friday ko trade risky hota hy kya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    friday ko trade risky hota hy kya?
    bht sy log sochty hain k friday ko trade krna risky hotaa hy ya nii to g han,, friday ko tradee krny me risk hotaa hy,, agr ap order lgana chahty hain to wo lgayen js pe apko 100% yakeen ho k is sy apkoo profit he hogaa.. q k tb market close honi hoti hy r ksi b wqt market against move kr skti hy,..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: friday ko trade risky hota hy kya?

    Ji bilkul Friday ko trade risky hota hai Kyunki Friday ko market 12:00 Baje Band Ho Jaati Hai yani Raat Ke 12:00 Baje market Band Ho Jaati Hai Hamen Friday ko treat Nahin Lagani chahie aur Agar Lagani bhi chahie to time per close kar leni chahie Ham Hamesha apni trading Munde Wale Din Se start karen Hamen chahie ki Ham Jab Bhi trading karen to Mande Wale Din Baki ki Munh Mein usko dekh kar aur Market ki movement ke mutabik apni trade lagaen To Ham apni trading Mein Achcha profit banaa Payenge Friday Wale Din traders karna bahut hi risky hota hai isliye Friday ko trading na Karen aur Agar kabhi trade Laga Le to use close Karle market band hone se pahle
    • #3 Collapse

      Re: friday ko trade risky hota hy kya?

      apka acha sawal hy ajkal market hmari samajh nhian ati or ham jitna trade kertay hian tu hmian nuksan bhi ho sakta Hy ager member ko ziada Kam kerna hy tu woh risky trade na kray ismisn nuksan bhi ho sakta Hy likin hmian faida lenay Kay liay acha Kam kerna zore hy
      • #4 Collapse

        Re: friday ko trade risky hota hy kya?

        salaam alaikum ummid karta hun ki aap to khairiyat se HongeJi bilkul Friday ko trade risky hota hai Kyunki Friday ko market 12:00 Baje Band Ho Jaati Hai yani Raat Ke 12:00 Baje market Band Ho Jaati Hai Hamen Friday ko treat Nahin Lagani chahie aur Agar Lagani bhi chahie to time per close kar leni chahie Ham Hamesha apni trading Munde Wale Din Se start karen Hamen chahie ki Ham Jab Bhi trading karen to Mande Wale Din Baki ki Munh Mein usko dekh kar aur Market ki movement ke mutabik apni trade lagaen To Ham apni trading Mein Achcha profit banaa Payenge Friday Wale Din traders karna bahut hi risky hota hai isliye Friday ko trading na Karen aur Agar kabhi trade Laga Le to use close Karle market band hone se pahle
        • #5 Collapse

          Re: friday ko trade risky hota hy kya?

          trade ka risky hona ya na hona depend karta hai market ki situation per aur market ki movement per hamare pass market ki movement jaisi hoti hai ham log vaise hi hote hain market ki moment acchi chal rahi ho to ham log successful trader hote hain aur agar market ki movement thodi change ho jaaye jis direction mein humne trade lagai hai uski reciprocal chali jaaye to fir Ham log kahate Hain ki market bahut jyada risky ho gai hai to isliye main aap logon ko kuchh chijen samjhana chahta hun vah aapane trade lagate waqt apne mind mein rakhni hai jeene mein sabse important chij yah hai ki market ka analysis karne ke bad hamen trading ki taraf Jana chahie kyunki market ka analysis hamare liye ek preference ke taur per aata hai aur usko ham log successful banate hain kam karte hain aur uske liye han se Ham apni trading per focus karte hue khud ko Kamyab trade abhi banaa sakte hain to yah sambhal tips hoti hain tools ke taur per humne isko apne mind mein rakhna hai aur Jahan per unki nind Ho unko humne utilise karna hai to Is tarah ham log risk free trading kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: friday ko trade risky hota hy kya?

            assalamu alaikum Jay han dost offer x mein karte Hain Tum friend ko bahut hi mushkil hota kyunki market close Ho jaati haijisse gold-silver aur dusri chijon ka pata nahin chalta ki aap kis taraf move karenge. Isliye koshish karen Monday se aap trading karna chalu Karen Friday kyon kya friend hai paap ka Naya bans milta hai Allah Na Kare agar aapka market man loss kyon khatm Ho jaaye aur aapka count after aapko mehnat karne padenge aap nahin karte hain aur karte Hain isliye agar aap apna account ko bachana chahte Hain to aap Monday se trading karna shuru Karen
            • #7 Collapse

              Re: friday ko trade risky hota hy kya?

              ji han Friday ko trailer gana risky Amal Hota bilkul Nahin Koi der iski Nahin Hota Jab Insan ko business Karne Ka Tarika na Aata Ho Tu unke mind mein time table ka koi bhi spinner Suna Ho Tu business Karta rahata Hai Jiska usko Sahi Idea bhi nahin knowledge Hota Hai uske liye Rishta number ho jata hai
               
              • #8 Collapse

                Re: friday ko trade risky hota hy kya?

