trade main money management zarori hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade main money management zarori hai...
    aslam o alikum dear members forex trading aik risky business bhi mana jata hai q k kub humain loss ho jay yah bat nahi pta hoti hai q k market kbhi humain dhoka bhi de jati hai jis se humain loss hota hai or es liye humary liye zarori hai k hum es sort e hal ko humaisha mind main rakhty howe trading karen jis ka faida yah hota hai k aghr humain loss ho bhi tu kam se kam ho loss ki ratio ko manage karna he money management kahlta hai jis ko hum qaim rakh kar apny account ko save rakh skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade main money management zarori hai...

    Dear friend g han ap sahi kah rahy hain k hamain forex trading main money management k sath trading krni chahay q k money management krnay sy hum apna account safe rakh sakty Hain hamain forex main achi aur high quality wali posting share krni chahay q k achi learning krain gy to hum utni achi earning kr sakty hain hamain forex main achi achi information share krni chahay
    • #3 Collapse

      Re: trade main money management zarori hai...

      Bilkul aapane bahut hi acchi baat kahi hai Forex trading Mein management bahut important Hoti Hai Ham management catering bhi Hamen Apna Kam karna padta hai isliye Hamen management karne chahie important Hoti Hai Hamare trading management Hogi To Ham aasani Se Achcha profit Hassan kar Sakenge Hamen trading manager kar Nahin Hogi matlab Hamen trade karte hue Agar Hamen free margin Diya jata hai to Abhi Ham dusri tradeshow band kar sakte hain Varna ek hi trade Ham open Karte Karte Hain isliye trade management bahut important Hota Hai Jiski vajah se Ham acchi income increase kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: trade main money management zarori hai...

        g han apki bat bilkul theek hy qk agara ap forex m,n monet manage menagement sy kam karo gyto heee ap forex sy achi kamyabi hasil kar skty ho or ahn mn apko yah bhe abtan chayt hn k apko forex mn mehant sy kam karan ho ga
        • #5 Collapse

          Re: trade main money management zarori hai...

          Yah bilkul theek hai rahe hain aap hamen trading forex ke andar forex platform 1 aisa platform hai jiske andar Ham trading ke daurantrading ke dauran nahin Ham ki Mani Mani mani ke bagair to Ham trading nahin kar paate hain na yah to ek galat baat hai na ki hamen trading ke marne ke bad nahinhamare pass kisi aisi acchi khasi rakha hamari ki hamare pass form uske upar ek acchi trading karenge Na hamare pass ek acchi khasi rakam nahin hogi jyada man hi nahin hogi to Ham uske upar trading nahin kar payenge to trading ke liye money management ka hona bahut jaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: trade main money management zarori hai...

            Trade Lagate time Ek money management Ko Dekhkar trade open karna padta hai money management se Ham bahut profit Hasil karte hain money management ka istemal karne se fayda Hasil hota hai market Mein kam acche se ho jata hai aur ham Ek apni Mani ko bhi manage kar lete hain apni training Ko Bhi Main Ghar ke kaam Karti Hain To is se Ham bahut se Soch Samajh Kar kam kar sakti ho
            • #7 Collapse

              Re: trade main money management zarori hai...

              Ji aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading mein aap kitni chahe income hasil kar sakte hain lekin uske liye aapko minut ki jarurat Hoti hai aapane apna knowledge or experience improve karna hota hai Forex trading me ap buht Achi income hasil kar sakte hain Achi income hasil krny k liy ap ko apny knowledge aur experiance ko improve karna chaiy

              Emotional discipline k sath ap jab ap market analysis karte hain to ap Ka account wash honey k buht Kam chances hoty Hain agr ap risk to reward ratio aur money management ke sath trading karte hain to aapko bahut jyada faida hota hai agar aap trading karte waqt proper risk management Karke trading karte hain stop loss or take profit istemal karte hain aur apne account ke hisab se chhota lot size select karte hain to isase Aapka account watch Nahin hota aur aap long-term bhi successful trader ban sakte hain

              Forex trading me ap ki mehant k hisab say ap ko earning Hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: trade main money management zarori hai...

                Assalam o Alaikum,,,,,,,
                Definitely treading karne se pahle money management bahut hi zyada important hoti hai q ky bagair money management ke koi bhi trader achi trading karke acha profit hasil nh karta hamare liye money management ke sath trading karna bahut hi zyada important hota hai agr Ham money management ignore kar dete Hain money management ko follow nh karte to Ham kabhi bhi Forex mein kamyabi ko possible nh banaa sakte aur na hi es mein achi earning hasil kar sakte hain agr Ham kamyabi ko possible banana chahte Hain acchi harne ka hasil karna chahte hain to hamen hamesha money management ke sath kam karna hoga jo log money management kar dete Hain uska use apna account balance sy ziyda kar dete Hain woh kabhi bhi Forex mein kamyab nh ho sakte
                • #9 Collapse

                  Re: trade main money management zarori hai...

