Ham Bada Khush hote hain to Is Tarah Se Milan ho jata hai to usse bhi Hamen gana Nahin chahie Naveed Nahin Hona chahie Kyunki Jo kam bhi hota hai Hamesha acche ke liye hota hai main usse Sab Hasil karna Jay sikhana chahie to kya Labh hota hai to usse Hamen sikhane ka mauka Milta ki next time I'm Ishra ke mistake na Karen ki vajah se Ham loss Utha sakte hain Agar ji Sab basic chijen follow karte hain aap hi ko dekh kar kam Karte Hain To Ham log se baat bhi sakte hain aur for se chahie Nahin Hasil bhi kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss men sabar karain

                          Dear friends
                          Loss hone Ke sorat men hame dilbardashta ni hona chahye balke hame mehnat KE sath Kam karna chahye jab hamra account acha ho ga or hame Kam Karen men maza I ga account ko acha karne ke lye zrori hi ke AP apnay posts ka meyar acha rakhe posts quality men hon ge to hame faida den ge is ka hame ye faida ho ga ke hanr Kam Karne ke lye pareshani ni ho ge or Jo bhe ham Kam Karen gay wo Kam hmare lye karna asan ho ga is lye Kam ko easy ho Kar Kare. Or Jo Kam Karen acha Kam Kare ye hmari kamyabi ho ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss men sabar karain

                            Los Mein Sabar Karen doston Jab aap trading kar rahe hain aur aap apni Kisi mistake ki vajah Se Hi loss Mein Chale Jaate Hain To last per naturally Taur per Har Aaj Main Dil Bardaasht hota hai aur main use hote hain aur Baju katanya usse ki hardik ko chhune lagta hai aur use Waqt Dil yah Karte Hain Ki Main Dobara ya Kam Nahin Karunga doston is Waqt hi Hamen Himmat Aur Hosla ki jarurat hai aur Hamen apne aap ko ya Samjhana hai ki Humne apni investment Jaya Nahin Ki loss nahin kiya Ban Ke yah investment bhi forest ki thi jo humse Hamare laparvahi Hamare mistake ki vajah se loss Mein Chale Gaye yah positive think rakhen to aapko Hosla Bhi Milega Himmat bhi Aaegi aur Sabar sabse acchi chij hai Sabar Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss men sabar karain

                              ji aapane acchi 3rd ki hai ki Hamen Agar loss a jata Hai to Hamen pareshan Nahin Hona kyunki mushkilat to har business mein hoti hain aur lost bhi aata rahata hai use lo usko recover karne ki koshish karen aur apne account bonus ko increase karne ke liye is page per work Karen aur post ki limit ko Hamesha complete karke hi down

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X