Achi post or new post

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Achi post or new post

    G Haan bilkul thek baat hy k forex trading mein humein Achi aur New post krni chahe tah k humein kamyabi hasil ho saky gee aur achi post krein gy tu es se faida hasil kr sakein gy aur New post humein share krna chahe tah k dosry log bhe faida hasil kr sakein gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Achi post or new post

      Walekum assalam Forex member aapane bilkul sahi baat ki hai ki jab Ham posting kar rahe hote Hain to main koshish karna chahie kya acchi aur new post Karen kyunki new posting bahut kam ki ja Rahi hai jiski wajah se bhi logon ka bonus hamare per bar bar he repeated post karte rahenge to aapko achcha bonus nahin milega isliye new post lekar aaye new information lekar aaye aur new topic Ko chod Kar na sake Ham sabko achcha bonus mil sake aur ham sab ek dusre ke sath apni information ko share kar sake
      • #63 Collapse

        Re: Achi post or new post

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe repeated ya copy posts karnay se faida nhi balkay loss hota hey isskrein humein forex ko but upper Tak ley kr Jana hai Pak forex ka aik ne ho pori duniya mein humein acha or mayari Kam krna ho ga but zyda mehnat or lgan ki zarort hai jub Tak humri creativity increase nai ho gi tab Tak humKitna knowledge hai to Jab Bhi aap post Karen acchi post Karen quality ki post Karen Aur maujud Ke mutabik post karen to ISI se aapki pahchan hoti hai ki aap ek experience member hai
        • #64 Collapse

          Re: Achi post or new post

          Assalamu alaikum ummid karta hun Pakistan foxfarm ke tamam dost bhai members sab khairiyat se honge yes dear aapane bahut hi achcha sawal Kiya hai acchi post new post bilkul Pakistan forex form per jab aap kam kar rahe hain to aapko chai aap acchi post Karen aur aap Pakistan phospholamban new post Karen jab Pakistan per is per acchi post karenge aur new post karenge to aap ke lakshan sabit hoga aapko yakin bahut acchi kamyabi milegi agar aap Pakistan forex parampara acchi se acchi kamyabi hasil karna chahte hain to aap acchi posting Karen aur new post karenge per pahunchi posting karenge to aapko cprofit milega aapko acchi kamyabi milegi aapko achcha bonus milega Pakistan forex hamen bahut hi achcha online business is per hamesha new post karen new post Karne wale members ko hamesha acche se acche log hamesha acchi kamyabi hasil karte hain Pakistan forex per Amit bahut achcha aur businesses kar kam kar acchi kamyabi hasil Karen acche Kam Karne wale logon ko hamesha Chita mein abhi jarur milati hai Pakistan for post Karen pata nahin ChaloPakistan forex forum per hamesha acchi se acchi post karen new post Karen aur kam yah businessman bane Pakistan for vishva mein bahut message per kahan per acchi hai kamyabi hasil Karen thankyou Allah Hafiz
          • #65 Collapse

            Re: Achi post or new post

            Assalamu alaikum kaise WhatsApp log main bilkul theek hun aur nahin karta hun ki aap bhi bilkul theek honge aapane bahut hi acchi and informative baat hoti hai to main aap kis baat se agri karta hun aur aap ko batana chahta hun ki agar Ham Pakistan Suresh saram per mehnat aur himmat se kam karti Hain aur apna jyada se jyada hai yahan per rahti Hain to Ham ek acchi trader Ban sakte hain aur bahut sare paise de sakti hain ISI vajah se hamen yahan per mehnat aur himmat se kam karna chahie aur apna jyada se jyada yahan per aana chahie take Ham ak ache or kamyab trader bn sake
            • #66 Collapse

              Re: Achi post or new post

              Assalam o alaikum dear friend Bhai ki baat bilkul theek hai ke acchi post aur new post kyunke jab ek Banda apni post share karta hai to aapko chahye ke aap kuchh aisi post ko share Karen aapko use post ke related apna experience zahir Karen aur ek acchi post ko share Karen aasan alfaaz ke sath aap apne experience ko zahir karne ke bad ek acha Kam kar sakte hain uske bad jab aap acchi post share karenge to aapko acha bonus hasil Hasil hoga Barhal aap apne confidence ke madaynzar rakhte hue acchi acchi post share Karen aur Pak forex forum ko zyada se zyada istemal Karen
              • #67 Collapse

                Re: Achi post or new post

                Ji Han dosto forum pr achi or new posts he likhni chahyen, agr hum koi thread bhe bnaty Hain tow wo bhe kisi new issue ki traf is hara krta ho, new knowledge or learning ki he forum pr qadar hai or es se bonus bhe zyada Ata hai, ajkl esliye sab k bonus km arha hai kion k zyada tr threads repeated Hain jiski wajah se hum Un pr ya tow post he nhi kr paaty ya phr achi post nhi kr skty or eska asr hmary bonus pr boht manfi prta hai, hamyn chahye k new threads ko find out kryn or apna new knowledge post kryn taa k sab ko faida ho or bonus bhe acha aye.
                • #68 Collapse

                  Re: Achi post or new post

                  Agar aap Forex per kam karna chah rahe hain to aapke pass Na Lage Aur experience kaun aadami hai aapko Dekha tutega kya kar aapke pass knowledge or experience hai to aap vahan per acchi quality ki post Karenge aur FIR Kya Hoga Ke Na Lage hone ke sath aap ko ek Achcha new post karne ka mauka mil jaaye to isliye aapko chahie kya ki acchi post karne ke liye knowledge or experience ko Marshal Karen knowledge or experience karne ke liye aapko double life add karna padegi double mehnat karne ke liye aapko Uske rules ko Sara Kuchh samajh na Padega
                  • #69 Collapse

                    Re: Achi post or new post

                    Assalamu Alaikum friends umeeed krta hn K ap sb khairiyat se Honge dosto forex pay wo log success hasil kr sktay hain jo log hamesha new Post Show krtay hain aur achi quality ka use krtay hain aur post mein koe mistake nhn hone chahei a aur kise kism ka lalch nhn krna chahei a agr hm apnay kam mein mahnat kreingay aur achi post show krien gay to kamyab ho sktay hain khuda hafiz
                    • #70 Collapse

                      Re: Achi post or new post

                      Achi post or new post G Han dear members umeed hy ap sub khairiyat say hon gay forex m Mehnat say kam kr rhy hongay G dear members forex m posts krnay k liye post ki quality ko increase krain tbhi hum acha bonus hasil kr sktay hain is k sath sath new ideas create krain new posts krain gy to kbhi bhi naumeed nahi hongay kamyabi hasil hogi bonus acha milay ga isi trah agr forex per kamyab hona hy to hmain chahiye k hum posts ki quality ko increase krain attractive posts krain tbhi hum trading m kamyabi hasil kr sktay hain
                      • #71 Collapse

                        Re: Achi post or new post

                        Asslam alaikum my dear friend ji ha AP ko achi post kerni chayi ta kh AP ko acha sa profit gain hu saki AP ko chayi AP acha sa profit gain Keri aur achi posting keri
                        • #72 Collapse

                          Re: Achi post or new post

                          Assalam o alikum hello forex traders hope in your life today I want to talk about forex trading m hamain chaye k ham new posts Karain kr jo data ham share kr dain ik posts m ham ust dobara use naa karain new posts apko kafi zyada faida dy skty hain apko kafi acha bonus mil skta hy onyx acha hoga to trade b achi hogi to isy lye ap ko chaye k ap posts ki quality or quantity pr tawajah dain umeed hy apko meri baat pasand Ayi hogi thank you so much Allah hafiz
                          • #73 Collapse

                            Re: Achi post or new post

                            Walaikum salam Jee dost bilkul aapki baat hundred percent correct hai Hamen chahie keh Hamen Daily acchi post karne chahie aur Daily different topic per baat karni chahie. Ek post baar baar karne ka koi fayda nahin hai isliye koshish karen ke Forex ke about different topic par post Kiya Karen aur koshish karen ki acchi post Karen aur apni post ki quality aur kaun quantity ko increase Karen aur apni post se spelling ki mistakes ko remove Karen aur apni post ko informative aur attractive banaen FIR aapko Pakistan forex farum ki taraf se Achcha bonus hasal hoga.
                            • #74 Collapse

