Post kis din ziyada karni chahiye???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post kis din ziyada karni chahiye???
    Assalamu Alaikum dear Pakistan forex trade user ummid karta hun kya bilkul theek hinge brother Mere question ka answer den
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

    Ham har Roz post Kar sakty Hain jab Bhi post Karen Kar sakty Hain magar yeh khial rakhen k friday Jo Ham post karty Hain woh aksar caont Ni hoti balky delete ziada hoti hain agar is post na karn to behtar he warna jab Bhi Ham post karna cahen Kar sakty Hain yeh page hamary buns banany kely he or buns tab hi acha ban sakta he jab ham regolar ho Kar work karengy agar regolar ho Kar work ni karty to phir hamari mehnat rang Ni lati a
    • #3 Collapse

      Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

      Assalamu Alaikum dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se Honge aur forex Se Jyada sa jyada kama RahA Honge g ap na bht achi baat ki ka post kis din ziyadan karni chahiya tu main ap ko ya btaoun ka ap kisi bhi ziyadan post kar sakhta ho lakin ap is baat ka khial rakhain ga friday ko kaam posts karain kun ka is din post delete bhi hoti hain kahin ap ki mehnat zaya ho jaya is lea ap ko chahiya ka haar din pura hafta main ziyadan sa ziyadan posts karain. Lakin friday ko khial rakhain shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

        Hamen forex men pory himat kay sath kam jary rakhgna hota hy ager hum as men mahnat kay sath ur achy tarekay kay sath koi bhe kam karty hian tu hum nakam naahin ho sakty hain balkeh hum kamyaby hasil kar sakty hian tu hamne jaldi kay sth koi bhe kam nahin karna chahey tkaeh hum nakam nah hon kun kay forex men jo log himat kay sath kam karty hian tu voh kabhy bhe nakam nahin ho sakty hian
        • #5 Collapse

          Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

          walaikum salam mere Bhai kya hal hai ummid karta hun ki aap kariat se honge hmy daily ki 50 post laazmi karni chahie
          Aur post ko hamesha acche andaz mein likhna chahie aur lafzon ki quality acchi honi chahie taken FIR aapko achcha bonus mil sake aur usse aap achcha profit Kama sakte ho
          • #6 Collapse

            Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

            Assalam.o.Alikum umeed ha ap sb bi khairyat sy hun gy or acha bouns bi hasil kr rhy hun gy or dear apny jo question kya ha tu humy wasy tu daily ka kam daily hi krna chyn humy daily 40 post krni chyn agr hum regular ho ka kam nhi kryn gy tu hum kabi bi kamyab nhi hun gy agr hum daily post kryn gy tu ak din zror kamyab hun gy
            • #7 Collapse

              Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

              Rozna 20 sy 25 posty ki jy. Wednesday or Thursday ko bhot hi ziada posty Kary agr phly waly dino main 70 posty ki Hy to last 2din main bhi 70 posty ho jy. Phr AP ki jab 100 + posty ho gi . Tab forex AP ko 200 daler Dy ga. Phr AP gold per trading kary gy. Phr insha Allah AP ki achi income ho gi.Jitni ziada posty Kary gy otny Hy ap ko bouns ziada Mily ga. Posty to bachy ziada Kar lity Hy. Lakin glati bhi na kary . Phr acha bounce mily ga
              • #8 Collapse

                Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

                brother agar aapko apna bonus increase karna hai to aapko chahie ki aap roz ka kam roz Karen jab aap Delhi basic per kam karte Hain to aap ka bonus increase ho sakta hai aur aapka bonus bahut achcha Ban sakta hai to isliye bus aapko pure week mein 300 post Puri karni padati hai jab aapki 300 post 1 week mein complete ho jaaye to fir aapko masjid post karne ki jarurat nahin hai aur sabse behtarin time posting karne ka aapka weekend Hain Mera matlab hai Saturday or Sunday sabse acche din Hain posting karne ke kyunki indu dinon mein market ki bhi chhutti hoti hai aur kide kabhi kyon hota hai aur aap free bhi hote hain to Indore dinon mein Puri 50 post Kiya Karen ya ky ap ka bonus increase Ho
                • #9 Collapse

