Proper risk management for safe trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Proper risk management for safe trading

    Risk management bahut zroori ho jata hy jab ap aik safe aur smooth trading k khawhishmand hoon. Q k risk ko jany baghair, parkhay bahir, dekhey baghair, ap kabhi bhi agy nhe barh sakty aur na he achi earning kar saktay hain. lihaza koshish kren k safe trading klye risk management ko study kren aur us par maharat hasil karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Proper risk management for safe trading

      Hello Forex family kese aap sab log umeed krta h sab kheryet se hogy or apne work k sth sincear hogy or Forex par professionally work kr rhe hogy or dil se mehenat kr rhe hogy. Proper management kre apne sales k kamyab ho jae bs focus kre apne work pr or mehnt kre wohe kamyab hote h jo mehnt krte h
      • #18 Collapse

        Re: Proper risk management for safe trading

        Aoa
        Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab thek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur sahi kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear ham ko safe trading ka istemal karna chaiey aur ham ko proper risk management ka istemal karna chahiye is tarah karnay se ham kam krisk uthatay ahin aur ziad loss se bach jatay hain aurham ko sahi waqat ka wait karna cahiey aur sahi waqat par trading karni chahiye aur ham ko kam klot wali trading karni cahhye is tarah se ham ziada loss se bach sajkty hain aru trend ka istemal karna cahiey aur is tara h karne se ham acha profit hasil kar saktay ahn aur good earning kar saktay hain......................
        • #19 Collapse

          Re: Proper risk management for safe trading

          Karta hun ki aap sab khairiyat se honge aaj ka hamara sawal bahut important aur bahut jaruri hai proper risk management for saving rain saving trading ke liye hamen risk management karna chahie jismein Ham kam se kam risk utha aur jyada se jyada profit karte hain iske liye hamen pattern ke sath acchi opportunity ka vate Karna chahie kam lot size lagana chahie aur trend ko follow karna chahie Taki Ham loss karne se bacche ne ki acchi avail karne ki koshish karte ho achcha profit add kar saken
          • #20 Collapse

            Re: Proper risk management for safe trading

            Assalamu Alaikum Forex member ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki proper risk management for sale trading jitna jyada mehnat karke kam karenge Dada mujhe tarike se Kamyab ho sakte hame apne risk management ko pura per tarike se handal karna chahie forex members umeed karti hun kya aap sab khairiyat se honge ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki jitna jyada Ham per per mehnat karke kam karenge itna jyada hamen profit hasil hoga forex per kam karne ke liye hamare pass experience or knowledge ka hona bahut jaruri hota hai jitna jyada Ham apne experience ko use karke kam karte hain hamen achcha profit on sale hota hai forex per kam karna Koi aasan nahin hai agar mere pass se experience nahin hota to aap mein aasani se forex mein kamyab nahi hote isiliye hamen chahie kya Ham per is per kam karne se pahle demo kaun ko follow Karen aur jyada se jyada hardworking Karen hamare knowledge means izafa forex ke bare mein information jitna Dada mein apne kaam par focus karte hain time ki adjustment karke forex per kam karte hain aur quality or quantity bhai Samara kam achha hota hai to Ham aasani se forex mein acchi tarike se kamyab ho sakte hain isiliye main chahie forex pe kam karte waqt hamen apna dhyan gaon mein rakhna chahie aur jyada se jyada acchi quality ki post karni chahie aur Delhi ke target ko complete karna chahie jitni jyada mehnat karke forex per kam karenge etna Jada mein profit Ho se logon aur ham aasani se kam yaha bol sakte hain forex online business bahut achcha business hai jis per Ham Ghar baithe Hain online duty karke in commercial kar sakte hain aur jyada se jyada aur kamyab ho sakte hain aur acche se achcha knowledge gain kar sakte hain mehandi insan kabhi Na Kam nahin hota jab for expert jyada se jyada minut karenge to Ham jarur kamyab Ho jaenge isiliye main chahie kya buri imandari ke sath forex per kam karen to aage Ham acche Teri kaise kamyab Ho jaaye aur jyada se jyada in commercial Karen forex per kam karne ke liye mein time hai adjustmentt Karna bhi hota hai jabong time ke mutabik kam karte Hain to hamara kam bhi achha hota hai aur kam per achcha dhyan hota hai aur time per hamara kam ho jata hai aur hamara time bhi baat chahta hai aur ham aasani se forex mein quality wise kami kar sakte hain aur jyada se jyada profit profit b hasil karte Hain Forex online business bahut Achcha business Hai Jis Par Ram Jyada Se Jyada mehnat Karke muskurate Karke hardworking Karke Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain Forex per Ham jitni Jyada mehnat Karenge experience we use Karenge Hamara knowledge Jyada Hoga machaya knowledge use Karke kam Karenge To Ham acchi tarike se kam Yaha bol sakte hain aur Jyada Se Jyada profit and send kar sakte hain Forex par kaam karne se pahle Hamen demo Kaun per Jyada Se Jyada practice karne chahie tha kya Mein acchi tarike se Kamyab Ho Jaaye aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake Jab Ham aasani se acchi practice Karle To Hamen Forex ko join karna chahie aur ek per kam karne ke liye experience or knowledge kaun ho bahut Jaruri Hota Hai Jab hamare pass experience or knowledge Hoga To Ham aasani se Forex Mein acchi tarike se quality or quantity ke liye kam Achcha Karen Takia Mein Achcha profit se lo Jab Ham Forex Mein rules to follow karke kam Karte Hain To Hamen Achcha profit Hasil hota hai agar Ham rules koeri chat kar dete Hain To Hamari post ko delete kar diya jata hai aur Hamen bonus bhi nahin diya Jata isiliye Hamen chahie kya mrulez ko Hamesha follow karke kam karen to kya Mein acchi tarike se kam Yahan Ho Jaaye nahin aati Insan ka Bina Kam Nahin Hota mehnat karne wala Insan Jarur kamyabi Ho jata hai isliye Hamen chahie kya Hamen Jyada Se Jyada time Forex ko deta hun kya Mein acchi tarike se kam Yad Ho Jaaye aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karen for Ek Param Ghar Baithe Jyada Se Jyada mehnat Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain aur acchi in commercial Karke apni jarurat ko pura Karke Apne Lifestyle ko change kar sakte hain aur apne gharelu missile Mein Apni help kar sakte hain isliye Hamen chahie kya Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen aaram se freshman ke sath Subah Savere Hamen post Karni chahie tha kya mera freshman 201 time bhi Sada deta kya Mein Achcha profit Ho Jaaye aur ham aasani se Kamyab Ho Jaaye Jitna Jyada Ham mehnat Karenge Jyada time Forex ko Denge Kitna Jyada Mein bonus Aise log aur ham aasani se Forex Mein Kamyab Ho Jaenge trade Lagate Waqt hamare pass knowledge or experience Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai Jab hamare pass knowledge or experience Hoga To Ham aasani se Kamyab Ho Jaenge aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karenge Jitna Jyada Ham mehnat Karke kam karte hain Hamen uska fal Jarur Milta Hai Jo log Nahin Aate Hain vah Duniya ke kisi bhi Kone Mein nakam Nahin ho sakte mehnat Mein Hi Azmat Hai jitni Jyada Ham mehnat Karenge utani Jyada Mein kamyabi Hasil Hogi aur ham acche tarike se kam Yad Ho jaenge forest ko student bhi join kar sakte hain ismein iska Koi problem Nahin bus quality aapki Chalti Hai ki aap itna Jyada Achcha Khud bar Karenge aapko Itna Jyada profit Aise log aur aap aasani se Kamyab Ho jaenge trade Lagate Waqt Mein Sabar se kam Lena chahie acchi lot Ka istemal balance ke mutabik kam karna chahie Jas betiyon ka Kam Nahin Karna chahie Jab Ham aaram se prashn aaenge 17 lagaenge aur musalsal marketing ki moment to check karte rahenge motor Lagane se pahle marketing ko analyse Karenge acche analyses ka istemal Karenge To Hamen Achcha profit acche Logon aur Hamara kam se kam Yahan Ho Jaenge Agaram jazbati ka Mushaira Karenge To Ham kabhi bhi kam Jawab Nahin ho sakte Ham nuksan uthenge Hamari mistake so Jaenge aur Hamare account ko Wash Out kar diya jaega Hamen forest ke bare mein dusre Logon Ko Bhi batana chahie tha ki vah Bhi Jyada Se Jyada mehnat Karke Forex ko join Karen aur Jyada profit Hasil Karen aur aasani se kam jawab Ho jaen Forex online business bahut Achcha business Hai Jis per Ham Jyada Se Jyada mehnat Karke Kamyab ho sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen Jayegi Ham jald se jald Jyada Se Jyada time Forex ko deta kya Mein acche tarike se kam Yad Ho Jaaye aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karen Hamen Forex ke bare mein dusron ko bhi batana chahie Apne doston ko bhi batana chahie Kyunki Hamare referrals banenge aur Hamen bonus Aise Logon aur Hamen aur Jyada profit Aise log ka Hamen dusron ki help Karni chahie tha ki Hamen dusron ki Yad Karenge to vah vah Kamyab Mein To hamen bhi Allah Tala Jarur Kamyab Karega Jab Ham dusron ke bare mein acchi Soch Rakhenge to hamen bhi kamyabi Essel Hogi
            • #21 Collapse

