Mehant main azmat ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehant main azmat ha
    Dear forex members mehant karen es main azmat ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehant main azmat ha

    g han bht achi baat share ki ha ap ny my ap ki baat y agre ho hm ko yaha mhynat bht zada karni chahaiay agar hm mhynat ni kary gy hm ko sucess b hasal ni ho gi hm ko soch samj k st kam karna chahaiy hamare mhynt sy hm ko hamary kam my sucess haska hti ha agar hamare mhynat my quality niho gi hm ko sucess b hasla ni ho gi hm ko mhynat barkrar rakni chahaiy
    • #3 Collapse

      Re: Mehant main azmat ha

      Hangi dear AP ny sai kha Hy agar is me acha Kam Kary gay to achi earning hogi is me achi mhenat sy Kam karna chaiye taky acha Kam Kar Kay acha Bounas hasil Kar skay is me achi mhenat sy Kam karna hoga agar achi earning karni hay to achi mhenat sybkam Kary taky achi kamiyabi hasil Kar skay
      • #4 Collapse

        Re: Mehant main azmat ha

        gi Han apny biklul theek kaha mein ap ki baat sy agree hon bhi mehnat mein hi azmat ha hamein ziyada sy ziyada mehnat karni chahuye kyo ky hamesha mehnat wala insaan kamiyab hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Mehant main azmat ha

          ji Bhai aap bilkul theek bol rahe hain jab tak aap market mein mehnat ke sath Kam nahin karenge aap kabhi bhi kam ji aap nahin ho sakte isiliye aapko chahie ki agar aap forex trading mein achcha profit kamana chahte hain aur of forex trading mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko mehnat ke sath kam karna chahie market ke proper trend ko dekhna chahie aur uske bad market mein kam karna chahie kyunki jab tak aap market ke proper trend ko nahin dekhenge aur market trend ko dekhne ke bad trading nahin karenge aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte isiliye koshish karenge apne information level ko increase Karen Taki aap achcha profit Kama sake
          • #6 Collapse

            Re: Mehant main azmat ha

            g bilkol mahant main azmat hai mahant ke baghr ham kuch nai kr skty mahant se hamein acha bonus milta hai ku ke hanein ne achi se achi posting ki hoi hoti hai js se hamra bonus achaa ata hai mahant nai kre gy to ham kmiyab nai ho skty lihaza acha work kry mahant kry agr loss ho jata hai to preshan bilkol na ho or ziada mahant kry kamiyabi hamein tb he mily gi jb posting hig quality or lenghty hogi phr ja ke hamein bonus mile ga
            • #7 Collapse

              Re: Mehant main azmat ha

              assalamu alaikum ummid hi kya aap sab khairiyat se Ho Gaye chacha ke aaj ka sawal hai mehnat main to yah baat bilkul theek hai main ek aisi chij hai jo insan ko kamyab bana sakte hain mehnat ki vajah se insan aage ja sakta hai main chahie ke forex mein mehnat Karen ke Ham kamyabi ki taraf ja sake thank you
              • #8 Collapse

                Re: Mehant main azmat ha

                assalamu alaikum dear members jaisa ki aap jante hai Kya forex bahut hi achcha platform hai aur ismein aap mehnat karke bahut hi nahin kar sakte hain aur ismein bahut jyada profit hasil kar sakte hain jaise ki aap jante Hain jitne jyada mehnat hogi utna hi profit aap hasil kar sakte ho aur iske alava ya nahin hai ki ismein aap nuksan Kama sakte hain main aapke bagair koi bhi chij aap hansi nahin kar sakte bus jaisa ki aap jante Hain ki aapane koi bhi ek maa apne maqsad hasil karna hai aur is mixed ke liye apni chij per mehnat karni hai to isliye aapane ek target apna acche ek takat achieve karne ke liye aapane bus ek point Le lena aur usi par focus karna hai aur usko jitne jyada mehnat ho sake use per mehnat karne aur Jay nahin ke aapane he maintained itni jyada mehnat karoge utna hi aapka benefit hoga aur ismein nuksan ke chances bahut kam hota hai isliye Dil lagakar main Karen inshallah aap bahut jald kamyab Ho jaenge
                • #9 Collapse

