Kia hamen Forex trading demo ki practice k bad use krni chaie?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bulkul hum ko forex trading demo account use karney ky baad start karna chahye q k hum seek jaye ge ky trading kis tarah hotey hai aur hum loss sy be bach jaye ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Yes Dear App Ko Forex trading Us Waqat Tak Start Nahi Karni Chaeuy Jab Tak App Khud Demo me Achi practice Nahi Kar Laty,Forex Trading Bhoot Asaan Ha Agar App Is Ko Proper Sekh Kar Karien Nahi To Forex Trading Bhoot Mushkil Ha.
      • #93 Collapse

        yes dear demo aik boaht he achi cheaz ha r hmein is ko use karna chaye lekin zhada log is ko start mein use nai karte hain r is ko bakwas samjte hain jab ke ya galat bhat ha hmein forex ko learn karne ke liye demo mein practice zoror karni chaye take loss na ho
        • #94 Collapse

          G janab aap ke baat thek hay hamian forex trade may pehly demo account open kar k practice karni chaiya q kah demo account say he ham apni mistakes ko control kar sakty han is say he ham apny experience may izafa kar sakty han aur loss say bach kar profit hasil kar sakty han
           
          • #95 Collapse

            g han hmen forex me trading karne se phle achi trah se demo account bna k us me practice kar lena chaiye aur apni eperties ko badha lena chaiye. is se ye faida hoga k aap ko real account me working karte wqt idea hogqa k kia krna he jis aap loss se bach sken
            • #96 Collapse

              bilkul aisa hi karna chahiye aur hamen kabhi bhi without demo practice ke forex main live trade nahin karni chahiye aur agar hum aisa kartey hain to phir hamen is main just loss hi hota hey aur profit kabhi bhi nahin hota hey.
                 
              • #97 Collapse

                yes my dear brothe tradig shrou karny sey phely boht zrouri hy khum demo account main practis karey es k elawa trading karny sey los ho ga
                • #98 Collapse

                  yes dear demo account ki practice karna boht important hota he, demo account men practice karne se aap ko experience gain ho ga, jise aap apne live account men easily trade kar sakho ge, men aap ko yehi advise donga ke demo ki practice aap tab tak karte raho jab tak aap khud men ability na feel karen kaan han ab men live men trading kar sakhta hon.
                  • #99 Collapse

                    Yes mara dosto hamy yah kahna chta ho kah yah ak aysa job ha jsi ko ahmy yah ak bohot achi ka lagta ha yah ahmy demo ka bad agar ham as ko join karta ha toh ahmy as mah sa sab sa kam loss hona ka kahtra hota ha as leya hamy aysa hona hota ha jsi ja bad ahmy aysa karna parta ha.
                     
                    • #100 Collapse

                      Yes meri bhi yahi opinion he kay humein practice karnay kay bad real trading ki taraf jana chahye, wo is liye k humein experience nai hota or ye b pata nai hota k trading kesy karty hein jab hum practice karin gay to humeri real trading b achi hogi.
                      • #101 Collapse

                        Offcourse my dear apko forex trading demo kay bad hi shuro karni chaiye kyun kay jub tak app demo ko achi tarah samajh nahi payen gay to app forex trading main fully expert nahi ho sakey gay aur apko bhot si problems face karni paregi..
                        • #102 Collapse

                          nhn aisa zaruri nahi hai k aap is ko ba qaida practice k baad yani demo account open kerwa ker start karain.ya tu bhut ziada achy baat hai k hum demo account per trading ki practice karni chaya.es se ap ki practice makes perfect.lekan ye sb zaroori nhn he ye ap pr depend krta he. k ap kitne talent hen.
                          • #103 Collapse

                            jee mere dost agar hum ko earning karnee hai . to hum ko khoob practice karnee hai to hum ko pehle trading seekn a hoga . hame demo account me account bana kar trading karnee chahiye agar hum demo me trading karke seek le to hum ko es ka faida real trading karte waqt melega ...
                            • #104 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan Zaheer پيغام ديکھيے
                              Dear friends kis hamen trading demo ki practice k bad use krni chaie, ya hamen demo py practice kie begair trading krni chaie, whats your suggestion?
                              Dear mere khayal say humain pehlay demo account per practice karni chahiye aur demo main jo mistakes ho hon un say seekhna chahiye aur unn ko apni trading say nikalna chahiye iss kay baad real account per trading karni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                ji blkul bhai ap hamen real trading se phely demo trading pe trading karni sikhni chaiey takey johmari galtian han hum un ko door kr saktey han or hamari practice krsaktey han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X