              Re: Proper risk management for safe trading

              Assalamu alaikum expensive member agar aap the Forex market buying and selling mein chance management ko absolutely look at karte hain to aapko bahut jyada benefits available ho sakte hain no question threat control aapke liye bahut jyada useful ho sakta hai aur aapki buying and selling co profitable banane mein completely a success platform provide kar sakta hai aapko jyada se jyada benefits ko increase karne ke liye always is in line with focus karna hoga aur marketplace mein jyada se jyada benefits ko increase karne ke liye is platform according to aapki joining aapke liye crucial position play kar sakti hai.
              • #22 Collapse

                Re: Proper risk management for safe trading

                Assalamu Alaikum dear Forex member ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge Forex Mein acchi learning ke sath kam karna chahie Agar ham log forest se bahut acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen acchi main se work karna chahie pak forex Jitna Jyada mehnat se kam Karenge ham log forest se uth Nahin acchi earning han sale kar sakte hain yah Ek bahut Achcha online business hai jismein Hamen Apne
                Learning ko Behtar kar ky kaam karna chahiye Agar ham log Forex Mein acchi Ladne ke sath kam Karenge tab hi hi Hamen main Forex se bahut acchi Hasil kar Sakenge Hamen trade Mein Sabar se kam karna chahie Taki ham log Forex Mein kamyabi Hasil kar sake forest Ek bahut jyada unlimited earning Hasil kar sakte hain thank you Allah Hafiz😊😊😊😊
                • #23 Collapse

                  Re: Proper risk management for safe trading

                  Assalamu alaikum ummid karta hun sab members khairiyat se honge forex mein kamyab hone ke liye aapko business is tarah karna chahie kya aap small lot se apna kaam shuru Karen Taki aapko jo Loss ho vah bhi kam ho forex trading main risk management ko acchi tarah study karke jab Ham is per kam karenge to properly hamen profit hasil hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: Proper risk management for safe trading

                    Safe training Kya Karen jab tak market Karnal Aaina karne Aata ab tak aapane bilkul bhi today Nahin Karni market Nahin Karte To Hamen Nahin Hota Hai to koshish karen ki aap apna analyse Karke FIR trading open kar rahe hain Jab Hamen Is Tarah Se trading Karte Hain To fir Hamen Kafi Jyada bachat Mein hoti hai agar Ham Bina soche samjhe trading Karenge To Hamara nuksan Hoga aur nuksan jo hai vah Kafi Jyada Hamare liye nuksan hota hai isliye Khud bacche aur dusre Logon vah bhi isliye phone bhi bacche dusre Logon Ko bachane ki koshish karen to ummid karte hain kya aap sab dost bacha tarike se market Karnal ise Karenge Jitna Jyada market analyse Karenge utna hi aapke liye faydemand hoga to Jo dost abhi tak per Hain vah Jyada Se Jyada struggle kar rahe hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Proper risk management for safe trading

                      Assalamu alaikum bhai jaan aapane bilkul theek baat ki hai main aapki baat se agree karta hun agar aap Pakistan Forex Balam Mein working Karte Hain aapko Apne account ko safe and Secure Kaise running Milana hoga safe and Secure tarike se running milane ka matlab yah hai aapko proper risk management ko secure karna hoga
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilbarumar پيغام ديکھيے
                        Re: Proper risk management for safe trading