                  Re: Mehant main azmat ha

                  ji baat bilkul theek hai main ek aisi chij hai jo insan ko kamyab bana sakte hain mehnat ki vajah se insan aage ja sakta hai main chahie ke forex mein mehnat Karen ke Ham kamyabi ki taraf ja sake humari mostly trades loss main hi jayain gi kyun kay earn karnay kay liye market ko understand karna aur us main positive way main trade karnay kay liye humain market ko analysis karna zarori ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehant main azmat ha

                    g han kamyab hote hain isase hamen chahie hamen samay jyada se jyada mehnat karni hogi apne experience ke sath kam karna hoga Ham jitna jyada ismein apna time in West karte hain hamen to a zada fayda hota hai aur ham apne time in West ka ok hi ismein achcha profit Ho se kar sakte apni ghalti ki vaja sy fail hota hy or lack of knowledge,lack of experience,lack of practice,lack of skills ki vaja sy nakam hota hy forex trading hy to bht profitable business lekin tab hi profit able hy jab trading ka knowledge bhe ho or trading ka experience bhe ho warna forex risky business hy ic me loss bhe bht ho jata hy agar soch smjh kar trading na ki jay tab
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehant main azmat ha

                      Ji Mere Bhai aapane acchi baat ki karo mehnat Mein Azmat Hai Kyunki Mere Bhaiya Garam Forex par kam kar rahe hain aur Kamyab Hona Chahte Hain To Humko chahie ki Ham mehnat se kam Karen aur dusron ki post ko copy na Karen Agar Ham mehnat se kam Karenge To Aise Humko Achcha bonus milega Agar Ham mehnat Se Kam Karenge To Aise Humko Achcha bonus milega isliye Humko chahie Kya mehnat Se Kam Karen aur Forex Kamyab hun Kyunki mehnat mein Azmat hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehant main azmat ha

                        g han huma apna kam ma mehnat or imandari sa karna chiya esi ma azamt hn knowledge gain nahin karo gay tab tak app ko us business ka pata nahin chalay ga aur app wahan sahi tarah kaam nahin kar pao gay aur loss main he raho gay. luck ka knowledge ky sath koi taluk nei na hi luck ka trading ky business sy koi wasta hay trader jo bhi earning karta hay sirf apny achy knowledge ki waja sy karta hay,,
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehant main azmat ha

                          Pakistan Forex forum ke platform per mehnat ki jitni value Hai shayad hi Kisi Aur chij Bhi Ho Kyunki sikhate hain aur apne aap Mein improvement Lekar Aate Hain aap kabhi bhi na chhode isiliye Pakistan Forex form ka platform jo hai yahan per mehnat kiye where you bahut jyada hai aapki main to decide karti hai ki aapki earning Kitni Hogi aur aapne Kitni earning Lekar jana hai yahan se apni mehnat per focus Karen aur Forex Jyada Se Jyada time Neta ki aapke earning bheji ho aur aapka fayda bhi bahut ho acchi Ande karne ke liye mehnat bhi bahut jyada jaruri hai isiliye main ko Kabhi Bhi Na chhode Baki merath ke sath work Karte Rahe Kyunki yah Mein kamyabi ki taraf Lekar Jaati Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehant main azmat ha

                            G ap ki bat bilkul theak ha.Hardworking is a key of sucess.Agar ap basics sekh kr trade kren gay tu ap gr beth kr forex se paisy kam skty hain.Is pr thori mehnat chahiya hoti ha aur bonus kafi milta ha lekin koi b kam ho agar sekh kr kiya jaey tu us se faida hota ni tu nuqsaan hi hota ha.Mehnat ap ne keni ha is faida b ap ko hi hona ha q k is mein skills improve kr k ap bht agy ja skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehant main azmat ha

                              Fresh mein jo member mehnat Karta Hai hard work karta hai aur time invest karta hai aur quality wala kam karta hai yakin and board member kabhi bhi Forex trading Mein nakam Nahin hota agar dear member of Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko quality wala work karna hoga aur time invest karna hoga Jitna Jyada aap Forex trading mein time invest Karenge utna hi jyada aapko fayda Milega Kitna Jyada acchi aap trade Lagane Ke Kabil Ho jaenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X