Minimizing risk factor in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Risk factor ko minimize karne k lie zarori hai k hm market ko obserb krain us k ups down pe nazar rakhain aur market k rujhaanat ka andaza lga k trading krain hardwork krain patients se trading krain aur kbhi bhe disoppointed na hon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      ye to bahot hi acha post tha aur agr bnda iss qism ki chezen fourm pe post kry to hr bnda ammal b kry to hamen loss ni hoga. iss post men jo jo asool batey gae hain sb achy hain.
      • #618 Collapse

        g han ap any thek kaha hai hamain trade karny k liye experience hasil karna ho ga uar risk ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k earn karny main asani ho skay aur plane kar k hi trade karni ho gi ta k profit ho
        • #619 Collapse

          hamain is main risk ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur knwoldge hasil kar k hi hum achi trade kar k earn kar saky s
          • #620 Collapse

            forex man risk factor ku minimize kerny k liye trader k pas 2 tarikay han aik tu trader chotti lot size ka use kery or dosra analysis kerny k baad hi trades open kery forex man trading kerty waqt
            • #621 Collapse

              I agree with you humy chahye k hum Forex me zyada risk na take kary aur is business me greed se bhi avoid kary market me koi bhi position open karny se pahly market ko achi trha se analyze kary aur apny professional traders se bhi help lye isi trha hi hum Forex business me big losses se bach sakty han.
              • #622 Collapse

                brother thanks for sharing your very useful points . sab traders jantay hain ke forex trading aik risky business hai aur iss mai jab be trading karin tu try karin ke har woh step lain jis say risk kam say kam ho sakta ho tab he forex trading mai achi trading aur earning possible hai
                 
                • #623 Collapse

                  bhut hi achy points apne share kiye hain is liye mai alwys sab se yahee cheez recomend kart aya hu kay first learning karain then earning karain is liye aksar friends jo hain wo aik do char trades ko profit ma lane kay bad unko lagta hay k ham ne forex seekh li but at last in few weeks they wash thier accounts.....
                  • #624 Collapse

                    ap tekh kah rahy hain ye actors forex traidng k liye bohat zarori hai or in par amal kar k ap apni bohat equitity sae kar sakty hain is say ap market main traidng b achi krain gein or ap ka risk factor b minimum ho ga mery khayal main jo b trading karta hai us ko ye roules zaror follow karny chaye
                    • #625 Collapse

                      trading me risk ko low level per ham experience ke zarye he la sakte hain apna experience ham ko behtar se behtar karne me demo practice karne ki zarurat hoti hai jitna acha experience utna he ziada behtar kamana or acha profit banane ka moka hasil hota hai or risk factor bhi low hota rehta hai hamara .
                      • #626 Collapse

                        agar hum cahhty hay keh risk ko kam say kam karen to humay chahiey keh forex trading ko sahi say learn kar kay run karen jab hum aisay karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay
                        • #627 Collapse

                          sir thanks ap ny boht he achi informition di ha forex trading min kam kr k apny loss ko kam krny k liu maii in baton py zroor amal kroon ga r boht axhy treeqy sy mange kroon ga ta k mgy tarading. krty waqt problem nah ayen r mai achi tara sy trading kr skoon
                          • #628 Collapse

                            risk ka hona is market main ik real part hai laikin is main hum ki is market chart ki study or sath main hamara experience is say safety say loss say hum khud ko safe krty hovy trading ko krty hain or khud ko ik successful trader bana laity hain
                            • #629 Collapse

                              trading main loss ko kis tara say hum kum kr saqty hain or kuch trader ko kafi zada fear hota hai is market main trade ko krny kay time main ye demo account main kaam ko krny say khud ko is cheez say safe kr saqty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                agar hum risk level ko kam say kam karen gay to humari trading bohat achi hoti hay aur humay esmain lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach kay chakar main humay loss bhi ho sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X