Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

    Stop loss use karne ka bahut jyada fayda hota haiyah kaisa point hota hai jo ki Ham trading market mein select karte Hain ke agar is point per market chali jaaye to hamen Jo loss ho raha hai use loss ke sath hamare trade close ho jaaye iski vajah se kya hota hai ki hamen to ya fayda hota hai hamara account watch nahin hota Jo hamen loss hota hai vah loss from bad mein recover kar lete hain aur fridge ki vajah se Ham bahut jyada profit bhi game kar sakte hain bad mein aur agar Ham stop-loss ko use nahin karte Ho Rama account wash Ho jata hai to fir ismein hamara apna nuksan hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

      Assalam o alaikum,'g dear friends,hamen stop loss use krna chaheaye jis s hamara account wash hony s Bach jata hy,small lote size lagany s hum her chez s safe hojaty hyn,'hamen mahnat or lagan k sath sath a hy rules ko bhe use krna chaheaye,takeh ak best business man and ak kamyab traders bn saken,ager hamara bounce acha hota hy or hum Small lots size lagaty hyn to hamara account wash hony s Bach jata hy,"stpe lose he ak Small lote size hy
      • #18 Collapse

        Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

        G W. Salam!
        Bara he acha aur reasonable sawaal kiya hai aap ne keh stop loss ko use karne ka kya faida hai. Stop loss aik strategy ya trading ka tool samjh lain jissay humen kisi bhi pair ki trading kartay huay aik khaas point par set kar detay hain. Jab trade ka loss uss point tak gir jata hai toh hamara order khud ba khud stop ho jata hai aur iss se hum ziada loss se bach jaatey hain
        • #19 Collapse

          Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

          My dear forex friends stop loss ka y faida hota hy kih jab hamari trade loss m jati hy or han n stop loss nhi lagaya hota to hamra account wash ho skta hy is liy agr stop loss laga ho ga to loss to ho ga lkin os ko recover kia ja skta hy lkin agr account wash ho jaiy to os ko recover krna bohut mushkil hota is liy jab bhi trade open karen to stop loss or take profit ko lazmi use krna chahiy
          • #20 Collapse

            Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

            Forex trading karte hue Hamen stop loss use karna chahie Star Plus use karne ka Hamen ya fayda hota hai ki Ham Kabhi Bhi Jyada loss ka Samna Nahin Karte Agar Ham stop last complete calculation ke sath Lagate Hain To Hamara account kabhi bhi watch Nahin ho sakta aur na hi Hamen Jyada loss ka Samna karna pad sakta hai isliye Hamen stop-loss Jarur active karna chahie stop-loss ke bagair Ham kabhi bhi Forex main proper tarike se Kamyab Nahin Ho Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

              Treading main stop loss ki bht hi ziyada ahmyt hy hm jitna ziyada forex treating Main stop loss ka istml kra ga utna hi acha sa hm treading kr saky GA profit hsil kr saky apna loss hona sa account wash hona sa bech saky ga tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt sa soch semjh kr konwldg or experience ky sath treading kra ga tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
              • #22 Collapse

                Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                Hamen Apne trade Mein Hamesha stop-loss Ka istemal Karna chahie stop-loss ko istemal karne se Hamara account Se rahata Hai Hamara account was hone se Bach jata hai Hamen Hamesha acche tarike Se Hi market Mein trade Lagani chahie trading karne mein jaldbazi to bilkul bhi nahin Karni chahie Hamesha market Ko Dekhkar trade Lagani chahie aur Market ki situation ko Samajh Kar Hi trade Lagani chahie market ko samjhe bagair Hamen market Mein Kabhi Bhi trade Nahin Lagani chahie
                • #23 Collapse

                  Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                  assalamu alaikum ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki stop-loss use karne se kya fayda hota hai to aapko Bata to chalenge stop-loss use karne se Hamara account wash hone se bacha Jata Hai ek limit Tak Hamen loss aata Hai uske bad Hamen trading ruk jaati hai agar Ham stoploss nahin lagaenge to Hamara account wash bhi ho sakta hai Hamen chahie ke ham market ko apne Tak aane de agar Ham market ke Khud Tak aane ka intezar karenge to Hamen bilkul bhi loss nahin hoga balki Hamen profit hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                    Market Mein traders ko apni trade mein stop-loss ko loss mein use karna chahie Kyunki yah stop-loss Undisputed ke liye bahut jyada helpful hone ke sath sath bahut jyada profitable bhi hota hai agar vah market Mein Apne account ki safety karna chahte hain aur apne trade ko bhi profitable banana Chahte Hain To uske liye aapko chahie ki aap apne utrade Mein stop-loss ko last Mein use Karen Kyunki yah stop lost aapke loss ko maximize kar deta hai aur aapka market mein bahut bade nuksan se bacha leta hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                      Stop loss ke usse Ham apni trade ko kam se kam loss mein close kar sakte hain Ham Apne account ko secure kar sakte hain wash hone se bacha sakte hain Agar Hamen feel ho raha hai ki Hamara Kaun behosh hone wala hai To Ham stop-loss ke use se apne account ko safe Rakh sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                        G assa hi hai apni trading opportunities mai stop loss ka lazmi kabhi na kbhi istemal krna chiye takky hammy shi se andaza hu jy or shi de hamr trading achi hu skky yeh aik best planning wala platform hai jahan achi planing ki jygi tu hi ham acha kama skky gy is mai lehaza acha plan karain or fptrc mai tb hi success ko ham gain kr payengy jitna ham kmiyabi ki taraf jaty jayengy utna ham expert bnaty jayengy
                        • #27 Collapse

                          Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                          Assalamu alaikum dear friend ji han bilkul Ham stop-loss ko use karke apni trading ko bhi secure kar sakte hain aur apne account ko bhi secure karke acchi trade kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                            Assalamu Alaikum umeed karta hun kya Tamam dost Harriet se Honge stop-loss ka matlab yah hai ki Hamen loss Ko rokana Hoga jisse Hamen Kafi fayda Hoga isase Hamen lost kam aaega
                            • #29 Collapse

                              Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                              Stop loss Lagane se Ham apni trade ko Kamyab banaa sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Ham bhi apni tradeco banane ke liye Hamesha careful hokar kam karna chahie Hamen apni trade Mein stop loss or profit ke liye mitcoe bilkul teen Jagah per set karna chahie Taki Ham apni trade ko Kamyab Bana Ke Achcha profit Hasil kar sake Hamen is business main Hamesha Jyada Se Jyada Karni chahie aur apni trading Mein jaldbaji Nahin Karni chahie trading Hamesha confidence ke sath Karni chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                                ji Bhai aapane bahut theek baat bhi hai main aap kis baat se agri karta hun stop-loss ek aisa step hai jo ki college ki taraf se mila hai yah hamare liye bahut hi movie hai kyunki agar hamen market ka pata hai agar humne analyse Kiya hua hai tab hi miss ko use kar sakte hain otherwise agar Ham isko use karte hain to fir hamen loss hone ke chance is bahut jyada ho jaate Hain ya hamare kaun kauwa hone se bhi bacha tha hai isiliye ji ek bahut hi achcha step hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X