Trading me market ko acchi Tarah se samjhaie aur bad mein trade lagaen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading me market ko acchi Tarah se samjhaie aur bad mein trade lagaen

    Assalamualaikum.
    Dear forex members. Market ki moment ko analyse karna Forex mein kamyabi ki alamat hota hai agar aap market ki movement ko analyse Karke a aur Soch samajh Kar trade lagate Hain to aap ek kamyab rider hai aur aap acchi earning kar sakte hain agar aap market ke movement ko analyse Nahin karte aur trade laga dete Hain to aapko loss ke alava kuchh hasil Nahin hota aapko chahie ki aap pahle market ki movement ko acchi Tarah analyse Karen aur jab koi positive sign show ho to Soch samajhkar trade lagaen aur aisi trade lagaen jismein aapko loss ke chances kam se kam ho.
    Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading me market ko acchi Tarah se samjhaie aur bad mein trade lagaen

      Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai forex market ke andar apni trade ko open karne se pahle Hamen forex market ki movement ko analyse karna chahie aur Market ka trend Maloom karna chahie Uske bad apni trade ko market ke andar open karne ki koshish Karni chahie Hamen forex market ki movement ko technical analysis fundamental analysis trading analysis of candlestick chart pattern bearish candle or bullish candle ki madad se analyse kar sakte hain isliye pahle Hamen forex market ki movement ko acche homemade ko samajhna chahie aur uske bad apni trade ko open karna chahie.
      • #18 Collapse

        Re: Trading me market ko acchi Tarah se samjhaie aur bad mein trade lagaen

        assalamu alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat se ho ge ji han hamen chahie kah Ham trade lagane se pahle market ko analyses Karen aur market ki moment ko check Karen us ke bad Ham trade lagaen aur market ki moment ko check karne ke liye or analyse karne ke liye experience Ka hona bahut zaruri hai aur experience Hasil karne ke liye hamen chahie kah Ham apne demo account per acchi tarah se practis Karen aur apne senior memberan se knowledge lein us ke bad hi hamen experience Hasil ho ga jab hamen experience ho jae ga tab hi Ham market per analyses kar saken ge aur ham trade laga saken ge is liye hamy chahie kah Ham zyada se zyada learning Karen aur khoob achi traha practice Karen Taky hamen achcha profit Hasil ho sake
        • #19 Collapse

          Re: Trading me market ko acchi Tarah se samjhaie aur bad mein trade lagaen

          Forex trading mega update karna chahte hain to sabse pahle aapko market ke acche samajhna hoga market jawab kacche samajh Azad Kiya to fir aap apni trade open Karen aur apni trade open karne ke sath aapka Ham karna swagat nahin jo bhi aap trade market ko dekhkar lagaenge to aapki trade acchi hogi aur aap profit degi aur jo trader Bina soche samjhe market mein aise Hi laga dete Hain analysis ki ambarawa trade aapko kabhi bhi profit nahin deti hai balki aapko loss mein lekar jaati hai isliye hamesha tabhi trade lagaen the moment of rahi ho
          • #20 Collapse

            Re: Trading me market ko acchi Tarah se samjhaie aur bad mein trade lagaen

            Ji han bilkul trading Mein maarpeet Ka Chitra Se Samjhe aur bad Mein trade Lagane Ki agar aap trading Co samajhkar market Mein entry Sahi Nahin Lenge To Kabhi kamyabi aapse nahin kar sakte Kyunki trading co samajhna aapke liye bahut jaroori hai use per Amal karna uska phone Tak karna bahut jaroori Hai market ko samajhne ki koshish Karenge to acche result Hustle Karenge market Ko Agar Samajh Kar Kam Nahin Karenge To Kabhi Kam Yad Nahin ho sakte market ko bagair Samajh Kar use karne wale log Hamesha nuksan hi uthate Hain
            • #21 Collapse

              Re: Trading me market ko acchi Tarah se samjhaie aur bad mein trade lagaen

              Jay han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai forex market ke andar Apne trade ko open karne se pahle Hamen forex market ki movement ko acche tarike se samajhna chahie forex market ke movement ko technical analysis fundamental analysis aur trending analysis ki madad se analyse karna chahie aur Market ka trend Maloom karna chahie Uske bad Apne trade ko money management Karke market ke Trend ke mutabik open karne ki koshish Karni chahie tabhi Hamen Forex trading Mein kamyabi Hasil Hogi.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Trading me market ko acchi Tarah se samjhaie aur bad mein trade lagaen

                Trading market ko achi trarha judge karny kay leye analysis kay bina koi be cheez nahi hia. ap just watch kar kay trend find karian gy tuap wrong ho gy ap ko naih pata ho ga kay kis time market apna trend ko change kar lain. es key leye zaorri hai kay ap jo trade kar rhay hian us kay fundamental analysis kiya hai. or technical analysis kia hai. ap kay technical or fundamental strong ho gy tu ap ko pata ho kay jo ap kar rhay han woh kis kadar sahi hai or ap ko kya result dy skata hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X