                        Assalamu alaikum bhai jaan aapane bilkul theek baat ki hai main aapki baat se agree karta hun agar aap Pakistan Forex Balam Mein working Karte Hain aapko Apne account ko safe and Secure Kaise running Milana hoga safe and Secure tarike se running milane ka matlab yah hai aapko proper risk management ko secure karna hoga
                        Janab ap ka account risk management kay bina manage nahi ho sakta hai. Aik acha risk management lagnay kay leye zarori hai kay ap ka stop loss, take profit or baqi sub tools ko behtar bana sakty hain. us kay leye sub tools ko sahitarha use kar kay ap achi earning kar sakty hain. Us ki base pay ap apny tools ko behtar tarha open ya close kar sakty hain or ap ko pata hota hai kay aik time mai kitni tradse ko open kar skaty hain or es tarha ap sahi trade ko sahi time pay open ya close kar kay earning kar saktay hain.
                        • #27 Collapse



                          Introduction:


                          Trading ek high-risk activity hai, lekin agar aap sahi tareeqay se risk management ka istemal karte hain, toh aap apne nuksan ko kam kar sakte hain aur apne trading career ko mehfooz bana sakte hain. Is maqalay mein, ham safe trading ke liye sahi risk management ke ahem tajaweezat par ghaur karenge.



                          Risk Management Kyun Zaroori Hai?


                          Risk management ka asal maqsad trading mein nuksan ko control mein rakhna hai. Har trade mein kisi na kisi darja mein khatra hota hai, lekin risk management ke zariye aap apne khatare ko quantify kar sakte hain aur apni tijarat ko mehfooz bana sakte hain. Yeh aapko trading career mein barqarar rehne aur istiqamat se kaam karne mein madadgar hota hai.



                          Risk-Reward Ratio:

                          Sahi risk-reward ratio ka tay karna ek ahem hissa hai risk management ka. Yeh ratio aapko batata hai ke aap kitna risk le rahe hain compared to kitna reward aap expect kar rahe hain. Aam taur par, traders 1:2 ya 1:3 risk-reward ratio ka istemal karte hain, jisme agar aap $1 risk le rahe hain toh aap $2 ya $3 ka reward expect kar rahe hain. Yeh ratio aapko nuksan se bachane aur profit maximization mein madad karta hai.



                          Stop-Loss Orders:

                          Stop-loss orders ka istemal karna ek aur zaroori tajaweez hai. Aapko har trade ke liye ek predefined stop-loss level tay karna chahiye, jahan par aap apne nuksan ko rok sakein. Stop-loss orders aapko emotional decision-making se bachate hain aur aapke trades ko control mein rakhne mein madad karte hain.



                          Position Sizing:

                          Har trade mein kitna paisa lagana hai, yeh position sizing ke zariye tay hota hai. Aapko apne trading capital ke hisab se har trade ke liye kitna risk lena hai, yeh tay karna chahiye. Aam taur par, traders apne total capital ka 1-2% hi risk lete hain, taake ek nuksan se pura capital khatre mein na aaye.













                          Diversification:


                          Diversification ek or tareeqa hai risk management ka. Aap apne capital ko alag-alag assets mein invest karke risk ko spread kar sakte hain. Agar aap ek hi asset par depend nahi karte, toh aap apne overall risk ko kam kar sakte hain.



                          Risk Tolerance aur Financial Goals:

                          Apni risk tolerance ko samajhna aur financial goals ko tay karna bhi zaroori hai. Har shakhs ka risk tolerance level alag hota hai, aur aapko apne tolerance level ke mutabiq trading karna chahiye. Financial goals tay karna bhi aapko yeh batata hai ke aapko kitna risk lena chahiye aur kitna profit chahiye.



                          Continuous Monitoring aur Adjustments:


                          Market conditions mein tabdiliyon ke mutabiq apne risk management plan ko adjust karna zaroori hai. Market mein hamesha tabdiliyan hoti rehti hain, isliye aapko apne plan ko regular basis par review karna chahiye aur zarurat padne par use modify karna chahiye.



                          Educate Yourself:


                          Apne liye behtar risk management strategies tay karna ke liye khud ko educate karna zaroori hai. Trading strategies, market dynamics, aur risk management ke baare mein seekhna aapko confident banayega aur aapko market ke complexities ko samajhne mein madad karega.



