dear forex markeet aik aisi risky makret hay jis main agar ham aik baar acha profit hasil karnay main kamyab ho jatay hain to hamra is makret ko chorna bahut he mushkil ho jata hay jisk liye hamain phir bhi is main kaam karnay k liue achay aur perfect knowledge k baad he apni invest ko is main use karnay main hamari samjhdaari hay laikin agar ham is market main kaam kartay hawuay big risk aur big investmnt kartay hain laikin hamaray pass usk liye koi bhi khaas experience nai hay to yeh hamari sab say barri mistakes hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим