Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

    trade lagatay waqt hamesha risk ko nazar mei rakhna chahiye ,money earn karty hain unky pas trading ka acha experience hota hy isliye wo forex mein success hasiol kar sakty hain.mehnt kre ga apny mind ko istmaal kerty hiuye mehnat krega jis ko knowlagde hoga experience hoga or poora train hoga is kaam ka to zahir c baat hai wohi kamyab hoga or wohi high earner bany ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

      hello bilkul aapane ticket rate karte hue tha main har chij ka khyal rakhna chahie ki khabar kishor samay trailer nahin chahie jab bhi aap trade lenge to aap Koi chij kannada hona chahie ki kitni acchi trade ho aur mujhse kya kuch acha kar sakta hai jitna mtrade ke upar focus karenge hamen kamyabi mil sakte Ham apne bar Kochi ka chitra varnan trade ko bechkar banaa sakte hain jitne aap acche tarike se trade karenge aap kamyab ho sakta aur apne bacchon complete karte Hain Jo ki aap ke liye bahut hi hai mera yaara message ko soch samajhkar karte Hain ki kis tarah machine karte Hain sab
      • #18 Collapse

        Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

        , ji han aapane bahut acchi aap Sawal Ki Hai Hamen train Lagane Se Pahle market ko analysis Jarur karna chahie Taki ham trade open karne se pahle sali R bi ko acchi Tarah samajh sake aur trading Mela Se Bachkar Achcha profit hasal kar Saken...
        • #19 Collapse

          Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

          Assalam o alaikum G ha ap thek keh rahe hai thrading karne se pahle hamain market ki movement ko samajhna chahte aur market ko analysis kark thrading karni chahiye aur market ko dekhkar thrading open Karni chahiye aur thrading karne k duran normal lot size ka use karna chahiye aur hamesha soch samajhkar trading Karni chahiye aur agar Ham market ki movement ko samajhe ge aur market k rules k mutabik thrading karege aur market ko analysis kark thrading karege to Ham achi thrading main kamyab ho sakte hain aur es liye hamain chahiye k hamesha mehnat k ache experience or knowledge k sath investment k sath aur money management k sath soch samajhkar trading kare aur thrading main jaldbazi na kare aur market open karne se pahle aur market k duran rules k mutabik thrading kare aur agar Ham rules k mutabik thrading karege to Ham thrading main kamyabi hasil kar sakte hain achi trade kark acha profit hasil kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

            hamesha ap achi strategy se he trade kro mehnat kro apne education ke expenses bhee khud he utha sakty hain iske sath students ko ek acha experience bhe hasil hojata he or knowledge bhe increase hoti he ke online work ke zarae kis tarah se income earn ker sakty hain.
            • #21 Collapse

              Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

              ap nay trading kay bary main poocha hay kah ap ko kin baton ka kahayal rakhana chahay kah ap ko chahaya kah ap jab bhe trading kartay hain to ap ko chahya kah ap makret ka khayal rakhin kah ap ko chahya kah ap ko achi news ko bhe dakh kay kam karin kah ap ko chahya kah ap market kay baray main achii news ko bahedakhanay ka khayal rakhain kah ap ko kam main asani ho ge agr ap apne traf sy karty ho to ap ko loss honay ka chahance zayada sy zayada ho sakta hy ap ko market kay baray main bhe khalya rakhana chahya apnay broker sy bhe kam kay baray main bhe bat karin to ap kay laya acha rahay ga
              • #22 Collapse

                Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

                Assalamu Alaikum reading karte waqt Hamen aur trading karne ke dauran Amin Baton ka khayal rakhna chahie kya Kahin Hamen love Na Ho Jaaye aur ham Hamen jaldbazi Nahin Karni chahie Apna Kam aaram se karna chahie aur unke Sath karna chahie Taki Hamen loss Na Ho Aur trade karte waqt Mein analysis ki bahut jyada jarurat hai vah
                • #23 Collapse

                  Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

                  Trade krney se pehly, market ka mukamal analyze krey. Jo markey ki analysis krna ni janta, usko phly experience gain krna chahiye. Pheir trading start krni chahiye, beghair experience ke kahbi ni trading na krey. Ap ko noqsaan hoga. Or jb apne trading start krdi ho, us waqt news se update rahey or trend ko follow krey, seniors se guideline le, or soch samjh ke invest krey. Bs eis baat ko zehin nasheen rahkey, keh hum ne jo invest kiya hyn, oh ziya na jaey.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

                    Ji han Ki Baat bilkul theek hai Hamen trade open karne se pahle market ki movement ko check kar lena chahie aur Market gana like kar lena chahie kya pahle iski moment karti ho aur ab Iske moment kya hai agar Hamare Khet Ki moment ko follow karke chalenge To Ham Forex acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Forex mein apni life ko change kar sakte hain doston Ham Sabko chahie ki Hamesha work Karen Kyunki Agar Ham Forex macha work Karenge to Yahan Forex acchi kamyabi Hasil kar Sakenge aur Forex mein apni life ko change kar Sakenge dost Ham Sabko Achcha bar Karte Rahana chahie Kyunki Agaram Forex macha work Karenge to M Farhan se acchi kamyabi Hasil kar sakta hun apni life ko change kar sakte hain aur kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

                      Hamen trading karne se pahle aur trading ke dauran Hamen Chand Baton Ka Khyal Rakhna chahie Hamen trading Hamesha Soch Samajh Kar Karni chahie aur Pata tarike se karna chahie Hamen training ke rules ko acche tarike se Walon karte hue training Karni chahie Hamen trading Hamesha acche confidence ke sath Khani chahie Hamen kabhi bhi confused Nahin Hona chahie aur apne kam ko Behtar tarike se karna chahie Ham Jitna acche tarike se apne kam Karenge Ham apni acchi kamyabi Aanchal Karenge
                      • #26 Collapse

                        Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

                        Trade lagane se pahle market ko acchi Tarah check Karen jis chez per aap trade lagana chahte Hain uski history ko check Karen or phir uski present condition ko dekhen kaun sa trade upar ja Raha hai kaun sa trade niche a jaha hai ine sab baton ka khayal rakhna zaroori hai sabar ke sath work Karen jaldbazi na Karen is Tarah aap acchi trade kar sakte hain aur accha trade Ban sakte hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

                          Assalamu Alaikum Forexnumber ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki trade karne se pahle hamen marketing ko analyse karna chahie sabar se kam Lena chahie aur pure experience ke sath kam karna chahie aur trade ke dauran mein marketing ke movement ko check karte rahana chahie tha kya mein acche tarike se Kamyab ho jaaye forex trading per kam karne ke liye main jyada se jyada kamyab hona padta hai jitna jyada Ham knowledge hasil karenge knowledge to increase karenge hamare pass se experience Ada hoga to Ham kamyabi kar sakte hain jitni jyada main Na to lagao se kam karenge itna jyada Ham profit hasil kar sakte hain mehandi insan kabhi bhi Na Kam nahin hota hai isliye hamen chahie kya Ham jyada se jyada forex ko time Le aur apne kaam par focus Karen aur acchi tarike se kaun sa ranger hamse Jeet na jyada humko entity or quality ke liye achcha se achcha kam karenge itna jyada mein profit aur bonus milega jab Koi insan kaun banata hai aur use per acche tarike se Kam nahin karta to use profit kam hota hai aur koi kam karna chhod deta hai forex business bahut achcha business shayad aap jitne bhi jyada minut karenge aap apna jyada fal payenge isiliye jab aap kaun banwat Hain to AAP sab ratamil se Kam nahin aur acche tarike se pahle kam karen to bar profit ka soche aur kabhi bhi lalach mein aakar trade na lagaen aur per profit jitna aap ko ho raha ho aap apna Le Lena kya aap lalach mein aakar aur jyada marketing ko moment karvaye aur nuksan uthana pade isiliye hamen chahie kya Humsafar se kam Le aur apni mehnat kowar puror Karen Taki Ham jitni jyada main se Kam karenge itna jyada hamen profit Ho Gaye Ho Na kabhi Na kabhi ka shikar nahin honge forex trading par kaam karne se pahle hamen demo kaun per practice kar leni chahie tha Kya main har har step ka pata ho aur hamara jyada experience Ho jitna jyada experience hoga itna jyada mein acchi tarike se forex per kam kar sakte hain aur usko follow kar sakte hain aur hamari post bhi acchi se acchi ho sakti agaram rules ko walon kam karke Kam nahin karenge to hamari post delete kar di jayegi aur hamara kaun vah shayad ho jaega is tarah se hamen fayda nahin hoga aur hamen nuksan uthana padega hamara bhi ka kam saiya Chala jaega aur mein dobara se account banana padega forex trading per kam karne ke liye hamare pass knowledge or experience kaun ho bahut jaruri hai jitna jyada experience or knowledge hoga itna jyada hun aur acche se achcha kam kar sakte hain hamen kamyabi hasil karne ke liye kuch khona padta hai jitna jyada hamen time forex ko denge itna jyada hamen profit hasil hoga aur ham kamya Punjabi enge isiliye hamen chahie kya Ham pahle dam encounter jyada se jyada practice karen to a Gaya mein kamyabi jyada se jyada hasil Ho jab Ham per kaun per practice karenge to hamen kisi ki help ki jarurat nahin padegi hamen seniors ko jyada follow karna chahie seniors ki post ko readout karna chahie Japan mein seniors ki post ko read karenge to hamare knowledge mein masjid insaaf hoga aur hamen jarur kamyabi hogi hamara knowledge in grease hoga isiliye jab Ham dam account practice jyada se jyada karenge to Ham forex per aaram se kam kar sakte hain forex ke kuchh rules hamen kiye gaye hain aur uska matlab kya hai ki forex ko jyada se jyada time Dena chahie jitna jyada ho sake Ham apne kaam par focus karke kam Karen kam Jo vah countly aur quality ke liye se achcha Ho uski lover Jo hamari Koi post mein mistake so jati humko hamen solve karna chahie theek karna chahie jabhamari post acchi hogi to hamari post kabhi delete nahin hogi hamen post mein achcha se achcha Muhammad use karna chahie aur apni seniors ko follow karna chahie rules of Allen karke Ham kam karenge aur sinus ke knowledge ko game karenge itna jyada hamara knowledge kahana hoga aur hamen acche se post ko share kar sakte hainjitna jyada Ham Fox per main karenge itna chahta hun main profit aise log ka koi bhi kam karne ke liye kamyabi hasil karne ke liye main jyada se jyada mehnat karni hoti hai jab main Na karte Hain to hamari main kabhi rahega nahin jaati hai mehnat karne wala insan hamesha kamyab Hota haijab Ham baras baras jyada se jyada mehnat karenge to hamen jarur kamyabi hasil hogi hamen lalach karke Kam nahin karna chahie hamen Puri imandari se kam karna chahie jab Ham imandar hogi to main jarur high profit on sale hoga aur bonus piya sel hoga koi bhi kam karne ke liye hamen minut ka ne bhartiya Jawan jyada se jyada mehnat karte Hain to Ham jarur kamyabi hote Hain Ham trade lagate waqt mein marketing ki moment ko acchi tarike se dekhna chahie aur analyses ko acche se use karna chahie to hamen loss Na Ho bahut bada kaam hai iske liye hamare pass hi hai experience aur perfect trader hona bahut jaruri hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Trade krny sy phly or trade ka duran kn batoon ka khyal rakhna chyaa

                            ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aapki is bar Sagra Karta Hun Ki aapane Ek Achcha swal kiya hai ki trade karne se pahle aur trade ke dauran kin Baton Ka Khyal Rakhna chahie there be rather frustrating Mein acchi aur kamyabi trading karne ke liye pahle Achcha knowledge or experience Hasil karne aur fir se Lagate Waqt Apne balance per Najar rakhen aur money management Karen aur Market ka mukmmal analyses Karen aur free trade ko follow Karen tabhi aap Achcha pata chal kar sakte hain
                            • #29 Collapse

                              **Trade Karne Se Pehle Aur Trade Ke Dauran Kin Baaton Ka Khayal Rakhna Chahiye**
                              Forex aur stock trading mein successful hone ke liye, aapko trade karne se pehle aur trade ke dauran kuch important baaton ka khayal rakhna zaroori hai. Yeh baatein aapki trading strategy ko effective banati hain aur aapko better results achieve karne mein madad karti hain. Yahan kuch key points hain jo aapko trading ke process ko smooth aur profitable banane mein madad karenge:

                              1. **Market Research Aur Analysis**
                              **Trade Karne Se Pehle:** Market research aur analysis sabse pehla step hai. Economic indicators, market trends, aur company-specific news ko analyze karna zaroori hai. Technical aur fundamental analysis tools ka use karke market ki current conditions aur future predictions ko samajhna aapko informed decision lene mein madad karega.

                              2. **Clear Trading Plan Banayein**
                              **Trade Karne Se Pehle:** Apni trading plan ko define karein. Yeh plan aapke goals, risk tolerance, aur entry-exit strategies ko include karega. Trading plan banate waqt specific aur realistic targets set karna zaroori hai. Yeh plan aapko disciplined aur focused rakhega.

                              3. **Risk Management Strategy Implement Karein**
                              **Trade Karne Se Pehle:** Effective risk management strategy develop karein. Stop-loss orders aur position sizing ka use karke apne losses ko limit karein. Risk management se aap apne capital ko protect kar sakte hain aur sustainable trading approach ko follow kar sakte hain.