                              Achi Post Aur New Post Kaise Likhein: Ek Behtareen Guide
                              1. Muqaddima: Achi Post Ki Ahmiyat Har kisi ka maqsad ye hota hai ke uski post dekhne walon ko pasand aaye aur wo us se kuch seekhein. Achi post banana aaj ke digital dor mein ek hunar hai jo aapko logon ke samne aik expert ke tor par pesh kar sakta hai.
                              2. New Post Ka Kya Matlab Hai? New post se murad wo post hai jo taaza topics par ho aur jo pehle kisi ne na dekhi ho. Har nayi post aapke audience ke liye ek naya asar rakhti hai, isliye naye topics aur ideas par kaam karna zaroori hai.
                              3. Topic Ka Intekhab Aur Uska Asar Achi post ke liye topic ka intekhab sab se pehle aur ahem qadam hai. Aapko apni audience ki pasand aur zaroorat ke mutabiq topics ka chunaav karna chahiye. Agar aapka topic dilchaspi ka hoga to log use zaroor parhenge.
                              4. Mazmoon Ki Khoobsurati Post ki khoobsurati uske likhne ke andaz mein chhupi hoti hai. Saaf aur samajhdaar alfaaz ka istemal karke aap apne mazmoon ko aur bhi dilchasp aur asaan bana sakte hain.
                              5. Mazmoon Ki Wazahat Achi post mein mazmoon ko wazahat ke sath pesh kiya jaye to log usay asaani se samajh sakte hain. Har heading aur paragraph mein apne khayalat ko wazeh tareeqe se bayan karein.
                              6. Waqt Par Nayi Post Banana Har waqt naye ideas aur trending topics par post banana zaroori hai. Log aksar naye updates aur maloomat ki talash mein hote hain. Isliye aap naye waqt ke mutabiq new post zaroor likhein.
                              7. Audience Ko Samajhna Aur Post Ka Objective Audience ki pasand aur zaroorat ko samajhna aapki post ka objective hai. Isliye jo bhi likhein, wo aapke parhne walon ke liye faidamand aur laayak-e-lutf ho.
                              8. Post Ka Tone Aur Style Har post ka ek khaas tone aur style hota hai jo usay unique banata hai. Achi post likhne ke liye apna ek khas style aur tone apnaein jo aapki personality aur writing style ke saath match kare.
                              9. Qalam Ka Andaz Aur Awaaz Qalam ka apna andaz aur awaaz hota hai jo aapki baat ko logon tak pohanchata hai. Apni post mein apne qalam ka aesa andaz rakhein jo logon ko impress kare aur wo aapke words mein baandh jayein.
                              10. Asan Aur Dilchaspi Se Bharpoor Alfaaz Har post mein aapko asan aur dilchaspi se bharpoor alfaaz ka istemal karna chahiye. Ye alfaaz logon ke liye post ko aur bhi mazaydar aur samajhne mein asaan bana dete hain.
                              11. Ta’reef Se Har Baari Ko Pesh Karein Har naya point ko logon ke samne ba-khubi pesh karne ke liye har heading aur sub-heading ka sahara lein. Isse aapki post behtar aur organized lagegi.
                              12. Pictures Aur Media Ka Iste’mal Aaj kal log post mein pictures aur media dekhna pasand karte hain. Post mein agar zaroorat ho to relevant pictures aur videos ka istemal karne se post ki quality aur attractiveness barh jati hai.
                              13. Audience Se Tashkeel Karain Achi post likhne ka aik maqasad ye bhi hota hai ke aap apni audience se ek rishta qaim kar saken. Post ke aakhir mein unse feedback lene ki koshish zaroor karen. Ye rishta aapki audience ke sath mustahkam ho sakta hai.
                              14. Ikhtitaam: Achi Post Ka Nateeja Jab aap in sab baaton ka khayal rakhte hain to aapki post behtareen aur logon ko pasand aati hai. Achi post likhne ke liye time aur practice chahiye hoti hai, lekin agar aap in principles ka khayal rakhein to aap behtareen posts likhne mein kamiyab ho sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ### Achi Post Aur New Post: Kya Hai Fark?
                                Aaj kal social media aur online platforms par post karna ek aam baat hai. Har roz log apne khayalat, tasveerain, aur experiences share karte hain. Lekin, ek achi post kya hoti hai aur new post ka kya maqsad hota hai? Aayiye in dono concepts ko samjhte hain.

                                Pehli baat, achi post wo hoti hai jo audience ko engage kare. Achi post ka matlab sirf ye nahi ke usmein khubsurat tasveerain ya catchy headlines hon. Achi post wo hai jo logon ko sochne par majboor kare, unki feelings ko touch kare, ya unhe kisi nayi information se waqif kare. Ismein creativity aur originality ka hona zaroori hai. Jab aapki post informative ya entertaining hoti hai, to log usay like aur share karte hain, jo aapke reach ko barhata hai.

                                New post ka maqsad hota hai apne audience ko naye updates, khayalat, ya content provide karna. Yeh zaroori hai kyunki regular updates se aap apne followers ka interest bana sakte hain. Lekin, sirf naye content ko post karna kafi nahi; us content ka quality par bhi dhyan dena zaroori hai. Aksar log sochte hain ke sirf quantity ka hona important hai, lekin asli baat yeh hai ke quality bhi utni hi zaroori hai.

                                Achi post ke liye kuch tips hain:

                                1. **Content Ki Quality:** Aapka content informative, engaging, aur entertaining hona chahiye. Iska mtlab hai ke aapko research karna hoga aur samajhna hoga ke aapki audience kya pasand karti hai.

                                2. **Visual Appeal:** Achi tasveerain aur graphics aapki post ko zyada attractive banate hain. Visuals logon ka attention grab karne mein madadgar hote hain.

                                3. **Authenticity:** Apne asli khayalat aur feelings share karein. Log authenticity ko pasand karte hain aur yeh aapke followers ke sath deeper connection banata hai.

                                4. **Call to Action:** Apne posts mein logon se kuch action lene ke liye kahin, jaise comment karna, share karna, ya aapki website par jana. Yeh engagement barhata hai.

                                5. **Regular Updates:** Aapki posts ko regular aur consistent rakhna chahiye. Yeh aapke followers ko engage rakhta hai aur unka interest bana rehta hai.

                                Aakhir mein, achi post aur new post dono ka apna apna maqsad hai. Achi post audience ke dil ko chhoo sakti hai, jabki new post unhe updated rakhti hai. Dono aspects par dhyan dekar aap apne social media presence ko behtar bana sakte hain aur apne followers se gehra taluq bana sakte hain. Is liye, har post ka maqsad samjhein aur usay behtar banane ki koshish karein!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X