                Dear member Friday ko trade ise liye risky hotay hain kay Friday ko market 12 bajaye closed ho jati hai aur ise liyee phir 2 din off rheti hai ise liye koshish karen kay Friday ko trade open na hi karen aur agar open kar bhe di hai toh isko 12 bajaye say phelay hi closed kar dain hum agar Friday walay din trade lagayen gay toh humare woh trade bohat risk mein ja sakti hai ise liye Friday ko trade open karnay say avoid karen aur agar trade open bhe kar li hai toh isko jald az jald closed kar lain market kay band honay say phelay hi.
                • #9 Collapse

                  Re: friday ko trade risky hota hy kya?

                  ji aapane yah Sahi kaha hai risk Insan Ka Hota Hai bilkul Nahin Insan apni Jindagi Mein Jo mushkilat Paida Karta Hai To Khud Hi uthata Hai Iske nuksan Kisi Aur Ko Nahin Hota bolkar Khud Ko Hota Hai kya Paisa kam Karen Apne andar rassi Mandari Paida Karen jisse Aap Ko Kisi Ki
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: friday ko trade risky hota hy kya?

                    Gee fridy ko es leye risky huta hy ku k market close huny wali hutu jy.next day tu es leye aoni safty k leye trade ni lgana chaheyai agr es trha lgae gy tu loss k ssmna juskta hy esi.leye hum in chezo k khaas khyal rakhna chaheyai apny km ko achi trha say krna chaheyai agr humny kmyab huna hy tu sahii trha say agy barh sakty hy agr humny agy brhna hy tu mhnt ki zarort hy
                    • #11 Collapse

                      Re: friday ko trade risky hota hy kya?

                      Gg bilkul friday ko market jaldi
                      12 bjy off ho jati hain
                      jis ki waja sy ye kam bahut risky sabit hota ha hamen koshish karni chahye or trade ko barkrar rakhna chahye q ka forex me buisness aik risky amal hai or agar ham risk na len to ham acha trade nhi kar sakty hamen hard working or baghair depression me forex trade karna chahye lakin bahut sy log friday ko bhi risk lety hain or acha trade karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: friday ko trade risky hota hy kya?

                        Ji han yah baat bhi Sach Hai Ki Friday ko trade karna Kafi loss mein ho sakta hai Kyon Ke trade Mein Friday ko 12:00 baje se pahle Tamam market Band Ho Jaati Hain To I sjust to do not open trade do not do trade because all markets are closed so if you had opentrade so close before 12 a.m. because it is not safe at that time and I suggest you do not open trade at Friday because this could hurt your real money that you had invested in your Forex
                        • #13 Collapse

                          Re: friday ko trade risky hota hy kya?

                          dear member jab aap Friday ko koi bhi trade open karte Hain to usmein aap ko hamesha aisi trade open karni chahie jo aapki short term trading intraday trading technology ki basis per generate ki Gai ho aur aapko hamesha minimum target achieved karne ke bad foreign apni exit kar leni chahie kyunki uske bad market close Ho jaati hai aur market sometime bahut jyada gair ke sath open ho sakti hai jismein aapke liye bahut jyada advantages hasil karna impossible for sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: friday ko trade risky hota hy kya?

                            jee han yha abt ap ki bilkul darust han frioday ko trading ka kam both riskyi hota hn app boot kuch kar sakkty han lakin ager app knolwedge k sath kam karty han to app ko har time par profit dy ga is liyea app zayeda knowledge hasil kaerin or sath ma pratic kerin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: friday ko trade risky hota hy kya?

                              Dear member trading karna hi risky kaam aur jb Tak hum ye Karen ge nh tu hum kamyab nh ho sakty aur trading karne k liye sb say eham cheez experience aur knowledge hai aur apko market ki news honi chahye aur is trah ap safe trading kar sakty Hain aur Friday ko trade karna risky bh hota hai aur faida bh bhut milta hai qk is din market ki movement taiz ho jati hai qk wo closing day hota hai aur market speed k sath up ya down hoti hai aur hamen is moqay ka agr sahi istamal karna aa jata hai tu hum handsome profit hasil kar sakty Hain aur apne account balance ko double kar sakty Hain aur kamyab ho sakty Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X