Trade ki lot kitni honi chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

    Trade ke lot Hamesha small hi Honi chahie small lot size ka istemal hi Hamen apni trading Mein karna chahie small lot size ko Ham apni trading Mein istemal Karte Hain To Hamari trading aur ham se bhi rahte hain Hamen apni dried Hamesha Soch Samajh Kar Lagani chahie bagair soche samjhe kabhi bhi trade Nahin Lagani chahie Hamesha market Ko Dekhkar hi market Mein tried open Karni chahie aur Market ka analyses karne ke bad trade Lagani chahie analysis kiye bagair kabhi bhi nahin Lagani chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

      dear friend hamesha yah koshish karne chahie ki jab bhi trade lagaen to hamen account balance ko dekhkar hi hamesha Lot lgani chahiye otherwise agar Ham account balance ko dekhenge nahin aur lot size maximum laga denge tu is tarah se hamara account wash Ho sakta hai jiski vajah se hamen bahut loss ho jaega isliye yah koshish jarur rakhni chahie ke hamesha account balance ko dekh kar hi hamesha lot size lagane chahie tabhi hamen kamyabi bhi milegi aur hamara account bhi safe rahega
      • #18 Collapse

        Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

        Dear members
        Umeed hai k ap khairiyat se hungy or apni learning and earning iche treke se kr rhe hungy jesa k member ne kaha k is business me trade krte wkt hmen konsi lot ko use krna chaheay. To is me main ye kehna chahta hun k hm koi 1 lot define ni kr skte, lot ka size us concerned market ki movement pe depend krta hai , agr movement fast ho to tb hm wahan low lot use krte hain or agr movement fast ho to phr wahan hmen kam se kam lot ko use krna chaheay bcz agr hm ne wahan zeada lot lga k trade start kia to agr market down jati hai to fast movement ki wja se hmen bht zeada loss hota hai or agr hmara account balance kam ho to hmara account b wash ho jata hai is leay lot size ki selection k wkt bht soch smjh k analysis kr k lot size select krni chaheay. I hope apko meri bat smjh aa gai hogi . Thanks 😊
        • #19 Collapse

          Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

          Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab log khairiyat se Honge ji han bhai ne Achcha question Kiya Hai trade karte hue Hamen jyadatar lot size 0.015 chahie Agar Hamara account $100 150 dollar Tak ka hai tu usse Ham lot size Badha sakte hain yah Hamare Kaun per ke upar depend karta hai ki hamare pass account balance kitna hai
          https://t.me/pump_upp
          • #20 Collapse

            Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sarfrazhussain پيغام ديکھيے
            assalamu alaikum dear Forex member umeed karta hun aap khairiyat se honge bilkul Ham Ko pata hona chahie kya hamari trade ki Lot kitni humne lagani hai to trade ki lot aap apne balance ko dekh kr laga sakte hain
            assalamu alaikumIslamic friends aapko karo train lagani chahie to aapko pahle apne account ke hisab to Bata karni chahie agar aapka account bahut bada to bus stand ladne chahie agar aapka account mini hai to chahie agar aapka account mein chahie gana chahie
            • #21 Collapse

              Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

              Asalam walekum doston ummid karta hun aap log khairiyat se honge ji han trade ki lot apky account aur apky experience pe depend karti hai k apak account balance kitna hai aur apky pass experience kitna hai aur tabhi ap lot size ko sahi soch smajh k select kar sakty hain agr ap learning satge pe hain tu apko chahye k kum lot 0.01 say trade karen aur agr apaky pass zayada experience hai tu ap apni mazri say lot size ko selcet kar sakty hain aur achi trade kar sakty hain aur kamayb ho sakty hain thanks members
              • #22 Collapse

                Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

                Hey dear members 😊
                G tu dear members forex main achi trading krny Kay liya hum lot size apny account balence ko manage krty hoy hi rkhna ho ga tab hi hum kyab ho skty hain new traders ko hamesha lot size kam hi rkhna ho ga tab hi hum apny account ko manage kr saken gain or kamyabi hasil kar pain gain
                • #23 Collapse