                          Conclusion:

                          Safe trading ke liye sahi risk management ek trader ke liye zaroori hai. Yeh aapko nuksan se bachane mein madad karta hai aur aapko market mein barqarar rehne mein madad deta hai. Har trade ke liye sahi risk-reward ratio, stop-loss orders, position sizing, diversification aur continuous monitoring ka istemal aapke trading career ko behtar bana sakta hai. Educated decisions lena aur market ke hawalay se mahir hona bhi aapki risk management ko behtar banata hai.


                          There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                          ​​​​​​​

                          ​​​​​​​
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            -:RISK MANAGEMENT FOR SAFE TRADING:-



                            Safe trading ke liye risk management bahut zaroori hai. Yeh kuch tajaweezat aur principles ko shamil karta hai jo aapko nuksan se bachane mein madad karte hain. Yahan kuch mudda hain jo aapko risk management mein madad karenge:
                            1. Stop-Loss Orders Ka Istemal: Apne trades ke liye stop-loss orders set karen. Yeh aapko predefined level par apne nuksan ko rokne mein madad karte hain. Isse aap apne trading capital ko bacha sakte hain.
                            2. Risk-Reward Ratio Ka Istemal: Har trade ke liye risk-reward ratio set karen. Aapka risk aapke expect kiye jaane wale reward ke mutabiq hona chahiye. Isse aapko pata chalega ki aap kitna risk le rahe hain aur kitna reward expect kar rahe hain.
                            3. Investment Capital Ka Sahi Istemal: Apne trading capital ko barabar taur par distribute karen. Ek hi trade mein adhik paisa lagana risk ko badha sakta hai. Aapko apne overall capital ka ek chhota hissa hi ek trade mein invest karna chahiye.
                            4. Diversification: Apne portfolio ko diversify karen. Ek hi asset class ya ek hi stock par depend na karen. Agar kisi sector mein nuksan ho, toh dusre sectors aapke portfolio ko balance kar sakte hain.
                            5. Market Research Aur Analysis: Pehle se hi market research aur analysis karen. Fundamental aur technical analysis ka sahi istemal karen. Isse aapko market ke trends aur possible risks ke baare mein acchi jankari hogi.
                            6. Emotions Ko Control Karein: Trading mein emotions ka asar kam karna bahut zaroori hai. Hamesha rational aur logical trading decisions lene ki koshish karen. Greed aur fear se bachne ke liye apne trading plan ko follow karen.
                            7. Risk Percentage Ka Hifazati Istemal: Har trade mein sirf ek chhota hissa (2-3%) apne total trading capital ka risk karein. Isse aap apne nuksan ko control mein rakh sakte hain.
                            8. Regularly Portfolio Ko Review Karein: Apne portfolio ko regularly review karein aur market conditions ke mutabiq apne trading strategy ko adjust karein.
                            9. Apne Aap Ko Taleem Dein: Khud ko maaliyat ke bazaar, trading strategies, aur maaliyat se mutaliq maalumat se achhi tarah se aagah karein. Jitni zyada malumat hogi, utna hi aap risks ko darust taur par tashkhees kar sakeinge aur maqool faislay kar sakeinge.
                            10. Hisaab Kitab Ka Istemal: Apne positions ka size apni risk bardasht aur market ki halchal ke mutabiq tay karein. Zyada leverage se bachain, kyun ke yeh faide aur nuksan dono ko barhane mein madad kar sakta hai.
                            11. Khabron Aur Waqeaton Se Aagah Rahein: Maaliyat ko asar andaz hone wale iqtisadi khabron aur waqeat se mutaliq rahen. Market ke shartein achanak tabdeel ho sakti hain, aur aagah rahna aapko munasib taur par jawab dene mein madad karega.
                            12. Markazi Halat Ke Mutabiq Apna Rujhan Badlain: Marketen harkati hain, aur shara'it jald tabdeel ho sakti hain. Doslapan aur market ke halat ke mutabiq apni trading strategy ko taqat dain.
                            13. Trailing Stops Ka Istemal Karein: Trailing stops aapko prices ke badhne par apne munafa ko mehfooz karne mein madad karte hain. Yeh aapko faide ko surakshit karne mein madad karta hai jabke aapki trades ko saans lene ki jagah deta hai.

                            Yeh principles aapko trading mein madadgar sabit ho sakte hain aur aapko market ke ups and downs ke bawajood safe rakh sakte hain.
                            Last edited by ; 29-12-2023, 03:11 PM.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X