na Ummed mat hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: na Ummed mat hon

    Ummid per duniya kaim hy aur all world mein famous hone wala business hai Forex hamen apni mehnat per focus karna chahie aur hamen apni mehnat se Na ummid Nahin Hona chahie kyunki forex business mein jitna jyada ham relax hokar fresh mind ke sath apna work complete karenge utani hi best performance Hasil kar
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: na Ummed mat hon

      Ji han bilkul aapko Prakriti mein kabhi bhi nahin Hona chahie agar aap to aap apna Enge Aap apni Khud Par Bharosa karna chahie Kabhi Bina Nahin Hona chahie aapki Manati Kabhi Ram Lagi aapka bahut Achcha aaega ISI vajah se aapko Kabhi Na Amit Nahin Hona chahie Aapko Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Kyunki Main chahie aap Kamyab Honge aur Na Kabhi Nahin aaungi main Karenge to aap kab aaega Aapko iska fal Jarur Milega Kabhi Pina ummid nahin aana chahie

      • #63 Collapse

        Re: na Ummed mat hon

        Ji han bilkul friend aapane bahut hi Achcha question kiya hai ki humko Kabhi Bhi Na ummid Nahin hona chahie balke ummid ke sath apne kam ko acchi Tarah jari rakhna chahie jisse Ham Achcha Na Lage Hasil kar sakte hain
        • #64 Collapse

          Re: na Ummed mat hon

          Assalamu Alaikum ji bilkul aapko Kabhi Bhi Na ummid Nahin Hona chahie Jo Mai Badnam Nahin Ho Jaate Hain unko Kabhi prapt Nahin Hota profit Hasil karne ke liye aapko Apna Kam Jari Rakhna chahie aur Agar aapko Ek Bar nuksan Hua Hai To aapko na ummid Nahin Hona chahie aapko acchi Soch ke sath aur acche mind ke sath is business Mein kam karna chahie Ek na Ek Din Aap Ko kamyabi Jarur Milegi isliye Jyada Sabar Karen aur Jyada mehnat Karen aapki mehnat ka phal aapko Jarur milega
          • #65 Collapse

            Re: na Ummed mat hon

            Assalamualaikum dear forex members g Han Apki bat bilkul thk hy apko chahiye k ap naumeed na hon Bal k pehly sy ziada mehnat kr k acha earn krny ki koshish Kia kren so try to work hard q k Jo na umeed hota hy wo kabhi kamyab nahi hota
            • #66 Collapse

              Re: na Ummed mat hon

              Assalamu alaikum ji aapane bilkul theek baat kahi hai main aapki baat se agree karta hun agar hamen forex mein lock ho jaaye to hamen Naam Eid nahin hona chahie bol ke himmat se kam Lena chahie Jin galti ki vajah se hamen na kami ka samna karna pada hai dobara galti ho nahin dur aana chahie hamen chahie kya Ham agale week se jyada se jyada acchi post Karen Taki achcha profit hasil kar sake jab vah profit Mile to Ham experience ke sath aage kam Karen aur vah piche wali galti maat do Ryan bilkah wahan se sabak sikhen stri kaise Ham kamyab ho sakte hain aur achcha kahan se profit hasil kar sakte hain
              • #67 Collapse