                  Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

                  Dear yah bat to ham ko confirm hai k forex main ham na lazmi risk ko kam se kam karna hai or jab tak ham risk kam nahe kar skty hai to us time tak ham forex se kuch b nahe earn kar skty hia or lot size forex main aham role play karty hia k ap ka lot size jitna bara ho ga ap ka forex main risk utna zyda ho ga or jahan tak forex main lot size ki bat hai ap k lai lazmi hai k ap apny experience ka sath sath forex main apna trading level increase karin. to agr ap new ho to ap ham ko kam se kam lot size forex ka use karna ho ga per jaisy experience incearse ho ap us ko increase kar sakty hia.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

                    Aslam o alikum friends jab bhi ap treading krte hy to lot size small lage i c se ap ko loss ni ho ga or ap ka account wash bhi nai ho ga be shak ap ko small lot size se profit kam milta hy liken ic ka sab bara fida ye hy ke ap ka account szve rahe ga or ap ki treading hoti rahe gi ic liye ap lalach na karewarna ap ko loss ae ga mehnat kare or apne work ko acha kare or acha profit hasil karte rahe..
                    • #25 Collapse

                      Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

                      Assalam o Alikum. Members lot size hmesha hmary acnt py depnd krta lkn bri lot sy acnt wash hny ky chnces bhi ziada htty is liy koshish ki jay ky 0.1 sy bri lot na lagai jy kiun ky ismy profit ky chnces ziada hty or agr loss ho bhi bht ziada ni hta
                      • #26 Collapse

                        Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

                        assalamu alaikum ji han bilkul trading ke Laut kam se kam honi chahie jiske vajah se Ham achcha profit Hasil kar sakte hain agar hamen soch samajh Kar kaam karte rahenge to Ham inshallah is samay achcha profit Hasil karenge
                        • #27 Collapse

                          Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

                          Assalam walekum ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai or ummid karta karta to hm ko cahiye kh hm I is platform main Kam kr rahy hn to hmsabhi members theek hoon gy khariyat se hoon gy dekhein members lot size depend krta hai k apka capital kitna hai agar apka cpital ziada hai to aap apny capital kay hissab se utna lot size rakh lein agar apka capital kum hai to ap lot size bhi apna kum rakh lein lakin kabhi bhi capital size se ziada lot size na rakhein wrna apko loss ho skta
                          sab sy pehlay micro lot ye lot sab sy chota size ha lot ka ye lot 1000 units ky barabar hoti ha aur is mein 1 pip ki value 10cent ky barabar hoti ha dollars mein ye 0.10 dollars banay gi ye lot chotay accounts ky liye hoti ha
                          is ky baad ati ha mini lot ye lot apko broker daita ha jis mein lot 10000 units ky barabr hoti ha aur 1 pip ki qimat 1 dollar ky barabar hoti ha ye lot darmiyanay accounts ky liye hoti ha
                          is ky baad ati ha standard aur akhri lot ye lot un logon ky liye ha jo trading mein expert hein ya jin ky baray account hein ye lot micro lot sy 100 guna zaida bari hoti ha aur mini lot sy 10 guna standard lot 100000units ky barabar hoti ha
                          Kun kay ye bbt he sensitive cheez hai es ka ghalat estemaal ya phir anjaany main ghlat istemaal aap ko bhout he mushkil main daal sakta hai.

                          Micro Lot ka istemaal:
                          Micro lot sab sy chota lot size hai jo lay broker aapko provide karta hai. Micro lot 1000 units kay brabar hoti hai aur micro lot main 1Pip ke value 10 cent yani agar dollar main account ho to 0.10$ kay brabar hoti ha. Micro lot choty account capital kay liey best hoti hai.

                          Mini Lot ka istemaal:
                          Mini lot kay baad micro lot ka account aapko broker muhaiyaa karta hay. Jis main lot 10000 units kay brabar hoti hai. Aur market main 1Pip ke value 1 dollar kay brabar hoti hai. Darmiyaany capital waly accounts kay liey mini lot ka option zayda suitable hota hai.

