Brother main aapko yah samjhana chahta hun ke gold per agar trade lagani Ho to Bari ihtiyat ki zarurat hoti hai ki hamen jo bhi trade laga rahe hain Laut set kar rahe hain kya hamara account usko afford kar sakta hai ya nahin agar Ham Bina soche samjhe gold ki trade lagate Hain to account ko wash hone mein Koi jyada time Nahin lagta lekin profit bhi usi tarah milta hai jis tarah loss aata hai yah ek risky business hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим