Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee
    Loss ar profit he business ka hissa hotaa hy kuch log loss ko dil pe ly k Beth jaty hain are PHR further koshish ni krty jo k glt.. hmein apni gltioon sy seekhna chahiyee na k unhsi dimgh me bethaa k sochi jayen unhi k Bry Mee...
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

    Assalamu Alaikum ji bilkul nuksan se aapane bilkul Nahin ghabrana Forex trading Ek Achcha business hai ismein aapane mehnat karni hai aur aur fresh mint se kam karna hai aur hard work karna hai hai aur ismein interest lena hai to aap Kamyab ho sakte hain mehnat Karen jitne Jyada mehnat Karenge utna zyada earn Karenge aur aapko loss Nahin aaega
    • #3 Collapse

      Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

      Assalam o alaikum taman fotex trading members, g tu aj ka question hy ke loss se kabhi ghabrana nh chaheye kion ke nafa aur nuqsan yeh dono karobar ka hissa hain, kahin per faida ho jata hy aur kahein oer nuqsan, donon surtooncmb kabhi bhe pareshan nh hona chaheye kion keh allah talaa har kam ko behtar janta hy, agar ap ko loss ho bhe jai tu ghabrana nh chaheye kion keh aj nuqsan hy tu kal naffa bhe more lay ga insha allah. Joo insan nuqsan se ghabra gaya tu phir woh business nahi kar sakta. ess wajha se kabhi bhe nuqsan se mn ghabrana nahi chaheye.
      • #4 Collapse

        Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

        kyon ghabrau main chahie ya no loss to vaise bhi business ka hissa hai kyunki agar aapke business main sirf profit hai aur agar last nahin hai to fir Ho aapka business hi nahin hai aur vah to Islam nahin bhi haram hai isliye lost se kabhi ghabrana nahin chahie loss aur profit yah business ka hissa hai kabhi aapko bra fit hota hai aur kabhi aapko loss to ismein bharane wali koi bhi baat nahin hai kyon loss aapko aapki apni mistake ki vajah se hota hai aur profit aapko aapke experience aur aapke knowledge ki vajah se hota hai isliye pranali jyada increase Karen aur profit hasil karne ki koshish karen
        • #5 Collapse

          Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

          dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha to agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja sa kbi bhi preshan nhi hona chayay balkay loss ki waja jo ghalti ho usay door kren aur pehlay sa ziada mehnat k sath kam kren ta k dobara loss na ho aur ap achha profit bhi hasil kr sken
          • #6 Collapse

            Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

            dear member Forex trading jaisa platformer jisme aapko sometime nuksan ho sakta hai aapko hamesha koshish karna hogi ki is platform per jyada se jyada advantages hasil karne ke liye aapko hamesha nuksan se karna nahin chahie kyunki nuksan kisi bhi business ka paath hota hai agar aapko bhi business start karte hain to aapko profit aur nuksan apne mind mein fayda Kari kam start karna chahie otherwise aap ismein successful nahin ho sakte.
            • #7 Collapse

              Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

              Dear friends aisa hi hy ka loss sa ghabrana ni chahia ager ham forex mn loss sa ghabraee ga to kbhi bhi ham kamyab ni hn ga es lia ager hamee loss aye to hamee chahia ka ham himat sa kam karee aur loss ko recover kar ka a6a profit hasil karee thanks friends
              • #8 Collapse

                Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

                Dear friend loss or profit donon is business ka hissa hai hamen lost se gana Nahin chahie kyunki jab tak ham apna loss Nahin karenge tab tak ham profitable trading nahin kar sakte aur profitable trading karne ke liye hamen market ko follow karna hoga aur market mein acchi Tarah se analyse Karke trading Karni hogi tabhi ham profitable trading kar
                • #9 Collapse

                  Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

                  Ji han bhai jaan aapane bilkul sahi baat ki hai ki agar Ham Ne Fark Mein kam Karna Hai To Hamen Lash se gabhana nahin chahie Kyunki Forex Ek Aisa business hai jismein aapko profit bhi hota hai aur loss bhi isliye loss se aapko kabhi bhi ghabrana nahin chahie balki Masjid Sabar aur confidence se kam karte hue Apne losco recover karne ke bad profit Mein convert karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

                    ji hathiyar aapki baat bilkul sahi hai forex trading mein Jab aap kaam karti Hain to ab sar aapko loss bhi ho jata hai lekin aapko loski Surat mein kabhi ghabrana nahin chahie balki Apne hone wale loss ko apni mehnat lagane aur dobara mehnat kesariya Apne knowledge or experience ke mutabik kam karne ki koshish karni chahie aur / Kori cover karna chahie kyunki aapko achcha profit tabhi milta hai Jab aap apni galtiyan se sabak sikhate hain aur dobara pahle se jyada mehnat ko lagane ke sath kahan karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

                      Just remember aap Nahin bilkul sahi kaha hai Hamen Paras form per Jab kam Karte Hain To Ham log se bilkul bhi ghabrana nahin chahie balki is per Hamen carefully focus karna chahie Jab Ham planning ke sath kam karte hain aur different important analysis per completely study Karte Hain To Ham ismein sadasya Jyada advantages Hasil kar sakte hain isliye Hamen Hamesha Koshish Karna Hogi ki Ham Apne knowledge ko increase Karen aur apni learning ko strong banaen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

                        G Haan dosto some Sahi Kaha hai keh agr hamein trading me loss ho jay Tu qabrana nahn chahye balkeh hamein apni trade dosbra mehnat knowledge aur experience ke sath lagni chahye tahkeh hamra loss bhi recover ho jay aur Kuch profitt bhi ho jy
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

                          Ji han bilkul or se kabhi bhi nahin kar aana chahie Hamen loss ka date ka Samna karna chahie tabhi Achcha result Hasil Kiya Ja sakta hai jo log loss se dar Jaate Hain vah Kabhi Kamyab Nahin Ho paate Hamen lovs se bilkul bhi nahin karna chahie bolke Himmat ke sath kam karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

                            G haan dear sahi kaha hai loss say kabhi bh ghabrana nh chahye aur hamen chahye k loss ho jae tu loss ko face Karen aur loss ki reason ko find Karen aur isko sahi say study Karen aur phr apne knowledge aur experience ko acha Karen aur apko real account me trading karne say pehle demo account ko use karna chahye aur is pe practice Kar k apne experience ko strong karna chahye aur agr phr bh loss hota hai tu apko ghabrana nh chahye aur phr say mehnat karni chahye aur koshesh karty rehna chahye aur kabhi bh loss ki reason ko ignore nh karna chahye balkay osko strong karna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss sy kbhe b ghbrana ni chahiyee

                              ji han aapane Sahi Kaha Alwar / se ghabrana nahin chahie Kyunki Jab Ham Koi kam karte hain to hamare Mile Mein Hota Hai Ki Ham gilas Mein Kar Baithe Hain usko Hota Hai To fir Ham aage badhate hain iski Hamari kamyabi ki aakhri ji hai Rosi Hamen sikhata Hai future mein kya karna hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X