loss ka matlb na kami nai h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: loss ka matlb na kami nai h

    Aslamualikum to all of U
    Loss ka matalab naķami nahi ha bilkul theek kaha aap ne . Hr loss k baad hi kamyaabi ka safar shuru hota ha isi lie kisi surat himmat na haaren . Hard work krte rahen koi bhi choti c mushkil aap ko gira na sake. Koi loss hota ha to himmat na haaren balke pehle se ziada mehnat kren taa k kamyaab hon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: loss ka matlb na kami nai h

      Yass dear bhot hi acha sawl kia hai apnaa loss ka mutlib na kami nai hai jee bulkul apna thek kha hain Pakistan forex form perKaren jyada se jyada kamyabi hasil Karenhamesha kamyabi ke liye Hi minut Karen aurlottery Ham himmat na hare Pakistan forex Karam par kaam karne wale har EK members to hamesha hi acchi kamyabi milati hai hamen chahie Ham is per extra time de din raat mein naat Karen jab minut karenge kamyabi jarurPakistan forex parampara mein din raat mein karenge karenge karenge aur acche se acche kamyabi hasil kar lenge jo bhi kam karta hai nahin ho jata haijab aap Pakistan forex forum per minut karenge to aap loss ko matlab nahin hoga aapko na kami bhi nahin ho Gaya aap kamyabi milegi Pakistan farsh par main kaun hun bahut achcha business as per kamyabi hasil karna Mara farj hai thank you Allah Hafiz
      • #78 Collapse

        Re: loss ka matlb na kami nai h

        Assalam walekum bhai jaan aapane bahut acchi baat ki hai trading ka matlab loss hone mein Na kami nahin hoti agar aapko last ho jata hai to aap ko disheart hone ki jarurat nahin hai Bal ke sahi tarike se kam karne ki jarurat hai aapko chahie ki apni mistakes ko recover Kiya Karen Taki aapko kabhi dobara last na ho sake duniya ka koi bhi business Ho loss agar aapko hota hai to aapko disheart hone ki jarurat nahin hai
        • #79 Collapse

          Re: loss ka matlb na kami nai h

          ji bilkul loss ka matlab na Kami Nahin hota isliye hamen kabhi bhi lost se ghabrana nahin chahie aur Gam mein loss hota hai to hamen Kabhi bhi Apne kam karna ki nahin chhodana chahie hamen chahie ke ham log acche tarike se kam Karen aur bilkul confident hokar kam Karen kabhi bhi himmat naam a rahe hain agar ham log himmat ke sath kam karenge to ham bahut acchi nahin kar sakte hain bahut achcha profit hasil kar sakte hain isliye hamen Meerut karte rahana chahie kabhi bhi apni mehnat ko stop nahin karna chahie is ham bahut acche nahin kar sakte hain aur hamen chahie ke ham log Apne karm ki kothi ko bahut jyada informative banaen
          • #80 Collapse

            Re: loss ka matlb na kami nai h

            Last Ka Matlab Na Kami bilkul Nahin Hai Palke na Kami to use Waqt Hoti Hai Jab Ham Koi Jyada Bada Apna nuksan Kar Ke Rah Jaate Hain ise na kam Kahate Hain kamyabi ismein hoti hai ki Ham Agar is per mehnat karte hain aur ham ek din bahut acche trader Ban Jaate Hain aur Hamen market ko samajh Jaate Hain aur Hamari Anya Lakhon Mein Hoti Hai To ismein kamyabi Hai Na Kami ka matlab yah hai ki Ham Agar flop Ho Jaate Hain Forex trading Mein iska matlab hai na Kami na Kami Se Kaise Bachana hai na Kami se bachne ka ek hi Tarika Hai mehnat Ho Jata Hai To Hamen ya nahin samajhna chahie Kabhi Kam na kam ho gaye Hamen yah samajhna chahie ki Hamari Koi Aisi mistakes Hai Jin ki vajah se Hamen loss ho raha hai agar Ham Apne mistakes Ko pakdenge Agar on mistakes ko Ham Dur Karenge To Ham Kamyab Ho Jaenge aur loss ya na Kami se behte Rahenge Humne Khyal Rakhna chahie aur Hamen nahin karna chahie Hamen profit
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #81 Collapse

              Re: loss ka matlb na kami nai h

              assalamu alaikum ummid karta hun Pak forex ke tamam member khairiyat se hon ge ji han Pak forex ke andar loss ka matlab na kami nahin hai balke loss ka matlab yah hai kah Ham apna Kam sahi tarike se nahin kar rahe is liye hamen chahie kah Ham apne kam ko sahi tarike se Karen Taky hamen loss na ho jab Ham apna Kam sahi tarike se karen ge use sahi waqt per karen ge to is se hamen loss nahin ho ga agar hamen loss hote Hy to hamen chahie ki Ham apni mehnat ko zyada Karen taake hamen phir dobara loss na ho

              اب آن لائن

              Working...
              X