what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??
    hello all members kaise hain aap sab aaj my ny jis topic per baat ki hai vah hai ke metatrader 5 aur metatrader 4 mein buniyadi Fark Kiya hai yah donon app ek jaisi hoti hai aur metatrader 4 to Ham khud bhi use kar rahe hain Jo hamen samne baithe hai ki metatrader 4 se Hi Amit chatting start karte hain lekin aap mujhe yah bataen ki metatrader 5 kiya hai aur usmein kya kam Kiya jata hai aur kaise trading ki jaati hai aur uske kitne benefits aur kitne nuksan hai aur metatrader 4 metatrader 5 mein banyadi
    fark kaunn sa hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??

    G Bhai meta treader 4 and 5 mein difference aik tu ye hai k MT4 is 32bits but MT5 is 64 bits it is multi thread system.MT4 is very famous platform it contains 30 plus languages it contains many different function but MT5 are not very popular it contains very short details about forex treading but MT4 is more valuable it is used for forex trading it is very successful software
    • #3 Collapse

      Re: what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??

      MT4 n MT5 dono ke execution bht ache hay. N ye dodno apny users k lye kafi trading tools offers krty hn. MT4 purana version (2005) hay jo simple n easy hay, jo online retail forex market k lye makhsos hay. Jb k MT5 kch time bad ka(2010)version hay jo k multi-asset trading platform hay yani ye trade market ke all in one state hay
      • #4 Collapse

        Re: what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??

        assalamu alaikum their friends ji bilkul aapane sahi kaha hai ki mt4 aur mt5 mein kya Fark hai mt4 mein koi Fark nahin hai aur na hi mt5 mein Fark hai donon ek Hi jaise Hain per jisko jiski samajh aaye Vijay sake aur form mein hamen kuchh baten samajh aati hai aur kuchh nahin aati hai to MP4 mein hamen acche tarike se samajh jaati hai aur ham usi mein trading karte Hain jisko mt5 mein samajh aati hai vah apna mt5 mein trading kar sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??

          assalamu alaikum dear member agar aap Forex trading mein metatrader 4 aur metatrader 5 may properly differentiate karna chahte hain to iske liye aapko hamesha careful hokar trading karna hoti hai basically ine donon platform ka ek hi purpose hota hai aur inmein aap Forex trading market se connected ho sakte hain just metatrader 5 main kuchh updated services available hoti hai jiski wajah se aapko ismein kuchh differentiate karne ke liye ek acchi position available ho sakti hai aur uska kuchh jyada features hote Hain.
          • #6 Collapse

            Re: what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??

            assalamu alaikum dear agar Ham baat Karen metatrader 4 aur metatrader 5 ke difference ki to agar aap ine donon mein difference ko dekhte hain to use waqt aapko ine donon ko carefully study karna hota hai kyunki ismein aap basically ine donon ka purpose ek hi hota hai ki aapko market mein trading ke liye ek platform provide kar rahe hote Hain chair se platform hote Hain ki Jin ke jarie aap market se connected hokar market mein trading kar sakte hain metatrader 4 aur metatrader 5 main difference hota hai ki metatrader 5 mein metatrader 4 ki nesbit kam facilities available hoti hain aur yah metatrader 5 aapko Ho ho kuchh updated services provide kar raha hota hai jiski wajah se aapko trading karne mein metatrader 4 ki nisbat jyada aasani hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??

              Metatrader 4 aur metatrader 5 Ek Aisi application Hai trading platform hai yahan per koi bhi aap apne broker ka link share Karke open kar sakte hain aur is platform ko use karte hue aap reading kar sakte hain basically metatrader 4 aur metatrader 5 main features aur information ka bahut difference Hai basically metatrader 5 1 expert level traders ke liye application Banai gai hai jo ke expert traders use karte hain Kyunki usmein indicators bhi bahut jyada available hai aur bahut jyada features hai aur jab ke metatrader 4 Tamam raiders use kar sakte hain Kyunki vah Ek beginner trader ke liye hoti hai

              Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





              • #8 Collapse

                Re: what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??

                metatrader 4 mein hamara Jo Pakistan forex form mein posting se aane wala bonus hota hai vah hamari investment hoti hai Ham uski best trading karte hain iske alava Jo metatrader 5 hai vahan per aisa nahin hota vahan per Ham real investment karte hain hamen khud se apne paise apni money vahan per invest kar nahin hoti hai FIR usse milane wala profit Ham use karte hain isliye ine donon mein yah difference hai Baki donon per trading bilkul same tree kaise hoti hai aur koi nahin hai agar aap kar sakte hain to aap metatrader 4 bhi join kar sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: what is difference between metatrader 4 and metatrader 5.??

                  Metatrader 4 aur metatrader 5 Mein Koi difference Nahin Hota Kyunki agar aap metatrader 4 aur metatrader 5 mein bahut jyada difference feel karna chahte hain to isliye aapko Hamesha Jyada Se Jyada advantages ko increase karna hota hai Kyunki agar aap metatrader 4 aur metatrader 5 Mai differentiate calculate karna chahte hain to metatrader 5 main aapko Kuchh advanced features available ho sakte hain Iske alava ismein aur koi bhi difference aapko feel Nahin ho.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X