Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen
    Dear brothers forex trading men aj kal news market pe bahut ziyada effect karti hen aur jo log news ko follow kartay hen woh zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen lekin kabi kabi market news k opposite move kar jati aur bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir news k sath sath apnay knowledge aur experience pe ziyada depend karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
    Dear brothers forex trading men aj kal news market pe bahut ziyada effect karti hen aur jo log news ko follow kartay hen woh zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen lekin kabi kabi market news k opposite move kar jati aur bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir news k sath sath apnay knowledge aur experience pe ziyada depend karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    assalamu alaikum friend main use keyboard important se live news mein bahut jyada categories hai agar newsletter to high impact Karne wali hai uska lag system agar news Kam Karne wale to uska kam aasan hota hai isliye hamen chahie kya Ham news ko rate karna sikhe aur usko samjhe
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

      rader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum suces hon gay aur hamain news ko dekh k hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi planing karna ho ga tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur news market k bary m ain achi information dety hain so hamain is say kam main bi faida ho saky ga aisa ke Ham sab log jante Hain ki news ka Forex per bahut asar hota hai isliye hamen chahie ke hum news ko parhen aur uske asar se hasil hone wale fayde ko hasil Karen aur agar nuksan hai to usse bachain. Wese mere khyal mein to koshish ki jaaye ki news ke time par koi trade na lagai jaaye use waqt Tak jab aap news ko Puri tarah samajh na jayn Is business mein news ka effect bahut hi jyada hai news Jab Aaye To Hamen bahut hi Dhyan Dena padta hai Ya Na Ho ke Udhar Se news Jai Ho Aur kidhar se aap Prit Laga De agar aap Aisa Karte Hain To Yaar Uske khilaf hai aapka account wash ho jata hai aur block hone ke bich chance Hote Hai
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

        Dear forex member g han bilkul forex mein news ka bht asar hota hai markeet ki movement mein worldwide news trading pairs pr asar rakhti hain ap jis currency pr trade kr rahy usky bary mein news ko lazmi parhen news ka bht impect prta hai currency pr lekin usky sath sath apko technical analysis bhi any chahye is sy apko double faida hoga aur ap trade win krky profit hasil kr sken gy apko sirf news pr hi depend nhn krna chahye technical analysis bhi anay chahye aur mehnat krky ap achy trader bn skty hain hamesha trade sy pehly analyse kren usky baad hi trading kren aik hi chez pr depend mt kren ziada sy ziada knowledge hasil kren takeh ap ziada earning kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

          Assalamu alaikum dear friend ji han bilkul aapane sahi kaha hai hai jaisa capsule jante Hain Kiya jab Ham apni news read karte Hain to Ham uske par depend ka hota hai ki hamari trading kaisi ho gaye agali trading are main use red karke hi karni chahie jiski vajah se Ham achcha profit Hasil kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

            Forex business mein news ki buht ziada ehmiyeet hoti hai kiok jab news hoti hai tu forex market ki movement buht ziada fast hoti hai aur movement buht ziada hoti hai agr hum news ko dekh kar samjh kar trading kartay han tu hi trading se faida hota hai aur agr news ko follow nahin karain gey tu loss bhi ziada hota hai forex mein news ko follow karna zaroori hota hai phr hi Achi trading kar kay earning kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

              G bara acha sawaal pocha aap ney. G kar saktay hain aap news pe inhesaar. Laikin sath kay sath acha analysis bhi kar laina chahie. Saara focus news par he nahin rakhna chahie. News humen ishara de sakti gain laikin exactly kuch bhi Kaha ja sakta kyun keh currency ki trading men market bari taizi se fluctuate hoti hai. Toh achi trah analysis kar kay trade karain.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

                Dear member aajh kal news market pay bohat hi zayada effect karti hai aur jo loog news ko follow kartay hain woh acha profit gain kar saktay hain lekin baaz oqaat aisa bhe hota hai kay news market kay bilkul opposite move kar jati hai his say humain loss bhe hota hai ise liye is soorat mein ap apnay experience say apnay loss ko bacha saktay hain kyun kay news achi cheez hai trading kay liye lekin agar news opposite move kar bhe jaye toh ap usay açhay experience aur achi knowledge say us par kaboo paa saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

                  assalamu alaikum ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge Dear forex member g han bilkul forex mein news ka bht asar hota hai markeet ki movement mein worldwide news trading pairs pr asar rakhti hain ap jis currency pr trade kr rahy usky bary mein news ko lazmi parhen news ka bht impect prta hai currency pr lekin usky sath sath apko technical analysis bhi any chahye is sy apko double faida hoga aur ap trade win krky profit hasil kr sken gy apko sirf news pr hi depend nhn krna chahye technical analysis bhi anay chahye aur mehnat krky ap achy trader bn skty hain hamesha trade sy pehly analyse kren usky baad hi trading kren aik hi chez pr depend mt kren ziada sy ziada knowledge hasil kren takeh ap ziada earning kr sken
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

                    Assalamu Alaikum Jija se kya aapane kaha kya main use per fully believe kar sakte hain Hamen chahie ki Forex trade mein news bhi Dekhen lekin har channel ki news Dekhe Har Taraf ki news Deccan Kisi news Mein Kuchh a Raha Hai Kisi news Mein Kuchh aur Hamen Uske analysis nikaalen use analysis ke bare mein pata chalega ke mein kaun sa se Mara Jo se Hamara ke usmein profit Hoga jio sim Nahin a Raha Hai usmein Koi Na Koi Na Koi problem Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

                      Assalamu alaikum kesy hein sub umeed krty hein k ap sub Harriet sey hon gay or sub apna apna kam achy sey kr rahy hon gay ji sir apka question valid hai agr ap news daily basis par dekhty hein apko acha experience milta hai apko market ki movement ka pta chalta hai ap ko pta chal jata hai k tp or sl kub lgana hai Kon sey time exact rahy ga esitrah hum aik acha profit gain kr sakty hein
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

                        Assalamu Alaikum dear Forex members Jab Tak market ki ki news Ko Nahin dikhate rahenge tab tak ap achy trading kar sakte hain aur na hi acche trader Ban sakte hain Achcha trader banne ke liye aapko market ki movement Ka Pata Hona chahie market ko analysis karty rahy taky ap aik trader ban sakain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

                          Ji nahin Forex trading main use per depend nahin kar sakte hamen khud market ko analyse karna chahie market ke signal ko jaj karna chahie uske bad ham trade lagaen Varna nuksan hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

                            Forex Mein kam karte hue Hamen Forex news ko read karna chahie aur unhen follow karna chahie Kyunki 95% news accurate hoti hai isliye Hamen news ko bhi follow karna chahie aur jab Ham news ko follow Karenge Hamen bahut acche experience Hasil Hamen chahie ki Ham pahle news ko read Karen Uske bad market Ho Gai lies Karen tab Hamen market ki movement ka knowledge Hasil hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading men hum news pe fully depend kar saktay hen

                              G bilkul dear members
                              News bhut zayda effect krti hay q Kay forex trading main news pay but zayda depends krti hay is say humen economic ka achy say pta chl Jaya hay or hum tab hi kamyabi hasil kr sakty hain jab humen news Kay Sath untouched rahen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X