                Re: na Ummed mat hon

                Assalamualaikum Forex member ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki hamen himmat nahin yaar nahin chahie Bal ke Ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain aur Inka Marshal kar sakte hain isliye hamen chahie kya aap jyada se jyada mehnat Karen takia mein acche tarike se Kamyab Ho jaaye jyada se jyada mehnat Karen Forex trading per hamen kam karne ke liye jyada se jyada mehnat karni chahie jitni jyada mehnat karenge itna jyada mein profit hasil hoga aur ham jald se jald kamyab ho sakte hain forex per kam karne ke liye knowledge or experience ka hona bahut jaruri hai sabse pahle hamen dam account training leni chahiejitni jyada training lenge apna jyada Mari Gai achcha hoga forex trading per kam karte waqt hamen posting ki quantity or quality ko donon ko dekhna chahie jab quantity or quality kaise Mari post acchi hogi to post kabhi bhi delete nahin hogi aur hamen achcha bonus mahine ka aur profit hoga post karte Banda main focus a post per hi karna chahie jitna jyada 4 kasam apne kaam par karenge itna jyada hamen profit Ho hogatrade mein relaxo kar lagana chahie trade lagane ke liye pahle hamen experience or knowledge ki jarurat hoti hai jab Ham trade lagate Hain to hamen relaxo katre lagana chahie na kishor jabardasti se trade lagana chahie nuksan bhi ho sakta haitrade lagate waqt comment technical analysis ko follow karna padta hai technical analysis hai hamen profit from karti Hain jab Ham fundamental analysis ko karte Hain to already hamari technical analyses close Ho jaati hai jab Ham dekhenge hamara profit Ho Raha hai to hamen floor and marketing ko close kar dena chahie agar Ham marketing conference ek log nahin karenge to hamen nuksan ho jaega aur hamara datavoice ho jaega hamara Sara data ud jaega isliye hamen chahie kya Ham marketing ko close kar de jab hamara profit ho raha ho Ham jyada knowledge ki Surat mein apna pallavi profit karva dete Hain main aadami rahega nahin jaati jab Ham jyada se jyada main karenge focus karenge kam per laga use phone karenge mulakat karenge to inshallah mein kamyabi hasil hogi forex trader ek bahut acche se business hai forex per kam karne ke liye hamen time recover nahin kiya Gaya Ham jis time marji kam kar sakte hain forex trader Rahe ladkiyon ke liye bahut aasani paida ki hai gairon se bahar nahin Jana padta forex trader bahut accha business Pakistan ka bahut accha business hai forex trader ki post karte waqt mein gharelu mamla ko aur discuss nahin karna chahie forex chaudhari ki hamen kam karna chahie uske topic per hi baat karni chahie forex trader per kam karte waqt our main focus karna bahut jaruri Hota jaldi jyada main se Kam karenge itna jyada hi hamen profit Ho se log ka aur bonus milega trade lagate waqt jyada se jyada ko kaise treat per hi karna chahie jab bhi cant mein marketing close hoti hai to hamen trade codeclouds kar dena chahie Forex trading mein kamyabi hasil krny k liye hamare pass experience or knowledge hona jaruri hai jitna jyada experience Ho knowledge Hota Hy itna jyada hi ham kamyabi hasil kar sakte hain Forex trading per jab ham kaam start karte Hain to hamare pass experience Ka Hona bahut jaruri hai agar hamare pass knowledge or experience Nahin Hoga to ham proper tarike se Kam Nahin kar sakte hain aur mistakes hone ke chance jyada hote Hain se hamen loss ka samna karna padta hai hai aur hamara account bhi washout ho jata hai experience karne ke liye ham mein jyada se jyada kam karna chahie kyunki jab ham demo account per apna jyada time spend kar k kam karte Hain to hamare knowledge or experience increase hote hain jisse hamen Forex trading per kam karne mein aasani Ho jaati hai isiliye ye hamen Forex trading per kam karne se pahle demo account per kam karna chahie agr ham Forex trading per kamyabi hasil kar sakte
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #68 Collapse

                  Na Ummed Mat Hon

                  1. Na Ummed Mat Hon: Aham Baat


                  Har insaan ki zindagi mein kuch mushkilat aati hain, lekin humein hamesha umeed rakhni chahiye. Umeed ek aisi taqat hai jo humein mushkil waqt mein sahara deti hai. Jab bhi aisa lagta hai ke sab kuch khatam ho gaya hai, tab umeed ki ek kiran hamesha nazar aati hai. Iska maqsad sirf ye hota hai ke humari soch ko behtar kiya ja sake.
                  2. Umeed Ka Nizam


                  Umeed ek nizam hai jo insaan ko har muskil se nikalne ka mauqa deta hai. Umeed ka hona insaan ki soch ko positive banata hai. Jab hum umeed karte hain, to humari soch mein ek naya junoon jagta hai jo humein aage barhne ke liye tayar karta hai. Isliye, humein kabhi bhi umeed ko nahi chhodna chahiye.
                  3. Mushkilat Ka Samna


                  Jab zindagi mein mushkilat aati hain, to log aksar hairaan aur pareshan ho jate hain. Lekin yaad rahe, ye sabhi mushkilat sirf ek paheli hain. Inka samna karne ke liye humein na ummed hona chahiye. Mushkil waqt mein umeed hamesha humein motivate karti hai ke hum apni koshishain jari rakhein.
                  4. Khud Par Ittelaq


