how can we manage our trading risk ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how can we manage our trading risk ??
    Assalam o Alaikum dear friends kaise hain aap ??
    dear friends aaj ka mera topic hai k ham Forex trading main apna risk kis tarha manage kar sakte hai our loss ko kiss tarah control kar sakte hai dear friends jese k ham sab jante hai Forex main hamari kamyabi ka inhasaar hamare Forex k about Good knowledge and experience par hota ha our hamare Forex main apne risk manage par hota hai k ham kis tarah apni trade ko manage karte hai our kis tarah trade kar rahe hai so aaj ham is par bat karne ge

    How to manage risk in trading ??

    dear friends Forex main ham tab hi kamyab ho sakte hai agar ham apne risk ko control karen our loss ko control karen agar ham aisa nahi kar rahe hai to ham loss hasil karen ge jis ko ham recover nahi kar sakte ha our ye loss hame Forex se out b kar sakta hai is liye risk ko manage karna bohat zaroori hai agar ham apne risk ko manage karna chahte hai to hame mandarja zail points ko mad e nazar rakhna ho ga

    • sab se pehle trading k about Good knowledge and experience hasil karen
    • demo par practice karen
    • Good analysis ka use karain
    • apni khud ki strategy banaye
    • market main apne dosre seniors se mashwara zaroor karen
    • lot size ka use soch kar karen
    • agar aap k pass small capital hai to try kare k chota risk len
    • apne capital k 5% se about kabi b risk na len
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: how can we manage our trading risk ??

    Forex trading mein Ham apne ko manage kar sakte hain kyunki agar Ham apne account capital ke mutabik lot sage istemal karte hain aur mehnat aur jyada jyada kamai Ki lalach nahin karte to Ham apne account ko manage kar sakte hain aur apne account ko vash hone se bacha sakte hain isliye sab members ko chahie ke vah Forex mein apne account capital ke mutabik ki lot size istemal Karen aur kabhi bhi jyada lalach na Karen aur hamesha sabar ke sath trading Kare to vah apne account ko minut kar sakenge aur apne account ko wash hone se bacha sakenge shukriya
    • #3 Collapse

      Re: how can we manage our trading risk ??

      assalamu alaikum friends mermaid karta Hun ki Tum Ham dost khairiyat se honge to do ja sake aapane kaha how we can manageable trading risk to do safe trading risk or manage karna hamare bahut lajmi hai gram trading Disco marriage nahin karte to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte aur dost trading risk management Ham kis tarah se kar sakte hain to aapko chahie kya aap apna lot size kam se kam rakhe aur is tarah TP bhi kam rakhiye aur stop-loss bhi kam rakhe hain to dost is tarah se aap kamyabi hasil kar sakte hain to dost se yah TP aapki shaadi honi chahie aur as compared to TP stop-loss kam hona chahie to dosti is tarah se aapko risk management acchi tarah kar sakte hain aur dost aap achcha profit hasil kar sakte hain aur acchi destination Tak pahunch sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: how can we manage our trading risk ??

        My dear forex friends ham ye techniques ka istmal kr k apni trading m risk ko manage kr skty hein
        1. Planning Your Trades.
        2. Consider the One-Percent Rule.
        3. Stop-Loss and Take-Profit.
        4. Set Stop-Loss Points.
        5. Calculating Expected Return.
        6. Diversify and Hedge.
        7. Downside Put Options.
        8. The Bottom Line.
        • #5 Collapse

          Re: how can we manage our trading risk ??

          Hi dear I'm totally agree with you apne bahot hi detail se sab btaya hy forex mn kayabi k liye trading risks management bahot zarori hy Tab hi hum profit earn kr saktay risks management k liye chand tips pesh e khidmat hn kam se kam volume se trade open kren with take profit and stop Los sirf usi currency pair ya Metal pe trade open kren jis k analysis clear hun to es trah forex mn baghair loss se bahot sa profit earn kr saktay hn
          • #6 Collapse

            Re: how can we manage our trading risk ??

            Demo pratice sb se acha point ha is men jo galti log krte hna is me wo yah k dmeo me balance leta hn 10000$ ka aur real account start krte hn wo 100$ aur trading me risk wo 10000$ ki capital ki tarah lete hn is lea demo bhe itna ka he bnanae jitne k apne real se start krne ha take apke sare practice usi hisab se ho
            • #7 Collapse

              Re: how can we manage our trading risk ??

              Dear brother forex trading totally risky business hey iss men risk k bagher kamyabi nhi milti aur risk ki waja se bara loss bhi ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir risk management karen aur apnay balance k hisab se hamesha chota risk len aur kabi bhi 30 percent se ziyada risk nah len tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur jo log risk lenay se dartay hen woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay
              • #8 Collapse

                Re: how can we manage our trading risk ??