                  Assalam walekum bhai jaan aapane bahut acchi baat ki hai kya trading money management zaroori hoti hai trading Mein money management jaruri hai is vajah Se Hoti Hai Ki aapko chahie ke account balance ke hisab se kam Kiya Karen Agar ab money management kar lete hain Apne account ke hisab se trade Lagate Hain tab aap acche tarike se trading ko open Vikas sakte hain aur apne account ko safe and Secure banaa sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Trade Main Money Management Zaroori Hai

                    1. Introduction Money management trading ka wo hissa hai jo kisi bhi trader ke liye buhat aham hai. Aksar log trading mein sirf profits par focus karte hain aur risk ko ignore kar dete hain. Lekin asal mein, money management kaamiyabi ka wo raasta hai jo aapko loss se bacha sakta hai aur aapke account ko safe rakh sakta hai.

                    2. Money Management Kya Hai? Money management ka matlab yeh hai ke apne capital ko is tarah se manage karna ke aap zyada se zyada profits le saken aur loss se bacha saken. Yeh ek strategy hai jo aapko trading ke doran hamesha apne risk par control rakhne mein madad deti hai.

                    3. Kyu Zaroori Hai? Jis tarah se kisi bhi business mein risk hota hai, trading mein bhi losses ka khatra hota hai. Agar aap apne funds ko achi tarah manage nahi karenge, toh ek hi ghalti aapka poora capital khatam kar sakti hai. Is liye money management ko samajhna aur follow karna buhat zaroori hai.

                    4. Risk ko Samajhna Money management ka pehla qadam yeh hai ke aap trading mein jo risk le rahe hain usay samjhein. Har trade ke saath ek specific risk hota hai aur usay understand karna buhat zaroori hai. Jab tak aap yeh samajh nahi lete, tab tak safe trading mushkil hai.

                    5. Risk aur Reward Ratio Ka Istemaal Risk aur reward ratio ka matlab hai ke aap kitna risk uthayein aur uske badle mein kitna profit kamaayein. Achi trading strategy woh hoti hai jisme reward ratio hamesha risk se zyada ho, jaise ke 1:2 ya 1:3.

                    6. Stop Loss Ka Istemaal Stop loss woh point hota hai jahan par aap apni trade ko close kar dete hain taake zyada loss na ho. Yeh money management ka buhat aham tool hai jo aapko unexpected market movements se bacha sakta hai.

                    7. Lot Size Ko Samajhna Har trade ke liye lot size ko samajhna bhi buhat zaroori hai. Lot size ka hisaab aapke account balance aur risk appetite par hota hai. Agar aap bade lot size ke saath trade karenge toh chote price movements bhi bade losses ya profits ka sabab ban sakte hain.

                    8. Capital Allocation Trading mein kabhi bhi apna poora capital ek hi trade mein invest nahi karna chahiye. Hamesha apne capital ka ek hissa hi trade mein lagayein taake agar loss ho toh aapka account balance safe rahe.

                    9. Emotional Control Money management mein emotional control bhi buhat zaroori hai. Jab market aapke against jaaye toh panic karna ya revenge trading karna aapko aur losses mein daal sakta hai. Emotional stability se hi aap achi trading kar sakte hain.

                    10. Profit Booking Aksar traders sirf profit ki soch mein trade ko zyada der tak hold kar lete hain. Lekin, profit booking bhi money management ka hissa hai. Aapko yeh decide karna chahiye ke kitne profit par aap trade close karenge.

                    11. Leverage Ka Samajhdari Se Istemaal Leverage trading mein risk aur reward dono ko barha sakta hai. Lekin yeh double-edged sword hai jo aapko losses mein bhi le ja sakta hai. Is liye leverage ka istamaal sirf us waqt karein jab aapko market ki achi samajh ho.

                    12. Portfolio Diversification Sirf ek asset mein invest karne ke bajaye apne funds ko different assets mein allocate karein. Yeh aapke overall risk ko kam kar sakta hai aur aapko alag-alag opportunities bhi mil sakti hain.

                    13. Long-term Mindset Achi money management sirf short-term gains ke liye nahi hoti, balkay yeh aapko long-term success ki taraf le kar jaati hai. Hamesha apne trading plan aur strategy par focus karein aur patience ke saath trade karein.

                    14. Conclusion Aaj ke fast-paced trading world mein money management zaroori hai kyunke yeh aapke capital ko protect karne ka ek tareeqa hai. Agar aap money management ke rules ko samajh kar follow karenge toh trading mein apne goals achieve karna aasan ho jayega aur aap consistently profits kama sakenge.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X