Dear yah bat theak hai k ham forex se us time tak kuch b nahe earn kar skty hai. jab tak ham forex main majood risk ko kam nahe kar laity hai . or yah us soorat main mumkan hai k ham ko loss ho . per ham ko us time tak forex earning nahe aty hai jab tak ham forex ki nature ko understand nahe karty hai . to lamzi hiak ham sabar karian. or ham ko agr forex main nakami aty hai to hamray lai lazmi hai k ham forex ko chorain na balky forex ko bahter andaz main learn karain taky ham achi earning kar skain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим