Forex mein kam karte hue a risk management bahut jyada jaruri hai kyunki jab Ham trading karte Hain to aksar Ham risk Le lete Hain to hamen chahie ki Ham risk ko bhi manage karke chlain apne account ko safe level per rakhkar hi risk Le agar aapka account chhota hai matlab aap ka account ka balance kam hai aur aap risk Le lete Hain to fir aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte iski vajah se aapka account wash bhi ho sakta hai hamen hamesha soch samajh Kar trading karni chahie aur active mind ke sath participation karni chahie jitna jyada Ham trading ko samajh Kar chale ayenge utna hi hamara fayda hoga isiliye jyada se jyada kam Karen aur apne kam ko focus karke chale aur koi bhi business Ho risk jarur Lena padta hai lekin uske liye bhi hamen sochana padta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим