currency pairs me trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: currency pairs me trading

    Currency pairs made trading bahut hi useful Hoti Hai inke Jab ismein Ham trading kar rahe hote hain to iski separate ki vajah se Hamen loss bahut hi kam situations Mein Hota Hai Kyunki Agar market currency pair ki big movement bhi Leti Hai dreading Main To usse Hamare account balance ko Jyada effect Nahin Hota Kyunki ismein loss or profit bahut hi small amount Mein Hota Hai.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: currency pairs me trading

      Agar Ham currency pair Mein trading karna chahte hain To Hamen Hamesha acche pair per hi trading Karni chahie currency Peer Ki selection Hamen Hamesha Soch Samajh Kar Karni chahie Jo currency Peer bahut jyada famous ho aur bahut jyada acchi Ho Hamen Usi hi currency pair ko apni trade ke liye select karna chahie market Mein Hamesha Soch Samajh Kar currency pair per trading Karni chahie Agar market ki Munh Mein Hamare paper mein ho to hi Hamen trade Lagani chahie
      • #18 Collapse

        Re: currency pairs me trading

        Je han ager hum kamiab hona chataehain to humain currency pair per trade karna chae aur ziada earning aur learning kialy humain currency pair trading karni chae aur bhat ziada mehnat karni chae.
        • #19 Collapse

          Re: currency pairs me trading

          Assalam o Alaikum dear friends
          My dear friends ji bilkul main aapko advise karunga kya kar aapka account balance kam hai aur aapke account mein jyada money 🤑 hi nahin Hai to aapko chahie ki aapcurrency pair per trading Karan kyunki unki movement shuru hoti hai aur aapke account was nahin hoga isliye Ghar aap apna account watch nahin karvana chahte to aapko chahie Kya aap Meri instructions ko paro Karen jindagi Rahi to fir milte Hain ab Tak ke liye chawalali ki taraf se Allah Hafiz
          • #20 Collapse

            Re: currency pairs me trading

            Currency pairs mein humain hamesha trading lazmi karni chaye currency pairs mein trading kar kay hum apnay experience ko improve kar saktay hain humain chaye Kay humain currency pairs ko select kar kay achi trading karni chaye humain kise aur pairs mein trade nhi karni chaye humain hamesha currency pairs mein hi trade open karni chaye is kay ilawa humain koi aur trade open kar Kay risk nhi lena chaye aur currency pairs mein trading kay liye humain sab say phelay apni trading ko seekhna chaye aur phir imandari say apni trade open karni chaye is say ap achi earning hasil kar saktay
            • #21 Collapse

              Re: currency pairs me trading

              Dear member currency pair me trading karna bahut faydemand hai aur hum is pe trading Kar k calm feel kar sakty Hain qk is pe trade karna risky nh hota aur hum bgair kisi problem k is pe trade Kar sakty Hain aur profit Hasil ke sakty Hain dosto currency pair pe trade karni chahye qk currency pair say trade karne say hamara account safe rehta hai aur hamen account wash hone ka dar nh hota aur hum is pe trade Kar k sakoon say Sara din guzaar sakty Hain aur hamen aacount ka koi kharta nh hota aur Jo new members Hain un k liye bh current pair best Hain unko chahye k in pe trade Karen aur in pe trade Kar k apna experience build Karen aur Kum profit pe itafaaq karen aur zayada ki lalich na Karen qk agr wo gold pe trade karty Hain tu unka account wash ho sakta hai aur agr wo currency pair pe trade karty Hain tu unka account wash nh ho ga balkay mazeed learn Karen ge aur unko profit bh milay ga
              • #22 Collapse

                Re: currency pairs me trading

                Ji han bilkul theek baat hai forex mein earning Hasil karne ke liye hamen bahut jyada mehnat karni padati hai agar Ham mehnat karte hain usse hamen bahut achcha result milta hai isliye hamen chahie ki bahut mehnat se jo humne bonus Hasil kiya hai use per trade lagate waqt hamen bahut jyada market ko dekhte hue samajhte hue acche tarike se analyse karne ke bad hi kisi bhi pair per trade lagaen uske bad aap ko ek accha profit ho sakta hai principle 0.01 ke volume per hi trade lagaen agar aapko treat ke bare mein jyada knowledge nahin hai to aap kam volume per trade lagakar profit Hasil Karen
                • #23 Collapse

                  Re: currency pairs me trading

                  Forex market pr km krne se pehle ap ko chaiye k ap apna aik acha sa pair select kr lein jis ki movement achi ho phir us pr ap ko chiaye k ap analysis krna start kr dein. Kion k jb ap ki aik pair pr achi base bn jati ha to ap se profit phir ziyada door nai hota is trah km kr k ap acha profit b gain kr lete hein or dosra ap ko bot faida hota ha km krne ka so good work krhen good work ap ko good result de ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: currency pairs me trading

                    Forex members currency pairs trading karna bhi Itna Aasan Nahi hai aapko properly samajhkar aur Sahi lot size ki selection ke Sahi tarike se signals Hote trend ko follow karte hue trading Karni chahie tabhi aap trading Mein acchi profit Hasil kar sakte hain currency pairs ki trading Thodi slow movement ki hoti hai isliye aap Achcha lot size lagakar Ek chote time mein acha profit hasil karne ki koshish kar le lekin market ki movement ko dekhte hue

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X