Trading ky signals ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ky signals ??
    Assalamo alaikum dear members
    Je trading mai signals 2 trhan ky huty hain yh sirf general baat hai matlb k aik signal Jo ham khud se Letty hain or us se phir lagaty hain bz oqat shi hu jaty or bazoqat galat because market ko hm shi ss ni dkehty hain or dosra signals woh huty hain Jo ham ny ni kiye huty hain analysis balky woh kisi or ny kiye huty hain analysis or ussi pr ham trade laga detty hai agar woh fake na hu tu bhut acha profit se jatty agar hun fake tu lossyh account now arch krwadetty 2 trhan ky signals hi dekhy jatty hain ap sb ky kialat ky mutabik kitny signals or kese signals provide kiye jatty hain kese ham in se feda utha skty hain kindly suggest
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ky signals ??

    Jab Ham trading karne lage To Hamen market Kai single pahunche tarike se follow karna chahie Jab Ham market ke signal ko follow karke traders Jaenge To Ham apni trade ko Kamyab bana sakte hain aur Achcha profit cancel kar sakte hain Hamen kabhi bhi dusron ke signal ko follow nahin karna chahie Hamen Khud Se market Mein trade Lagani chahie Jab Ham dusron ke signal ko follow karke trade lagaenge To Ham apni trade Se Achcha result Hasil nahin kar Payenge balke Hamen updated Mein loss bhi ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading ky signals ??

      Han bhai janab bilkul theek kah rahe hain aajkal trading mein signals ka bahut jyada rola Ho Raha hai to agaris applause bahut jmain Kya bataun is Kadar aap se bacha sakte hain aur profit hasil kar sakte hain to meri to yahi Rahe Hain ki pahli market karnal ise karo khud ke jariye FIR jakar marketing karod trading karo taka profit hasil kar score
      • #4 Collapse

        Re: Trading ky signals ??

        Dear jaha tak baat hai signal ki to ais mai aik baat hai k ap agar ais market mai kamyab honna chaty hai to aus k liay ap ko sab se phly khud analysis karny chaye aor aus k baad ap ko ais market mai jo log signal dety hai aun k signals ko study karna chaye kun k ais se ap ko bhi pata chal jata hai k ap ne jo analysis kiay hai aun mai kis point par ap ghalti kar rahy hai ya ap ko kon si cheaz improve karni chaye agar ap aisy kary gay to ap bahot hi jald achy trader ban jaty hai ais k liay ap ko khud analysis karny party hai jis mai ap chart ko achy se study karty hai aor ais mai se trades dhondty hai aor aus se profit banaty hai agar ap signal le k hi kaam karty rahy gay to ap trader kabi ni ban sakty. trading key signals zaror leny chaye magar fundamental analysis ko nazar andaz be nahi kana chaye es ki waja ye hay key signals trading key ley etny reilable nahi hoty jetni ehmeyat news ki hoti hay, market ka technically base par be analysis karna chaye sath me news ki ehmeyat ka andaza es bat se lagaya ja sakta hay key jesy hi high effect news release ho jaye traders key technical analysis fail ho jaty hey, kamyab trader banny key ley news ko zeyda ehmeyat deni chaye 2nd option ye hona chaye key market ko technically analysis kia jaye aur signals par depend kar key trading ki jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ky signals ??

          assalamu alaikum friends mein ummid karta Hun ki Tum Ham doston khairiyat se honge to do ja sake aapane kaha ki market ke signals aapane yah bhi kaha ke sometime Ham khud market karnal ise karte hain aur hamare signals to sabit nahin hote aur ham sometime ki chor se signals lete hain chuke se sabhi to Ho jaate Hain to dost market per trading karne ke liye hamare liye signals kahuna Lakshmi hai agar hamare pass acche signals honge to tabhi hamen chahie trading karne ke kabil honge aur agar hamari trading acchi hogi to hamen profit bhm milega to dost acche profit ke liye hamari mehnat talash Me hai agar Ham Mera to nahin karte to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte to isliye dost hamen chahie ki Ham maximum apne Ghar per focus rakhen jyada se jyada mehnat Karen struggle Karen concentration ke sath aur Karen aur dost trading signals ke liye market ka samajhna lazmi hai aur iske liye hamare ke pass experience ka hona lazmi hai aur without experience to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: Trading ky signals ??

            Asslamoalikum my dear forex member ji han mary bhi ny bhut hi good qustion kia hy ji bilkul agr humy treading min sy kamysbi hasal krni hy to humy apny seniors ky signal ko follow krna pary ga ku kha hum new hoty hy humy market ky bary min kuch experiance bhi ni hota is ly humy chy kha humy ao senior ki signal ko followed krna chy jis sy humy bhut profit hasal ho saktya hy thnks
            • #7 Collapse

              Re: Trading ky signals ??

              trading ke signal ko Hamesha Soch Samajh Ke dekhte hain usse Soch Samajh Ke hi aapko fayda hataye hota hai jo log trading ke signal ko follow karte hain vah Jante Hain Ki Hamen Kaise kam karna hai Hamare kam ki performance Se Hamare kam ki quality ka pata lagta hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading ky signals ??

                Trading ke signal ko follow karna chahie Agar aapke pass acche signal line to aap Walon kar sakte hain aur Achcha kam kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Jo kya aapke liye bahut jaruri hai isliye aapko Achcha kam karna hoga aur acchi kamyabi Hasil karna hi Hogi Jo kya aapke liye accha sabit ho gai hai isliye aap Achcha kam kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Jo kya aapke liye acchi savat Hogi aur aap Achcha kam kar sakte hain aur aapko Aisa karna hoga jo kya aapke liye bahut jaruri hai isliye Paisa kam kar sakte hain aur kamyabi Hasil kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Jo kya aapke liye bahut jaroori hai isliye aap Achcha kam karna hoga aur acchi kamyabi Hasil Karni Hogi Jo kya aapke liye acchi savat Hogi.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ky signals ??

                  ap ko chahya kah apko trading main apko aik acha broker ko pasand karna ho ga agar ap aik acha broker ko chuntay hain to ap ko time pay best signal data hay isko ap fallow karain gay to ap ko asan rese ka zarya malay ga ap ko chahya kahap ko is trah sy karna ho ga tab ja kayap kay kam main asaniho ge apkam syfaida utha saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ky signals ??

                    Assalam o alaikum friends. Mera khyal hai forex trading me hamyn signals se zyada apny zaati knowledge k sath agy barhna chahye. Signal actual me wo analysis hoty Hain jo doosry traders ne kiye hoty Hain, Matlab wo sahi bhe hoskty Hain or glat bhe. Agr hum market ka analysis khud kryn, news mukammal read kryn zyada waqt dy kr results nikalyn or trade lgayn, ykeeni kamyabi milygi. Agr hum apna he knowledge barha Lyn or experienced bn jayn tow hamyn kisi bhe Bahr k signal ki zrorat nhi prygi, or yh sab strong knowledge or time k sath possible hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ky signals ??

                      Assalam o alikum dear forex member forex trading main jo beggner hotay hain on ko pata nhi hota hai keh kon say currency ko buy karna hai kon si currency ko sell karni hai money management ko sahi karkna ap ka equity ka hisaab say ap lot size laina os kay hisaab sy hi trade open karna agar ap money management main theek raho gay tu kabi bhi ap forex main loss nhi ho gay forex main onhi ka loss hota hai jo money management sahi nhi kartay hain
                      Ap mt4 main ap trad kar saktay ho aur octa main bhi trading kar saktay ho in ka signal trade bohat acha hai ap is main achi trading kar saktay ho

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X