                          Standard Lot ka istemaal:
                          Standard lot mini lot kay baad aata hai aur ye mini lot sy 10 guna jab kay micro lot say 100 guna bara hota hai. Standard lot 100000 units kay brabar hoti hai. Aur market main 1Pip ke value 10$ kay brabar hoti hai. Bary capital waly account aur jo log trading main mahaarat rakhty hain un kay liey standard lot best choice hai.
                          Account Balance 100$ 1000$ :

                          Es account balance mein trader ko ache profitable trading krne ke lie 0.03 se 0.05 volume tk ke lots ka istemal krna chahe takeh trader ke trading mein risk involve na ho aur trader asane se apne trading se profit hasil krne mein kamayb ho ske to mein yeh kahon ge keh ap es account balance mein 0.05 ke volume lots istemal kr ke apne trading mein bhtr la skte hien aur risk free trading kr ke acha profit bhe kama skte hien.

                          Account Balance 1000$ to 5000$ :

                          Es account balance mein trader ko safe aur risk free trading krne ke lie volume lots ka size 0.05 se 0.10 tk ka istemal krna chahe es se zyada high lots ka istemal krna safe nhe he aur phr high risk involve ho jata he aur trader ko losses ka khtra barh jata he to mein yeh kahon ge keh ap es account balance mein agr ache profitable trading ke khahish rkhte hein to yeh chote volume ke lots mtlb keh 0.05 se 0.10 tk mahdod rhein es se zyada lots hrgiz istemal na krein to ap ke trading bhtr ho ge aur ap acha profit bhe hasil krne mein kamayb ho skein ge.

                          Account Balance 10000$ ya es se zyada:

                          Agr trader ke pass account balance 10000$ se zayda he to us ko chahe keh woh apne trading account mein lots 0.10 se 0.50 volume rkh kr apne order lagaein es se high level ke lots ka istemal bhe loss ka sbb bn skta he to yeh batein thein jo mein ne ap ke sath share kr de hein aur agr kse trader ke pass big investment he aur us ke pass account balance boht zyada he mtlb keh 20000$ se 50000$ tk ka he ya es se bhe zyada he to phr woh standard lots ka istemal kr skta he mtlb keh woh 1.00 ke volume lots ka istemal kr skta he.
                          • #28 Collapse

                            Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

                            Walekum assalam dear fraction number ummid karta hun aap sab khairiyat se honge hamen Apne Apne bonus ke hisab se lot size ka ine per half karna chahie agar hamare pass bonus kam hai kam small se aaj ki ladli kar Achcha Karen jyada hai tu sakti hailekin frocks mein koshish Kiya Karen ke hamesha small laat Sahab ko hi jyadatar ji Diya Karen Kahan ke isase hamen agar nuksan ho to jyada Na ho aur profit bhi small laad sahi se Achcha hasil ho sakta hai.
                            Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                            • #29 Collapse

                              Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

                              Assalamu alaikum my dear friend Amir karta hun ki aap log khairiyat se Honge Forex Se Jyada Se Jyada profit ko Hasil kar rahe hain Ghar kamyabi Kapda Muqaddar bana rahe Honge GM bhai jaan aapane bahut hi Pyari Baat Kiya main aapki bahan se agri hun unke trade ki lot size Kitni honi chahie aap Logon Ko chahie kya aap 0.05 ki lot size ka istemal Karen usse ek to aap na hi aapka account was ho sakta Ho Nahin aapko Jyada loss Hoga aapka account bhi Sikho Rahega aur aap Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain Jo log 0.05 ki lot size ka istemal Karte Hain vah Log Achcha profit ko Hasil kar paate Hain isliye kabhi bhi 0.05 Se Jyada ke lot size ka istemal Mat Karen Varna aapko loss Hoga aapka account was ho jaega thank you so much my dear Forex member Umeed karta hun kya aap log Meri Baat Ko najarandaaz Nahin Karenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trade ki lot kitni honi chaiye

                                Assalamu alaikum dear member ummid haisab khairiyat se honge hamen chahie ke jitna ho sake Ham kamla ki trade lagaya 0.01 ki to humko Na jyada hoga aur achcha prapt hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X