Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop lose estimal krny se kya faida hota hy
    Asalam-o-alaikum dear forex forum friend ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge Ji Main yah puchna Chahta Hun K Stop lose estimal krny se kya faida hota hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

    G Han...apka Question Bahut acha hu..
    Am new here please tell me Some Seniors
    • #3 Collapse

      Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

      G han dosto bilkul forex trading mein stop loss kia istemal karna sy humara account safe rahata hai aur hamara account wash bhi nahin Hota humesha small lot kia istemal kary aur tarde lagty waqkt Stoploss kia ismtel karn na bhuly Stoploss sy humara apna he fayda hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

        dear friend forex trading mn safe aur achhi trading k liay stop loss ko use krna bahot zroori ha keun k stop loss account ballance ko safe rakhnay k liay bahot achha tool ha keun k agr ap trade mn dtop loss ko use nhi krtay to trade ziada loss mn janay sa apka account bhi wash ho skta ha
        • #5 Collapse

          Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

          trading karte hue javanon ko entry lete hain to use waqt essel OTP ka lagana bahut jyada jaruri hota hai kyunki essel OTP hamare liye bahut jyada jaruri hoti hai aur s l ka matlab hota hai ki Hamen isase Jyada se Seattle wash Nahin hota OTP ka matlab hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

            Assalam o Alikum umid hy ap sab theakh Hun gy friends stop loss estimal Kar ky sy humy bohut faida HOTA hy us Ka faida ye HOTA hy ky jab market ki movement humari trade ky reverse ho jay Tu humy jab bohut Zaida loss hona Start ho jay Tu phir ik limit par ja ky humari trade band ho jati Hy aur humara account wash ho jata hy aur is sy humy bohut loss ho jata hy is ly jab hum NY stoploss ko estimal Kar ky bohut Zaida loss hony sy Bach sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

              Dear brother forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey kiun k stop loss hamaray account ko safe aur secure rakhta hey aur stop loss ki waja se loss ko aik jaga fix kar letey hen aur baray loss se bhi bach saktay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                Stop-loss istemal karne se fayda hote hain ji doston bilkul top La use time Ham istemal Karti Hain Jab Hamen Kahin aur kam karna Hota Hai Star Plus 1 timing hai ki use time use Waqt stop aapka look ruk Jata Hai Jab Botal Mein true but I'm a jata hai use per trading last mein ho ya profit mein ho vah Vahi par adekola ho jata hai isliye members ko chahie ki vaaste of luck Shuru
                • #9 Collapse