                  Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

                  Posts daily routine mai krni chahiyen or ziada sy ziada krni chahiyen agr ham apni earning ki range increase krna chahty hn to is k liay hmen ziada sy ziada posts krni hon g ta k hmara bonus ziada sy ziada ho or earning mai b izafa ho . Almost 20 sy 30 posts daily base p krni chahiyen agr hm regular posts krty rhen gy to ziada burden nhi ho ga kam ka ham p or ham har chez easily manage b kr sken gy hmara mind b fresh rhy ga active b rhen gy relax feel kren gy . Har chez balance mai rakh k krni chahiyen or daily ka kam daily basis p hi hona chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

                    Posts krny m liye koi ak day ni hy.. ap pury week me jb chahain posts kr skty hain... Kitnu posts xiada hon ge apki r inki quality ache hogee utna e apko xiada bonus mily gaaa r ak din me hm max 50 posts kr skty hain.. 50 sy xiada ni hoti posts
                    • #11 Collapse

                      Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

                      Assalamu Alaikum Mere Pyare doston kaise hain aap Mein ummid Karti hun ki aap sab Allah Pak ke Karam se Kuchh aur khairiyat se Honge aur Apna Kam Banta tarike Se Karke Sacchi earning kar rahe Honge aapane bahut acchi baat share ki hai main aap kis baat se mutafiq aur Main yah Kahana chahti Hun Ki Pakistan Forex form Mein Hamen mehnat Se Dil Laga kar kaam karte Rahana chahie Hamen Hamesha Apna daily work complete karna chahie jab tak ham Apna Delhi working days complete Nahin Karenge Ham kabhi bhi achcha bonus nahin kar sakte Hamen chahie ke Ham Apna daily posting limit Ko Mukammal Karen Jab Ham apni daily post aur Threads ki limit complete Karenge aur ham Apna Kam qualitative Karenge Ham apni posts aur Threads Mein Koi mistake Nahin Karenge To Ham Achcha bonus Hasil kar sakte hain aur Hamen Apna work karne ka time table set karna chahie Jab hamare pass Achcha time table Hoga To Ham acchi aur nahin kar sakte hain aur ham Achcha bonus bhi Hasil kar sakte hain bus Hamen planning se kam karna Aana chahie aur Hamen Apne senior traders se guidelines lete Rahana chahie aur Hamen Hamesha Apna daily work Jarur complete karna chahie Hamen Apna Kam Adhura Nahin chhodana chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

                        Assalam o Alikum.. Brother posting ka koi khas din muqarar ni hy ..Hmyn daiy basis py posting krni chahiy..Posts hmesha aesy kryn jis ki quality axhi ho yani ky kisi dsry ky liy informative ho..
                        • #13 Collapse

                          Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

                          Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Delhi ka posting target complete karna chahie Ham jitne Jyada posting Karenge Hamen utna hi jyada weekly bonus Aasan Hoga isliye posting karne ki limit Hoti Hai Hamen daily ki 50 post create Karni hoti hai agar Ham daily ka target complete Karte Hain To Hamen weekly Achcha bonus milega
                          • #14 Collapse

                            Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

                            Assalamu alaikum dosto Forex mein hamen posts har hafte jyada hi Karni chahie lekin Friday Wale din thodi kam ki jaaye kyunki Friday Wale din in post jyada delete hoti hai isliye hamari mehnat jyadatar Jaya ho jaati hai isliye hamen chahie ke pure hafte jyada se jyada post Karen lekin Friday Wale din thoda thoda Karen taki taki hamari post aur mehnat Jaya Na ho aur hamen acchi kamyabi Hasil ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post kis din ziyada karni chahiye???

                              Walaikum salam dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge ji dear hamen daily base per 50 post karne ko milati hai jo hamen har Surat pura Karni hoti hain aur jinki quality bhi acchi ho unse hamen Achcha bonus bhi hasil hota hai aur pura week hamen apni daily e limited ko pura karna chahie taki ham forex me Achcha response hasil kar sake aur Forex .me Achi earning hasil kar sake.
                              Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X