Trade Close time
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade Close time
    My frind kua trading man trade close krny ka koi time hota hy? Ya Kua jb bhi profit dakin to trade close kr dina chauy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading ki maret friday ki raat ko band hojaati haia ur ye saturday aur sunday dono ko hi band rehti hai aur phir ye monday ko open hojaati hai wapis.
    • #3 Collapse

      baat ye hay kay maine jab new trading seekhi thi maine uss time mei gold mei trading shru ki thai maine kuch din kamaya phr gold ki samaj he nahe arahi thi socho kuch ho kuch jata bohat loss keya esliye chorr diya gold
      • #4 Collapse

        gee bhai forex trading mein hmein apne trade jes time profit de rhe ho us time close kr skte hein aur es mein koi time ke limit nhe hote he keh itna time ap ne apne trading ko open rkhna he yeh ap ke mrze he keh ap kitna profit trade se lete hein
         
        • #5 Collapse

          jee haan aap agar loss sy bachna chahty hain to aap ko zeada profit ki lalach nahi karni chahye aap ko naj profit ho raha hota hai to aap ko ussi time apni tradf ko closs kar dana chahye warna loss hosakta hai
          • #6 Collapse

            gee bhai trade ko close krne ka koi time nhe hota he aur hm ko apne trading mein trade se jb profit ho hm us ko close kr skte hien aur hm ko apne trading mein sahih kam krna he aur apne trding mein mhnt krne he phr hemien apne trading boht acha profit dete he
             
            • #7 Collapse

              G forex trading mein trade close ka koi waqt nhi hota hy agr ap forex trading mein trading analysis se aur market ko dekh kar aur knowneledge aur experience se trade open karty han tu ap apni trade mein take profit aur stop loss use karain gay js se ap ko koi problem nhi ho gi aur trade age profit mein hi gi tu khud hi close ho jaye gi aur agr loss ho ga tu bhi stop loss ko hit kar k close ho jaye gi
              • #8 Collapse

                Aap ko planning key sath trading krni hy aur profit aur loss ka aik target set krna hy keh kis waqt market main enter hona hy aur kis waqt market sey out hona hy. Agar aap wrong time par entry dain gey to aap ko acha profit nahi ho sakay ga. Hamain pehlay market ko analyse krna hy aur phir market main enter hona hy.
                • #9 Collapse

                  AP dear apni trades kabhe bhe kisi bhe time profit main ya loss main close ker sagty hain our trade open rakhny ki koi limit nahe hai aik din ya week leay app open rakh sagty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Trading sey pehlay planning buhat zarori hoti hy takeh aap entry aur exit points ko decide kr sakain keh kis waqt market main enter hona hy aur kis waqt market sey out hona hy. Agar aap wrong time par forex market main enter hon gey, to acha profit nahi milay ga. Isi tarah agar hum right time pr forex market sey out ho jayen gey to acha profit miss kar dain gey.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X