jab Ham trading karne lagte Hain to new order place karne ka time aata hai to hamen kuchh points ko dekhna hota hai mujhe Hain ke pahle hamen market ki movement ko dekhna hai ki market ki instruction mein ja rahi hai market ke trend ko follow karte hue Ham new order place karte hain new order place karte hue hamen lot size ko manage karna hota apne account se balance ke according lot size rakhte Hain uske bad hamen take profit use karna hota hai jiska matlab yah hai ki khaas point per jakar hamari Jo trade hai vah profit mein close ho jayegi uske bad hamen stop-loss ko use karna hota hai yah bhi ek aisa point hota hai Jo keh agar hamara account hamari trade loss mein ja Rahi hai to hamara account safe rahata hai wash nahin hota loss ke sath hamari trade khud Hi close Ho jaati hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим