Acha Trade Analysis k sath "Money Management" ka hona b bhot zarori ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acha Trade Analysis k sath "Money Management" ka hona b bhot zarori ha....
    Assalam o Alaikum! Dear forex members, kamyab trade analysis hona k bawajod b trader ko loss ho sakta ha.... Loss ki waja trader k account balance k lehaz sa lotsize na use kerna sa b hoti ha. Dear ham jab kisi currency pair ya commodity ki movement ko predict kerta han to market price ki movement sraight increase ya decrease nahe kerti balka market price fluctuate kerta ho move kerti ha. Is liye ager trader k account balance k motabiq lotsize na laga ho to zayada loss ho sakta ha.... Money Management trader ko account balance k motabiq lotsize calculate kerna aur her trade k sath "Stoploss aur Take Profit" k use ka batata ha, jis sa trader market ki adverse movement sa hona wala losses sa bach skta ha. Click image for larger version

Name:	images (77).jpeg
Views:	8
Size:	56.5 کلوبائٹ
ID:	12470996
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

    yes dear member aapane bahut hi acchi information hamare sath share ki Hai jab Ham Forex trading mein kam kar rahe hote Hain to usmein hamen properly Mani management agar ham ismein money management Koi usko perfect banate hain to Ham ismein jyada se jyada advantages hasil ka sakte hain isliye kamyabi tabhi Ham hasil karenge jab Ham ismein money management rules regulation and apne message per properly study karenge to Ham ismein jyada se jyada advantages hasil karne ke sath kamyabi hasil kar sakte hain isliye hamen hamesha koshish karna hogi ki Ham apne account balance ke hisab se apni lot size ki selection Karen aur apne jyada se jyada planning ke sath kam Karen tabhi Ham ismein profitable honge.
    • #3 Collapse

      Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

      Money management basically is study ko Kahate Hain Jab aap apne account per lot size ki selection according to available balance karte hain is complete study ko aap money management ko carefully focus karte hain agar aap money management rules and regulations ko carefully focus Nahin Karte to aapko Jyada Se Jyada advantages hasir nahin kar sakte isliye aapko Hamesha Forex trading main advantages increase karne ke liye money management ko focus karna Hota Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

        Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai agar aap forex market ke andar kamyabi Hasil karna chahte hain aur Forex trading Se Achcha profit Hasil karna chahte hain to is ke liye aapko Hamesha apni trade Forex rules ke mutabik open karne Hogi aur Hamesha apni trade ko Soch Samajh Kar aur proper planning ke sath aur apni strategy Banakar open Karni Hogi agar aap jaldbazi Karenge aur Forex rules ke against Apne trade ko open Karenge to aapki trade nuksan Mein Jayegi aur aap kabhi bhi Forex ke andar expert trader Nahin Ban Sakenge isliye Hamen Hamesha Apne trade ko Forex rules ke mutabik open karne ki koshish Karni chahie aur Forex rolls ke mutabik Apne trade ko open karte waqt Hamen Hamesha forex market ki movement ka analysis aur money management Karni chahie sabse pahle Hamen Different techniques ki madad se market ki movement ko analyse Karke market ka trend Maloom karna chahie aur jab hamare pass market ka trend Maloom Ho Jaaye To Hamen Apne account balance ke mutabik money management Karni chahie aur money management karte waqt Hamen Hamesha Chhoti Se Chhoti lot size Lagani chahie Taki Hamara account market ki flexible motion ko bardasht kar sake aur ham apni trade Se Achcha profit Hasil kar Saken agar aap Jyada lot size lagaenge to Aapka account market ki flexibel motion Ko bardasht Nahin kar sakega aur jaldi wash ho jaega Jiski vajah se aapko trading mein nuksan ho jaega isliye analysis ke sath market ke andar entry ke liye money management bhi important hoti hai aur Hamen Hamesha Apne trade ko money management karne ke bad open karne ki koshish Karni chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

          Hamen market ka Hamesha acche tarike se karna chahie acche tarike se Karenge Hamen Kabhi Bhi Apne kam ko jaldbaji Mein Nahin Karna chahie market ka analysis karke hi Hamen trading Jaani chahie market ki moment change hoti rahti hai Hamen market ki moment ko acche tarike se understand karke hi trade Lagani chahie Hamen Kabhi Bhi Apne kam mein jaldbaji Nahin Karni chahie Hamen Apne kam ko beshak Dil Laga Ke karna chahie aur trading money management Ka Khyal Rakhna chahie money management bahut jyada important hai agar aap money management Ka Khyal Rakhenge to have apni trade bhi acchi Kavya Raksha profit Haasil Karenge bahut money management ko ignore kar dete Hain Hamen Aisa bilkul bhi nahin karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

            Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To usmein Hamen Apna target complete karne ke sath sath rules regulation ko bhi follow karna hota hai agar Ham ismein apni lot size ki selection Karte Hain To Ham ismein Se Jyada Se Jyada advantages Hassan kar sakte hain isliye Hamen Apne account balance ke hisab se apni lot ki selection Karni chahie isliye Hamen Hamesha Jyada Se Jyada Apne experience ke sath kam karna chahie aur apni learning ko increase karna chahie Agar Ham apni learning ko increase ka Lete Hain To Ham ismein bahut jyada profitable ho sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

              Agar aap apni Udit ke jarie Achcha profit Hasil karna chahte hain to uske liye aapko market Mein acchi utrade karna Hogi Kyunki acchi trade ke jarie aise hi aap Achcha profit Hasil kar paate hain aur acchi trade analysis ke sath money management Ka Hona bhi bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab aap per market ko analysis kar rahe hote hain to use time aapko chahie kya aap apne utrade Mein money management Ko Bhi samajhne ki koshish karen aur uske rules se ko follow karte hue apni utrade ko open Karen ki kiske sath Apne trade ko profitable banaa sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

                Agar aap ek valuable trading karte hain aur ek acchi trading Karte Hain To uske liye aapko ek strong analysis ki bhi jarurat Hoti Hai Jisko aap market Mein implement karte hue trading kah Rahe hote hain aapko Agar strong analysis Karne hain to sabse pahle aapko demo account per iski practice karni Hogi Jeet Ne Jyada aap demo account per iski practice Karenge utna hi aap analysis karna from kar lenge Jab ab real-time market Mein sko use Karenge to market aapko acchi prediction bhi Degi aur profit bhi.

                Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                • #9 Collapse

                  Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

                  Assalamu alaikum their friends main ummid karta hun aap kariye their friends aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen market ko analyse CarTrade lagani chahie kyunki market ki movement jitna hamen samajh mein aaegi to ham Apne train acchi lagayenge aur hamen achcha profit bhi Hoga to hamen chahie ki ham maniki management ke mutabik apne lot size rakhen aur apne account balance ke mutabik Mani ki management Rakh Karen taki ham maarpeet mein bhej diya tha de tak mein Jude rahe hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

                    Ji aapane bilkul sahi kaha hai Achcha trade analysis ke sath money management Ka Hona bhi bahut Jaruri Hota Hai Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen money management ke rules ko bhi follow karna chahie money management ko ignore nahin karna chahie Agar ham money management ko ignore Karke market Mein kam Karte Hain To Ham market Mein Kabhi Bhi success nahin kar paate Forex trading ke Business mein Hamen Apna Kam Hamesha professional tarike se karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

                      no doubt money management hamare liye bahut hi important hoti hai agar Ham money management ko carefully focus karte Hain to definitely Ham bahut hi perfect results produced kar sakte hain Forex trading me money management hamare liye perfect ho sakti hai usmein hamare liye bahut jyada advantages ko increase karna aasan ho sakta hai isliye hamari Puri koshish honi chahie ki money management ki rules and regulations ko completely study Karen aur is per apni trading ko continue Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

                        Assalam u Alaikum dear members umeed Karta hn ap sab kheriyat sy hon gy forex main kamyab hony k liye hamain money ko management Karni chahiye market ko analysis karty rehna chahiye market k up down ko samjh kar tarde lagani chahiye gold py trade karna asaan nai hai without expirence or knowledge tarde nai lagani chahiye lot size ki small rakh kar kàam Karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

                          Assalam Walekum bhai aapane bahut Achcha Sawal kiya hai ki acchi trading ke liye money management Kaun Ham bol rahe ho rahi hai agar aap Jante Hain Kya aapko Achcha munafa ho ab Achcha prefer a Gaye To fir aap ke account mein money management khona bahut bahut jyada karta hai kya aapke pass mein nahin ho aur aap acche se profit Kama second money management bahut jyada matter karte hain Forex trading mein agar Achcha profit Kamana Chahte Hain To aapko chahie kya ok account mein Manik Hona bahut jaruri hai aapko sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

                            assalamualaikum ji han bilkul theek kah rahe hain expert trader banne ke liye sirf analyzation hi jaruri Nahin hai per ke analysing ke sath sath aapke pass money management ka bhi advanced level ka experience Hona chahie kyunki money management ke bagair aap kabhi bhi Apne account ko sirf Nahin Rakh sakte aur agar aapki trade Raat mein chali jaati hai to aap apne tamam investment se hath dho baithenge aur aapko bahut hi jyada nuksan Ka samna karna padega isliye behtar hai ki hamesha aap jyada se jyada time aur learning aur work Karen money management ko sikhane mein management money management kesariya hi aap acche trader ban sakte hain aur acchi aur nighasan kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Acha Trade Analysis k sath &quot;Money Management&quot; ka hona b bhot zarori ha....

                              Bilkul acchi trading analyses ke sath money management ke sathi Hoti Hai money management ko follow karne iske sath trading open kijiye proper planning ki Jay strategy Banai Jaaye to aap apni trade Mein accha profit Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X