                  Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Hanif_khan686 پيغام ديکھيے
                  Asalam-o-alaikum dear forex forum friend ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge Ji Main yah puchna Chahta Hun K Stop lose estimal krny se kya faida hota hy.
                  assalamu alaikum Star plus ek bahut hi m kahan mein layak agar aap chahte hain kya aap ka kaun washna ho aur limit kamre hai to isliye aapko stop-loss lagana lazmi hai jab stop-loss lagaenge taise aapka se tarike se acchi samajh bhi hai ki aur aapka kaun sa bhashan sabhi mehfooz rahega
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                    Dear forex members. forex trading mein stoploss ko use krna bht zruri hai stoploss us time apko bht faida phnchata h jb markeet apky analysis ky ulat tezi sy chali jati hai tu stoploss pr akr apki trade close ho jati hai jis sy apko ziada nuqsan hony bach jaty hain jis sy apka baqi balance secure ho jata hai aur apko faida hota hai aik acha trader hamesha stoploss ka istemal krta hai takeh jb markeet ulat jaye tou uska account wash hony sy bach jaye agar ap stoploss use nhn krty tu apka account wash hony ka khatra hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                      Dear yah bat to ham janty hai k forex main market bary taizy se move karty hai. to lazmi hai k ham jo b order lagain to bary sooch samjh kar kam karain or her order lagany se pahyl market ki achi tarah daikh lain . q k jab ham order laga daity hai to us k bad ham just wait karny ka alawa market main enter ho gy to ham ko loss a sakta hia. or ham apny capital ko b save rakhana hai to hamary lai lazmi hai k ham market ki daikh kar (support and resistance ) ham na stop loss and take profit lagain to ham apna capital loss se bacha skata hia or yah faida hia stop loss ka and take profit ka
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                        Forex Mein Star Plus ki bahut jyada ahmiyat hai agar aap trade ke liye stop loss Nahin use karte to aap loss kar dete ho ya 1 level hota hai jo Ham trade Mein set karte hain is level ko set karne ke bad kya yah level hit hota hai to market automatically aapki trade ko close kar deti Hai Isko Hamesha lost one side per set Kiya Jata Hai yah aapki pet ko big loss se bacha Hota Hai Agar market mein Ham stop loss use karte hain to hamen ismein acche se bhi apna Kam hustle ho sakta hai aur ham kamyab ho sakte hain aur jo logon Ko bhi ismein kamyabi hoti hai to sirf unka kam aasan hota hai lekin hamen ismein us waqt aquasan hona chahie jab tak Ham apna Kam achcha karte hain aur jitna jyada hi Ham apna Kam achcha karenge to hamen ismein Koi nuksan nahin hoga jo logon Ko aasani hoti hai to sirf unki mehnat ki vajah se hi ho sakti hai lekin hamen agar apni mehnat per focus dekhna hai to Ham aasan kaam karte rahenge aur hamara fayda hoga aur jitna jyada bhi hamara fayda hota hai to hamen utna jyada kam karna hai to Ham jitna bhi apni soch ko achcha rahte rahte Hain to hamen utna sani milati hai aur ham na Kam nahin Ho jaate Jo logon Ko bhi Na kami hogi to share phone ki apni galti ki vajah se hogi lekin hamen har waqt apne bacchon Ko bhi dekhne ki vajah se bhi kamyabi ho sakti hai aur ham achcha kam kar sakte hain hamesha main bhi yah baat aap ko samjhana chahta hun agar Ham kam karenge to har waqt apni soch ke sath karenge aur jo logon Ko jyada hi sochana chahie to vah sar kam ki vajah se Hi soch sakte hain lekin hamen use waqt abhi kam karna hai jab tak Ham apne limit ko aur apne kam ko achcha karte hain aur jitna jyada achcha kam karte rahenge utna jyada aasani se hamara fayda hota rahega aur aasan Kam Karne wale har member ismein Kam nahin ho sakte
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                          Stop loss forex trading myn bht axha option hy kiun ky ye hmyn loss sy bht hd tk safe rkhta hy. agr hm bri lot lga dety or stop loss bhi laga dety to is sy ye faida ho ga ky market jb hmary anti jay gi to stop loss ki wja sy hmyn loss myn kxh hd tk kami aay gi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                            Assalamu alaikum friends mein ummid karta Hun ki Tum Ham dost khairiyat se honge dost jaisa ki aapane poochha ke stop loss use karne ke kya fayde Hain to dost main aapko batata chalo unke show plus use karne ke bahut jyada fayde Hain agar Ham stop-loss use karke work karte Hain to Ham aasani se kamyabi hasil kar sakte hain aur dost sabse important benefit Jo stop plastic use karne ka hai vah yah hai ki jab Ham stop-loss use karte hain to Ham apne loski calculation pahle karte hain aur is tarah hamen loss ka saman abhi kam karna padta hai to dost agar Ham shopplus use nahin karte tu is tarah hamen loss ka samna bhej jyada hota hai to dost main aapko chahie advice karunga aap jab bhi trade open karne lage to pahle stop loss aur TP ko jarur use Karen is tarah se aap aapki trading security IGI
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop lose estimal krny se kya faida hota hy

                              stop-loss small karne ke bahut hi jyada fayde hote hain kyunki stop-loss se hamar account safe rahata hai aur hamari trading bhi security hai jiski vajah se hamen jyada nuksan nahin hota balki achcha profit milta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X