Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

    Aapko trading karte hue kabhi bhi lalach nahin Karni chahie aur jaldi Nahin Karni chahie Kyunki Jab aap lalach karte hain aur jaldi Karte Hain To aapki trade acchi Tarah Se open Nahin Hoti aur aap acche knowledge ke sath market se signal Nahin banaa Sakte isliye Is Tarah jawab jaldi Mein trading Karte Hain To aapki trade nuksan Mein jaati hai aur aapko kabhi bhi profit Nahin Mil Sakta

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

      ji han bilkul aapane sahi kaha hai kh Forex ma aapko kabhi bhi overconfidence aur over tarding nahin karni chahie pahle baat yah hai jab aap overconfidence hokar post karenge to aapke post ma mistake ho jaati hai jisse aapke post ki quality acchi nahin hoti aur aapko achcha bonus nahin milega dusri baat jab aap overtrading karenge to aap apni sari mehnat ko waste karenge isiliye aap Forex mein kabhi bhi overconfidence aur overtrading na Karen thank you
      • #18 Collapse

        Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

        Dear forex members hmen forex markeet mein jb profit ho tu overconfident nhn hona chahye jb hum over confident hoty hain tu hum overtrading krty hain jis sy hum galat faisly lety hain aur loss uthaty hain hamesha aik acha trader apna daily goal set krta hai aur usay profit loss ho tu wo us din ko wahin khatam krky trading krna stop kr deta hai aur next day ka wait krta hai is liye hmen bhi chahye agar profit able trader banna hai tu hamen overconfident nhn hon ahia aur overtrading ko avoid krna hai takeh hum loss sy bach saken aur success hasil kr sken
        • #19 Collapse

          Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

          G han my dear forex friend ap n bikul thek kaha hy kih humy kabhi bhi overconfidence ho kr overtrading kabhi bhi nhi krni chahiy qkih jab bhi ham over trading krein gy to hamy acha khasa loss hi ho ga or ho skta hy account wash bhi ho jaiy is liy soch smajh kr or market ko achy s analyse krny k bad hi trading shoro karein or ziyada s ziyada mehnat or hard working karein takih loss s bach sakein
          • #20 Collapse

            Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

            Assalam o alaikum umeed s hn k ap Sub khairiyat se honge,'g ye ak acha question Hy or ak acha and hy,over confidence hamen koi kam ni krna chaheaye,over confidence insan khud ko bht Ziada chalak samghta hy,laken nakami in ka moqadder bn jati hy,is leaye hamen over confidence trading ni krni chaheaye,is s hum ak loss ka shikar ho sakty hyn
            • #21 Collapse

              Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

              Assalamu Alaikum dear Forex members ji bilkul sahi Kaha aapane Hamen jo bhi kam Ho usmein overconfident Nahin Hona chahie Dil lagakar kam Karen mehnat se kam Karen han store per Jab aap trading kar rahe ho to use Waqt aapane Apna pura Dhyan trading per lagana hai na ki overconfidence hokar Kar galat trading karni hai is Surat mein aap ko bahut bada loss hoga
              • #22 Collapse

                Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

                Yes brother Hamen over confidence hokar Koi Aisi trade open Nahin Karni chahie jisse Hamen profit ki Bajaye loss a Jaaye Kyunki Jo log overconfidence Ka Shikar hote hain vah ho ya nahin Dekhte ke Hamare andar knowledge kitna hai aur ham experience Kitna rakhte Hain ine Sab chijon Ka Hamen analysis karna hota hai Kyunki trade Aise Nahin Lagai jaati Bal ke yah bhi dekha jata hai ki contact kya kah rahe hain unko bhi samajh Na Ho Hota Hai
                • #23 Collapse

                  Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

                  Assalamu Alaikum dear members
                  G bilkul ap nay thk kha hay humen kabhi bhi overconfident ho kay work nhi krna chaya is say humen hi loss ho ga is liya apna knowledge zayda say zayda increase kren or mukamal atmad Kay Sath work kren or trading krty hoy bhi hamesha apny mind say Kam lain or apna knowledge increase kren chat ko zayda say zayda increase kren
                  • #24 Collapse

                    Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

                    ji bhai forex pe kam krny ka pehla rule yahi hai k ap apny emotions pe control rkhein, kuch log khud ko boht ziada acha smjhty hain aur dosorn ki bat nahi manty to woh trading k waqt overconfidence ka shikar ho jaty hain aur smjhty hain k unka market ka analysis say woh acha profit gain kr skta hai to woh big lot pe trade kr deta hai jis say usko apny overconfidence ki saza mil jati hai aur loss ho jata hai is lye kbhi bhi overconfidence na hon aur overtrading na krein wrna ap apny nuqsan k khud zimadar hongy.
                    • #25 Collapse