                              4. **Emotional Control Rakhein**
                              **Trade Ke Dauran:** Trading ke dauran emotional control rakhna zaroori hai. Fear aur greed jaise emotions aapko impulsive decisions lene par majboor kar sakte hain. Apne emotions ko control karke disciplined approach follow karein aur trading plan par stick karein.

                              5. **Regular Monitoring Aur Adjustments**
                              **Trade Ke Dauran:** Trade karte waqt regular monitoring zaroori hai. Market conditions aur price movements ko track karein. Agar zaroorat ho, to apne trade ko adjust karein. Yeh monitoring aapko timely decisions lene aur market fluctuations ko handle karne mein madad karegi.

                              6. **Record-Keeping Aur Analysis**
                              **Trade Ke Dauran:** Apni trades ka record rakhein aur unka analysis karein. Trade performance ko evaluate karna aur mistakes se seekhna important hai. Record-keeping se aap apni trading strategy ko refine kar sakte hain aur future trades ko improve kar sakte hain.

                              7. **Patience Aur Discipline**
                              **Trade Karne Ke Dauran:** Patience aur discipline ko apni trading habits mein shamil karein. Market trends aur patterns ko samajhne mein waqt lag sakta hai. Patience rakhein aur disciplined trading approach follow karein.

                              In points ko dhyan mein rakhkar, aap trade karne se pehle aur trade ke dauran better decisions le sakte hain. Yeh practices aapko successful aur profitable trading experience dene mein madad karengi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ### Trade Karne Se Pehle Aur Trade Ke Dauran Kin Baaton Ka Khayal Rakhna Chahiye
                                Forex trading ek aisi duniya hai jahan success sirf knowledge se nahi, balki sahi planning aur discipline se bhi milti hai. Trade karne se pehle aur dauran kuch important baatein hain jo aapko madad karengi behtar decisions lene mein. Aayiye, in baaton par nazar dalte hain.

                                **1. Market Analysis:**
                                Trade karne se pehle market ka thorough analysis karna bohot zaroori hai. Aapko technical analysis aur fundamental analysis dono ka istemal karna chahiye. Technical analysis se aap price charts aur patterns samajhte hain, jabki fundamental analysis se aap economic indicators aur news events ko track karte hain. Is combination se aapko market ki direction samajhne mein madad milegi.

                                **2. Trading Plan:**
                                Har trader ko ek trading plan tayyar karna chahiye. Is plan mein aapke trading goals, strategies, risk management rules aur exit points shaamil hone chahiye. Trading plan aapko disciplined rehne aur emotions se door rehne mein madad karega.

                                **3. Risk Management:**
                                Risk management ek ahem pehlu hai jo har trader ko samajhna chahiye. Aapko apni capital ka sirf ek chhota hissa risk par dalna chahiye. Aksar traders 1-2% se zyada risk nahi lete. Stop-loss orders ka istemal karke aap apne losses ko control kar sakte hain.

                                **4. Market Conditions:**
                                Market conditions par nazar rakhna zaroori hai. Jab market volatile ho, to trade karna thoda risky ho sakta hai. Aapko yeh samajhna hoga ke kab trade karna hai aur kab ruk jana hai. Economic news ya events ki wajah se market mein tezi se changes aa sakte hain.

                                **5. Emotions Ko Control Karna:**
                                Trading mein emotions, jaise ke fear aur greed, bohot bura asar dal sakte hain. Har trade ke dauran apne emotions ko control mein rakhna zaroori hai. Aapko rational decisions lene hain, na ke emotional responses.

                                **6. Record Keeping:**
                                Trade karne ke baad apne trades ka record rakhna bohot faida mand hota hai. Yeh aapko apne successes aur failures ko samajhne ka mauqa deta hai. Aap jaan sakte hain ke aapki strategies kaise kaam kar rahi hain aur kya behtar karne ki zaroorat hai.

                                **7. Continuous Learning:**
                                Market hamesha badalti rehti hai, isliye aapko seekhna nahi band karna chahiye. Naye techniques, strategies, aur market trends ke bare mein jaankari rakhna aapko behtar trader banata hai. Online courses, webinars, aur trading forums aapko knowledge update karne ke liye madadgar sabit ho sakte hain.

                                **Conclusion:**
                                Trade karne se pehle aur dauran in baaton ka khayal rakhna aapko trading mein success ki taraf le ja sakta hai. Market analysis, trading plan, risk management, aur emotional control jaise factors aapko behtar decisions lene mein madad denge. Yaad rakhein, trading ek journey hai, isliye har din seekhne aur behtar hone ki koshish karte rahen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X