Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?
    Ji han friends ham trading $5 se start kar sakte hain lekin uske liye hamen lot size kam rakhna hoga Taki hamara account wash
    Ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

    Assalamu Alaikum friends kaise hain aap ummid karta hun aap sab theek Honge Forex ko ham $5 se start kar sakte hain lekin Humko chahie ke lot size kam se kam Rakha Jaaye Jyada munafa Sahi lene ke bare mein Har Waqt Nahin sochana chahie Kyunki aap ko isase Jyada Loss bhi ho sakta hai isliye aapko chahie ka lot size kam se kam rakhen short red Karen aur Thoda Thoda profit Hasil Karen Thoda Thoda profit Hasil karte jaen aap isase bhi bahut jyada Hasil kar Sakenge lekin ek hi bar mein bahut jyada profit lene ka Soch Lena Ek bewakuf Si hoti hai aur isase Aksar nuksan hi hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

      G han ye brokers par depend karta hay key wo hamy minimum ketni deposit karny ka advantage deta hay agar deka jaye to 5$ ka account balance bahot hi kam hota hay trading account kam se kam be 50$ ka ho to acha profit earn kia ja sakta hay otherwise 5$ ka account balance ho to small se small lot size use kar key hi ham orders place kar sakty hey jab key zeyada account balance ho to multiple aur huge lot size key orders place karny me be hamy asana hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

        G han dosto bilkul forex trading hum 5$ sy start kar sakte hai but tarding kiya liya humara pass experience or knowledge kia hon bahut jyada zarori hai Humen chy kiya forex me tarde lagaty waqkt market ki movement ko analyse karna chahie aur soch samajhkar experience ke sath trade lagnie chy tabhi hum successful trader banae shkte hai aur profit hasil kar sakte hain humesha Stoploss aur take profit kia istemal karna chy jis humara apna account save rahata hai aur hamya loss kia samna nhi Karn parta Hum apny account ko 5$ sy 50$ taka kar sakte hain magr uskiya liya Humen market expert aur Experince kia hona bahut jaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

          g ha agar deka jaye to 5$ ka account balance bahot hi kam hota hay trading account kam se kam be 50$ ka ho to acha profit earn kia ja sakta hay apni lack of knowledge ki wajah se is business me apni sari investment ko loss kar jaty ha is liye agr wo loss se bachna chahty hain tu un ko chahey k wo is business ko proper knowledge k sath use karen ta k wo is me hmeshah acha profit hasil kar sakyn
          • #6 Collapse

            Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

            ji forex mein kam karne ke liye aapke pass agar $5 hai tab bhi aap start kar sakte ho kyonki forex trading mein aksar Ham bahut hi kam balance restart lete hain kyunki hamare pass starting balance yadav nahin hota lekin iske liye aapko soch samajh Kar kam karna hoga aur jab Ham thode balance ke sath market mein entry lete Hain to fir hamara account wash hone ka khatra bhi hota hai isiliye agar aap apne account ko save rakhna chahte Hain to aap apna bonus collect karte Rahe aur FIR and per jakar apne bonus ko use Karen tabhi Ham kamyab honge
            • #7 Collapse

              Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

              g han ma samjta ho huma zada earning karni han achi trading karni han to takreeban 50$ sa kam start karna chiay aap isko bilkul light lain or just isko aik game samjhain so iss business main enter hone se pehle or baad main proper tor per hamesha learn kerte rahen. aur khob enjoy kary aur beroxgarey se bachay...
              • #8 Collapse

                Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

                g han hm start to kar skary hy par hm ko zada faida hasla ni ho ga hm ko treading k liy km sy km 50 dollar rakny chahaiy hm ko apna acount barhana chaaiy hm jtny achy sy kam kary gy hm ko best sucess hasla ho gi hm ko tread soch samj k karni chahaiy agar hm zada lalch kary gy to hamare tread my profit ni ay ga hamara loss ho jata ha r hamara acount wash ho jata ha hm koo dil laga k kam karna cahhaiay
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

                  g han huma chiya agar huma forex pa achi trading karni han to hum 50 dollr sa start karna chiay es business main mostly trader knowledge and experience ki kami ki waja say loss kar detay hain, aor trading ko leave kar detay hain, dear agar trading main profit earn karna hay to es kay liay bohat zaida knowledge and expeience ki zaroorat hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

                    Ji jnab HM Forex mn five dollars or bhi trade lga sktty hn liknnis MN ap sirf silver pr hi trade lga ke Acha bounce hasil krna sktty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

                      Assalam-o-Alekum!
                      Dear members, I hope you will be fine and doing proftiabale trading with the help of Pakista Forex Forum. Isk sath he Forum se boht kuch seekh rahey hoon gey. Mazeed achi achi posts kar key acha bonus lay rahay hungay aur iss bouns ko trading men istemaal kar kay acha profit lenay ki koshish men hoon gey. Ji bilkul sahi kaha aap ne keh hum Forex pe trading 5$ se bhi start kar saktay hain. Laikin isk liye aapko market kay pairs ko study karna paray ga. Kyun keh kuch pairs pe hum 5$ se trade nahi kar saktay unk liye kam z kam 10$ ya 20$ chahie hotay hain. Aur humen lot size ka bhi khiyaal rakhna chahie start men.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

                        Dear members
                        Umeed hai k ap khairiyat se hungy or apni learning and growing iche treke se kr rhe hungy jesa k member ne kaha k forex me kia hm 5$ se trade kr skte hain to main ye suggest krna chahta hun k hmen sb se phle mehnat kr k ichi quality ka work kr k icha bonus hasil kr lena chaheay or jitna ho ske account ko strong krna chaheay. Q k agr 5$ se trade krte hain to ap bht zeada risk le rhe hain , zra si b market ki opposite movement ki wja se apka account wash ho skta hai. Is leay jb b trade me entry kren ap k pass minimum 100$ hona chaheay tb ap safe treke se market me in ho skte hain lekin bht kam amount se apko kbhi b trade me entry nhi lena chaheay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

                          g han kam az kam hum 50 dollar sa kam strat kar saktay han ap ki ionvestment ko zaya ker sakta hai ois business ko achi tarah samjhnay k liy prectice bht zarori hai app ko chhaiye k proper knwoeldge len or forex ko easyna lyn or proper kanoelege k bad hi real trading ki taraf ayn, jb tk knoweldge nhe hota he trader apne trade mein success nhe le skte hein tu trader ku is bat ka khyal rkhna hota he keh wuh ache trading kr ke apne trading mein profit earn krein
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

                            g ha bilkul ham 5 dollors sy bhi trading start kar sakty hn is lye hamien is mian mehnat karny chaye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy so hamien is mian mehant karny chaye aur pehr himat ky sath work bhi hosakta hy aur pher ham is main ik achy eanring bhi kar sakty hn ager ham sahi sahi work karty hn to pher kamyabi bhi hosakty hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya Ham forex $5 se start kar sakte hain?

                              g ha agar deka jaye to 5$ ka account balance bahot hi kam hota hay trading account kam se kam be 50$ ka ho to acha profit earn kia ja sakta hay forex ak business hai to zahri c bt hai k business ko double krne me time to lagta hi hai or agr ap without knowledge koi b business kro gy to loss to ho ga hi ap ko .. q k ap ko to ye pta hi ni ho ga k ye business krna kese hai or es me kitna profit ho ga or kis time ho ga .to ap os business ko blame kr hi ni skty . q k ye ap ki khud ki galti hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X