Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

    Hello' Dosto Asslam o Allaikum forex Members Umeed Hai App Sub Khairiyat Se Honge' ji han dosto forex forum humare leye profit ki wajah hai khas kar woh log jo berooz gar hain un ko rooz gar mohaya karne ka ahhma juz hai thanks ,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

      Salam
      G han forex hum sab k laiye ak bohat he acha or behtar profit wala platform hy jahan hum zaida se zaida or shandar results hasil kar sagty hain hamain bas forex main kam karty rehna hy or mehnat ko jari rakhna hy phr hum bohat jald he ak achy forex trader ban jain gy or ak acha rozgar hasil kar sakain gy
      • #33 Collapse

        Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

        Forex Mein Sab ke liye profit ki jagah hai yahan per Har Koi profit Hasil kar sakta hai lekin UN sab ke liye Hamen mehnat Karni hoti hai aur kam ko samajhna padta hai Jab Ham kam samajh Lete Hain Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar lete To Kam Nahin chamkenge To Hamen kam ki samajh Hai Ki Nahin Ham Apne kam ko acche quality Walekum ki performance bhi nahin De Sakenge
        • #34 Collapse

          Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

          Assalamu Alaikum dear Forex member ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamare Liye 1 profit ka jariya hai Jiske Zariya Ham money Kama sakte hain isiliye Hamen Forex per kam karte waqt Maine se kam karna chahie aur hard-working karne chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain aur jab Ham trading kar rahe hote hain to market ki movement ko check Karen aur use analyse Karte Rahe Tak Hamen loss Na Ho tab hi Ham profit Hasil kar sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

            Assalamu Alaikum doston ummid karta hun aap log khairiyat se Honge aur photo Se Jyada Se Jyada profit Hasil kar rahe ho ji bhai aapane bilkul theek Kaha Forex Ham sab ke liye profit ki vajah hai Ham Sab profile Ham Sab profit Achcha Hasil kar sakte hain Forex per mehnat Karke Ham acche se Accha profit Hasil kar sakte hain aur acchi earning kar sakte hain iske liye hamare pass thoda knowledge Hona chahie thoda experience Hona chahie fir se Ham Achcha Khasa profit Hasil kar sakte hain isliye Sab cement Karen aur kaun se Achcha profit Hasil Karen Shukriya
            • #36 Collapse

              Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

              Yes dear forex member ap ki bat bilkul theek hai k ham forex ki waja sy profit hasil karty hain agar forex na hota tu ham kabhi bhi profit hasil nhi kar sakty thy kiyun k ye opportunity sirf hamen forex he provided karta hai es ky ilawa aisa koi plate form nhi hai jis sy ham profit hasil kar saken ....
              • #37 Collapse

                Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

                assalamu alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se honge umeed karta hun FIR ek se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge aur kamyabi ko apna muqaddar bana rahe honge for exam sabke liye profit ka ek am busy Nisha jis mein Ham achcha worker ke cprofit hasil kar sakte hain to main aap sahab ko yahi kahunga ki jyada se jyada mehnat karte rahen aur kamyabi hasil karte rahenge so much
                • #38 Collapse

                  Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

                  JB forexforex trading sab ke liye munafa box platform hai aur sab isase Kama sakte hain aur kamane ke liye pahle sikhane Lani hai is per kam aane se pahle sikhane lagenge
                  • #39 Collapse

                    Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

                    ji bilkul der aapane acchi baat Kiya forex se agar all member join karte hain to all member ko hi fayda hota hai kyunki forex mein earning unlimited hoti hai Jo main bar jitni jyada mehnat karta hai usko itni hi jyada earning hasil hoti hai isliye hamen koshish karne chahie ke for expert jyada se jyada work Karen Taki earning unlimited ho jaaye Jo member mehnat karega usko kamyabi bhi jyada milegi isliye hamen bhi agar acchi earning karni hai to hamen kamyabi hasil karne ke liye jyada se jyada mehnat karna hogi
                     
                    • #40 Collapse

                      Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

                      Dear friends jesy k bhai ny kaha k forex ham sb k liay profit ka sabab bn sgta hai to guys bilkul yh ham sb k liay boht acha profit ka sabab bn sgti hai q k ham yha agr mehnat krty hai to ham yha sy acha profit b nikal sgty hai agr ham profit k liay yha mehnat k sth chly gy or dil lga k mehnat kry gybto hmmy kbi b loss ni uthana pry ga q k loss isi wja sy hota hai jb ham mehnat ni krty or na hi markeet ko dykhty hai k kya ho rha hai markeet m or asy hi trade open kr dyty hai to yaqeen kry ham kbi b yha kamyab ni ho sgty profit to door ki bat hai.
                      Or bhaion agr ap chhty hai k acjy bussiness man ki trha ap b achi income ly or behtreen proft hasil kry to guys yh ap k liay acha platforun hai jha ap khud ko sabit kr sgty hai is liay mehnat krty hoe apna kaam kry gy to guys ap yha kbi b loss m ni jaty hai to guys profit hi k liay kamyabi kry.
                      • #41 Collapse