                  Umeed ka doosra pehlu khud par ittilaak hai. Jab hum khud par yakeen rakhte hain, to humein apni capabilities ka pata hota hai. Isse humein zindagi mein naye mauqay milte hain. Khud par yakeen karna aur umeed rakhna, dono milkar insaan ko kisi bhi mushkil se nikal sakte hain.
                  5. Har Nayi Koshish Se Seekhna


                  Na ummed hone ka matlab ye nahi ke hum koshish karna band kar dein. Har baar jab hum koshish karte hain, chahe wo kamiyab ho ya na ho, hum kuch naya seekhte hain. Ye seekhne ki process hamesha humein behtar insaan banata hai. Har koshish ek naya lesson hai jo humein kuch naya sikhata hai.
                  6. Umeed Aur Manzil


                  Aksar logon ko ye samajh nahi aata ke umeed se unki manzil paas ho sakti hai. Umeed se hamesha insaan ko apne maqsad ki taraf aage barhne ka hosla milta hai. Jab hum apne maqsad ko dhyan mein rakhte hain, tab koi bhi mushkil humein rok nahi sakti. Har manzil tak pohanchne ke liye umeed aur koshish zaroori hai.
                  7. Umeed Ka Roohani Asar


                  Umeed ka roohani asar bhi bohot gehra hota hai. Jab hum umeed karte hain, to humari rooh ko sukoon milta hai. Ye sukoon humein zindagi ke saare challenges ka samna karne ki taqat deta hai. Umeed se roohani taraqqi hoti hai jo insaan ko zindagi ke har pehlu mein behtar banati hai.
                  8. Doston Ka Saath


                  Kisi bhi mushkil waqt mein doston ka saath bohot zaroori hota hai. Doston se humein motivation aur umeed milti hai. Jab humara dost humein ye kehta hai ke "na ummed mat ho," to humein naya hosla milta hai. Dosti aur umeed ek dusre se juda nahi hain, dono milkar insaan ko har mushkil se nikalte hain.
                  9. Umeed Aur Iman


                  Umeed aur iman ka bohot gehra rishta hota hai. Jab humara iman mazboot hota hai, to umeed bhi usi hisab se barh jati hai. Iman hamesha humein ye batata hai ke har mushkil ke baad aasani hoti hai. Isliye, humein apne iman ko mazboot karna chahiye taake hamesha umeed rakh sakein.
                  10. Har Din Nayi Umeed


                  Zindagi ka har din naya hota hai, aur har din humein nayi umeed rakhni chahiye. Humare aas paas hamesha kuch na kuch aisa hota hai jo humein umeed dilata hai. Chahe wo choti choti khushiyan ho ya koi naya experience, hamesha umeed rakhni chahiye ke kuch achha hone wala hai.
                  11. Umeed Aur Sehat


                  Umeed ka insani sehat par bhi asar hota hai. Jab hum umeed rakhte hain, to humara dimagh aur jism dono achhe rehte hain. Na ummed hone se humara health kharab ho sakta hai, isliye hamesha umeed rakhna chahiye. Ye humein na sirf mentally, balki physically bhi behtar rakhta hai.
                  12. Umeed Aur Safar


                  Umeed sirf manzil tak nahi, balki safar mein bhi zaroori hoti hai. Jab tak humein umeed hoti hai, hum apne safar ko enjoy karte hain. Umeed hamesha humein bataati hai ke ye safar khud mein ek learning experience hai. Har kadam par umeed rakhkar chalna hamesha behtar hota hai.
                  13. Na Ummed Hone Se Bacho


                  Na ummed hona insaan ko choti choti cheezon se pareshan kar sakta hai. Humein choti choti mushkilat se dar nahi lagna chahiye, kyunki har mushkil ka ek hal hota hai. Isliye, hamesha umeed rakhni chahiye ke sab kuch theek hoga.
                  14. Umeed Ka Aakhir


                  Aakhir mein, umeed ka sabse bada asar yeh hai ke ye insaan ko zindagi mein har mushkil se nikalne ka mauqa deti hai. Na ummed hona sirf ek khud ko rukne dena hota hai, jabke umeed hamesha aage barhne ka hosla deti hai. Isliye, hamesha umeed rakho, kyunki umeed hi hai jo humein zindagi ki muskilaat se bahar nikaalti hai.


                  اب آن لائن

                  Working...
                  X