                Assalamu alaikum girlfriends Muhammad karta hun aap badhiya se honge their friends ham jante Hain Forex trading mein lala nuksan ki taraf le jaati hai to main Khush ishq mein ho gai thi jab ham Apne trade lagaen tum senior ki madad se lagaen aur analyse it karte hue market ke movement ko dekhte hue lagaen ke hamare trade nuksan mein karenge kyon ki lalach karne se hamen nuksan Hoga h hamen se bachna hoga
                • #9 Collapse

                  Re: how can we manage our trading risk ??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
                  Assalam o Alaikum dear friends kaise hain aap ??
                  dear friends aaj ka mera topic hai k ham Forex trading main apna risk kis tarha manage kar sakte hai our loss ko kiss tarah control kar sakte hai dear friends jese k ham sab jante hai Forex main hamari kamyabi ka inhasaar hamare Forex k about Good knowledge and experience par hota ha our hamare Forex main apne risk manage par hota hai k ham kis tarah apni trade ko manage karte hai our kis tarah trade kar rahe hai so aaj ham is par bat karne ge

                  How to manage risk in trading ??

                  dear friends Forex main ham tab hi kamyab ho sakte hai agar ham apne risk ko control karen our loss ko control karen agar ham aisa nahi kar rahe hai to ham loss hasil karen ge jis ko ham recover nahi kar sakte ha our ye loss hame Forex se out b kar sakta hai is liye risk ko manage karna bohat zaroori hai agar ham apne risk ko manage karna chahte hai to hame mandarja zail points ko mad e nazar rakhna ho ga

                  • sab se pehle trading k about Good knowledge and experience hasil karen
                  • demo par practice karen
                  • Good analysis ka use karain
                  • apni khud ki strategy banaye
                  • market main apne dosre seniors se mashwara zaroor karen
                  • lot size ka use soch kar karen
                  • agar aap k pass small capital hai to try kare k chota risk len
                  • apne capital k 5% se about kabi b risk na len
                  Their friend Pakistan forex business totally risky business hai ismein hamen market ki moment ke mutabik risk Lena Hoga aur apne equality ke mutabik risk Lena Hoga agar aap apni equality se a Saiya dhara uski lenge to aap nuksan mein chale jaenge isliye hamen Soch samajh Kar kam karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: how can we manage our trading risk ??

                    Assalamu alaikum dear members I hope you all are fine I am also fine and ok one thing keep in mind Kya main apne isko ko kaise manage karna chahie koi bhi business Ho vah risky jarur hota hai bus mere is per jarur hota hai hamesha risky kam Karen aur is ko Dil karne ke liye aapke pass skills hona chahie knowledge hona chahie experience hona chahie to koi bhi kam mushkil nahin hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: how can we manage our trading risk ??

                      Assalamu alaikum dear friend aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen overtrading mere ishq Lena Nahin chahie jab tak market ki movement samajh mein a jaaye to hamen trade Nahin lagani chahie unke acche signal Ka vate Karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: how can we manage our trading risk ??

                        Dirac member of bahut hi Achcha topic Dil Ka kia hua usko bahut hi acche tarike se explain Kiya dear Forex member Hamesha koshish karen ki apni trading ke management Karen Kyon Kata Forex member Jab Hamen Forex form per yah Forex trading Mein Hamen loss hota hai To ismein Hamen Apne last ko recover karna bahut hi difficult hota hai aur Forex member Hamesha Ham Apne acchi management ke through hi Ham ismein Apne dost ko recover kar sakte hain dear Forex member koshish karen ki apni Jyada Se Jyada strategies ke sath apni trading short Karen aur ismein Achcha advantage Hasil Karen your Forex member Agar Ham ismein koi bhi risky trading Karte Hain To usko Ham manage bahut hi carefully karna chahie Kyunki dear forest member risky trading co Mein Nahin Karna bahut hi important hota hai aur ismein Agar Ham isko management Nahin Karte to is Hamara Kaun to vah bhi ho sakta hai.
                        ......Forum is a great place for traders talk.......
                        • #13 Collapse

                          Re: how can we manage our trading risk ??

                          walaikum salam Dirac memory ummid karta hun aap sab khairiyat se honge yah hamen Pakistan Forex mein trading karte waqt risk Lena chahie kyon ke bagair iske liye ham Kabhi kamyabi hasil nahin kar sakte hamesha kamyabi hasrat karne ke liye risk Lena bahut jaruri hota hai jab ham trading Karen to hamen pura experience or knowledge Hona chahie trading share rated aur market ko jyada se jyada Karke trading karne se ham Apne profit hasil kar sakte hain.
                          Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                          • #14 Collapse

                            Re: how can we manage our trading risk ??

                            G hum apna trading loss risk proper planing or ak good or profitable stretghy creat kr kr skty hain hunain chahey k hum humesha soch smjh kr trade open krain to hi hun risk control kr skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: how can we manage our trading risk ??

                              Yes you are right my dear friend week and manageable rescue only by the planning isliye main Jayegi Ham planning acchi istemal Karen aur acchi planning Karen aur planning ke sath Kam Karne Wala kamyabi Hasil karta hai aur hard work karna chahie hard work Aane Wala kamyabi Hasil karta hai isliye Ham acche paise Kama sakte hain Businessman Ban Jaenge isliye message kar sakte ho Achcha kam kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain but Hamen sirf aur sirf Achcha kam karna hoga aur acchi kamyabi Hasil karna Yogi joki Hamare liye bahut jaruri hai aur acchi savat Hogi isliye message kar sakte hain aur Achcha kam kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen demo account use karna hoga jo ki Hamare liye accha sabit hoga aur ham Achcha kam kar lenge aur acchi kamyabi Hasil kar lenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X