Forex man loss sa bachna k liye jaldbazi na karen....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Re: Forex man loss sa bachna k liye jaldbazi na karen....

    Helo everyone
    Jaldbazi kisi b kam mein karen to hamesha hi nuqsan hota h forex mein to khaas tor par jldi krny wala insan kbi b kmyb n hota h JALDI KA KAM SHAITAN KA HOTA HY
    Forex mein hamara main kam hota h trading ka ap trading mein jldbazi karen gy to hmesha apko loss hi hoga trading ka business hy hi sabar aur sakoon wala ap jitna zada sabr sy kam kren gy utna zada apko profit hoga
    Trading k work mein jaldbazi sy hmesha nuqsan hi hota h trading mein market loss mein b kbi kbi chali jati h to ese mein agr ham jldi karen gy to loss mein hi usko close kr den gy jis sy nuqsan hi hoga humain chaiye trading mein aram aur sakoon sy kam kren aur qimsi jaldbazi sy dor rahyn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Re: Forex man loss sa bachna k liye jaldbazi na karen....

      Dead friend aapane bilkul sahi kaha hai ki jo bhi kaam karo mehnat aur imandari ke sath complete Karen ki quality ko best banaen jaldbazi bilkul na Karen kyunki jaldbaji se hamesha nuksan hota hai agar Ham soch samajh Kar mehnat aur imandari ke sath apna Kam karte Hain to aise Ham jarur apne kam ko perfect banakar achcha bol sakte hain Jo main bar jaldbaji karte hain kam pata nahin dete Hain Ham ke kam ho jaate Hain aur vah kabhi nahin sakte
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #93 Collapse

        Re: Forex man loss sa bachna k liye jaldbazi na karen....

        Aslamualikum
        Hii everyone agr ap log chahtay hain k forex pay ap ko loss na ho to sabar say kaam karen or patience rakhen apnay kaam ko aram say or open minded kren takay koi mistake na ho or ap ko acha profit mil ske mehnat kren Forex ap ke mehnat waste nahi kray ga hard work krtay rahen or failure say na dren.
        Thanku

        اب آن لائن

        Working...
        X