                        Re: Kia Forex hum sb kiliay profit ke waja ha

                        Assalamu Alaikum Forex members ummid karti hun ki aap sab khairiyat honge ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai kya hamen Forex per jyada se jyada profit hasil hota hai jab Ham hardworking karte hain mehnat karte Hain to Forex trading mein kamyabi hasil krny k liye hamare pass experience or knowledge hona jaruri hai jitna jyada experience Ho knowledge Hota Hy itna jyada hi ham kamyabi hasil kar sakte hain Forex trading per jab ham kaam start karte Hain to hamare pass experience Ka Hona bahut jaruri hai agar hamare pass knowledge or experience Nahin Hoga to ham proper tarike se Kam Nahin kar sakte hain aur mistakes hone ke chance jyada hote Hain se hamen loss ka samna karna padta hai hai aur hamara account bhi washout ho jata hai experience karne ke liye ham mein jyada se jyada kam karna chahie kyunki jab ham demo account per apna jyada time spend kar k kam karte Hain to hamare knowledge or experience increase hote hain jisse hamen Forex trading per kam karne mein aasani Ho jaati hai isiliye ye hamen Forex trading per kam karne se pahle demo account per kam karna chahie agr ham Forex trading per kamyabi hasil kar sakte Forex trading per hamen kam karne ke liye jyada se jyada mehnat karni chahie jitni jyada mehnat karenge itna jyada mein profit hasil hoga aur ham jald se jald kamyab ho sakte hain forex per kam karne ke liye knowledge or experience ka hona bahut jaruri hai sabse pahle hamen dam account training leni chahiejitni jyada training lenge apna jyada Mari Gai achcha hoga forex trading per kam karte waqt hamen posting ki quantity or quality ko donon ko dekhna chahie jab quantity or quality kaise Mari post acchi hogi to post kabhi bhi delete nahin hogi aur hamen achcha bonus mahine ka aur profit hoga post karte Banda main focus a post per hi karna chahie jitna jyada 4 kasam apne kaam par karenge itna jyada hamen profit Ho hogatrade mein relaxo kar lagana chahie trade lagane ke liye pahle hamen experience or knowledge ki jarurat hoti hai jab Ham trade lagate Hain to hamen relaxo katre lagana chahie na kishor jabardasti se trade lagana chahie nuksan bhi ho sakta haitrade lagate waqt comment technical analysis ko follow karna padta hai technical analysis hai hamen profit from karti Hain jab Ham fundamental analysis ko karte Hain to already hamari technical analyses close Ho jaati hai jab Ham dekhenge hamara profit Ho Raha hai to hamen floor and marketing ko close kar dena chahie agar Ham marketing conference ek log nahin karenge to hamen nuksan ho jaega aur hamara datavoice ho jaega hamara Sara data ud jaega isliye hamen chahie kya Ham marketing ko close kar de jab hamara profit ho raha ho Ham jyada knowledge ki Surat mein apna pallavi profit karva dete Hain main aadami rahega nahin jaati jab Ham jyada se jyada main karenge focus karenge kam per laga use phone karenge mulakat karenge to inshallah mein kamyabi hasil hogi forex trader ek bahut acche se business hai forex per kam karne ke liye hamen time recover nahin kiya Gaya Ham jis time marji kam kar sakte hain forex trader Rahe ladkiyon ke liye bahut aasani paida ki hai gairon se bahar nahin Jana padta forex trader bahut accha business Pakistan ka bahut accha business hai forex trader ki post karte waqt mein gharelu mamla ko aur discuss nahin karna chahie forex chaudhari ki hamen kam karna chahie uske topic per hi baat karni chahie forex trader per kam karte waqt our main focus karna bahut jaruri Hota jaldi jyada main se Kam karenge itna jyada hi hamen profit Ho se log ka aur bonus milega trade lagate waqt jyada se jyada ko kaise treat per hi karna chahie jab bhi cant mein marketing close hoti hai to hamen trade codeclouds kar dena chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Forex Trading: Kya Ye Har Kisi Ke Liye Munafa Dila Sakta Hai?


                          Forex trading ya foreign exchange trading ek aisa maidan hai jahan log currencies ka tabadla karte hain. Ye ek global market hai jo 24 ghante khula rehta hai aur ismein bohot se log hissa lete hain. Lekin kya ye har kisi ke liye munafa dila sakta hai? Is article mein hum is sawal ka jawab dene ki koshish karenge.
                          1. Forex Trading Kya Hai?


                          Forex trading ka matlab hai currencies ki kharid aur farokht karna. Har mulk ki apni currency hoti hai, jaise ke USD (United States Dollar), EUR (Euro), ya JPY (Japanese Yen). Traders in currencies ko ek dusre ke muqablay mein exchange karte hain taake fayda hasil kar sakein.
                          2. Forex Market Ki Pehchaan


                          Forex market duniya ka sab se bada financial market hai, jahan har din trillions of dollars ka tabadla hota hai. Iska koi central exchange nahi hota, is liye ye bilkul decentralized hai. Iski khas baat ye hai ke ye 24 ghante khula rehta hai, jo traders ko flexible trading hours ka mauqa deta hai.
                          3. Profit Kamane Ka Mauqa


                          Forex trading mein profit kamaana mumkin hai, lekin ye asaan nahi hai. Ismein market ki movement ko samajhna hota hai, technical analysis karni hoti hai, aur sahi waqt par sahi faisla lena hota hai. Agar aap in sab cheezon ko samajh lete hain, to aap ke liye ye ek profitable venture ban sakta hai.
                          4. Risk Aur Reward Ka Taqazah


                          Forex trading mein risk aur reward ka taqaza hota hai. Agar aapko lagta hai ke aapki analysis sahi hai, to aap risk utha kar profit kama sakte hain. Lekin ismein loss ka khatra bhi hota hai. Is liye traders ko hamesha risk management techniques ka istemal karna chahiye.
                          5. Knowledge Aur Education Ka Ahmiyat


                          Forex trading mein success hasil karne ke liye knowledge aur education bohot zaroori hai. Is market ki nuances samajhne ke liye aapko khud ko educate karna padega. Aap online courses, webinars, aur books ka istemal kar sakte hain taake aapki samajh aur behtar ho sake.
                          6. Trading Strategy Ka Intikhab


                          Koi bhi successful trader ek achi trading strategy ka istemal karta hai. Ye strategy aapki market analysis, entry aur exit points, aur risk management ke principles par mabni hoti hai. Har trader ko apni strategy develop karni chahiye jo unke trading style aur risk appetite ke mutabiq ho.
                          7. Psychology Aur Discipline


                          Trading sirf technical skills ka amal nahi hai, balki psychology ka bhi kirdar hai. Aksar traders emotions ki wajah se galat faislay karte hain. Is liye discipline aur patience ka hona bohot zaroori hai. Aapko apne emotions par control rakhna hoga taake behtar trading decisions le sakein.
                          8. Market Analysis Ka Tareeqa


                          Market analysis ka do main tareeqay hain: fundamental analysis aur technical analysis. Fundamental analysis mein aap economic indicators, news events, aur geopolitical factors ko dekhte hain, jabke technical analysis charts aur indicators ki madad se market trends ko samajhne ki koshish karta hai.
                          9. Broker Ka Intikhab


                          Forex trading ke liye aapko ek achha broker chuna hota hai. Broker ka kaam trading platform provide karna, market analysis, aur execution services dena hota hai. Achhe brokers wo hote hain jo transparency, low spreads, aur achhe customer service ki guarantee dete hain.
                          10. Demo Account Ka Istemal


                          Agar aap naye hain, to demo account ka istemal karna bohot zaroori hai. Isse aap bina kisi risk ke market ka experience le sakte hain. Aap demo account par apni strategies test kar sakte hain aur apne trading skills ko behtar bana sakte hain.
                          11. Long-Term Vs Short-Term Trading


                          Forex trading mein aapko decide karna hota hai ke aap long-term trading karna chahte hain ya short-term trading. Long-term trading mein aap positions ko kuch din ya hafton tak hold karte hain, jabke short-term trading mein aap positions ko sirf kuch ghanton ya minutes ke liye hold karte hain.
                          12. Margin Aur Leverage Ka Istemal


                          Forex trading mein aapko margin aur leverage ka concept samajhna hota hai. Leverage ka matlab hai ke aap apne paas se zyada amount ka control rakh sakte hain. Lekin isse risk bhi badh jata hai. Isliye hamesha leverage ko samajh kar istemal karein.
                          13. Continuous Learning Ki Zaroorat


                          Forex trading ek dynamic field hai, jo hamesha tabdeel hoti rehti hai. Isliye aapko hamesha nayi strategies aur techniques seekhne ki koshish karni chahiye. Market trends aur news ko follow karein taake aap updated rahen.
                          14. Conclusion: Kya Forex Har Kisi Ke Liye Munafa Dila Sakta Hai?


                          Forex trading har kisi ke liye munafa dila sakta hai, lekin iske liye mehnat, knowledge, aur discipline ki zaroorat hoti hai. Agar aap in sab cheezon par kaam karte hain, to aap is market se achhe munafe hasil kar sakte hain. Lekin yaad rahe, ismein risk hamesha hota hai, isliye kabhi bhi bina soch samajh ke trade na karein.

                          Forex trading ek aisa platform hai jahan aap apni skills aur knowledge ke zariye munafa kama sakte hain. Lekin hamesha yaad rakhein ke ismein success hasil karne ke liye aapko puri tarah tayar rehna hoga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X