                      Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

                      assalamu alaikum ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki Pakistan forex form per overconfidence sarovar trading nahin karni chahie to aapko batate chalenge ji han aapane bilkul theek kaha hai Hamen kabhi bhi Pakistan forex form per overconfidence kyon nahin karna chahie overconfident insan ko pata hai Hamen chahie ki ham mehnat ke sath kam Karen kabhi bhi overconfidence ho na Karen aur trading karte hue soch samajh Kar kam Karen agar hamari trade galat lag Gai to is hamar account was ho jaega isliye jaruri hai ki pahle Ham apne account ko dekhenge usmein kitna balance hai penis ko dekhte hue lot size lagaen aur market ki moment ko note karne ke bad hi trade lagaen
                      • #26 Collapse

                        Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

                        Han ji bilkul Hamen kabhi bhi overconfidence nahin Hona chahie Kyunki Agar Ham overconfidence Ho Jaenge To Hamara apna hi nuksan hai Kyunki Jo log overconfident Ho Jaate Hain To vah Munh ke bal ki khate Hain isiliye Hamen Jaroori hai ki Ham Apne Upar yakin rakhen aur apne aap ko itna bhi Warna Samjho ke dusron ko Ham Kuchh Pina samjhe balke Hamen Sabar ke sath kam Lena chahie aur kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham lalas Karenge To ismein Hamara apna hi nuksan hai aur lalach Buri Bala Hai Hamen Lala Se Bachana Bachana chahie aur Hamen over trading aur overconfident se bhi Bachana chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

                          Assalamu alaikum dear Forex member umeed karta hun aap khairiyat se honge bilkul theek kaha ke reading mein kabhi bhi overconfident nahin hona chahie aur na apne balance se jyada apne trading karni hai kyunki agar aap apne balance ke sabse badi lot lagakar trading karte Hain to usse aapko last bhi Bada ho sakta hai jiska etawah karna bahut mushkil hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

                            overtrading aur overconfidence Hamesha loss hi Deta Hai Kyunki overtrading aur kaun overconfidence se loss ka sab banne wali yah do chize hoti hain Hamen ine donon ko ignore karna chahie aur lalach bilkul bhi nahin Karni chahie Kyunki Lalach Aaj Bhi Hamen nuksan deti hai agar Ham ine cheezo per control kar lenge To Ham Apne account ko bhi save Rakh Sakenge aur ham ismein Acha profit again kar Sakenge Kyunki trading karte waqt Hamen Apne mind ko fresh Rakhna hota hai emotional Se Dur Rahana hota hai agar ham Aisa Karte Hain To Ham Achcha profit on kar sakte hain Agar Ham ine chijon Se Dur Nahin Rahte aur ovre confidence karte hain overtrading karne mein Hamen bahut Zyada nuksan deta hai isiliye Hamen ine ko ignore karte hue Aage Badhana chahie Taki Ham Apna aur apne family ke liye kuch Bata kar sake Forex trading mein hamen koshish karni chahie ke forex mein ham overtrading na karen trading mein overtrading se ham nakam ho sakte hain aur hamen zyada loss ho sakta hai aur forex mein zyada loss ki wajah se hamara bonus account wash ho sakta hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho sakti hai forex mein achi trading ke liye aur apne bonus account ko wash hone se safe rakhne ke liye hamen ek waqt mein ek ya do se zyada trades open nahin karni chahie aur forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham ek kamyab trader bhi ban sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai. Forex trading business Mein kam karne ki dharna overconfidence ko ismein Shamil hone hi hone Dena chahie Kyunki overconfident Se Kiya Hua kam Hamare Liye Mein Kami ka sabab Banta Hai overconfidence Ki Baje Hamen sirf confidence ko create karte hue products trading business Mein kamyabi Hasil Ki Koshish Karna chahie aur ismein kabhi bhi groot Gabbar Aur lalach Ka Shikar Nahin Hona chahie Agar Hamen growth Kabar Lal Ka Shikar Honge Tum kabhi bhi fraction trading business Mein successful Businessman a trader Nahin Ban sakte hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

                              Dear Forex trade user Assalamu Alaikum ji han bilkul Hamen Main Ek percent bhi overconfident nahin Hona chahie Agar Ham overconfident Honge To Hamara bahut loss hoga aur Hamari mehnat zaya Jayegi Hamen confident ke sath kam karna chahie aur trade mein overconfident Nahin dikhani chahie jisse Hamara account wash bhi ho sakta hai Hamen is chij Hai Bachana chahie aur Sabar se kam Lena chahie taka Ham hundred percent Kamyab ho sake aur Hamara Forex trade per aane ka maksad pura ho sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Overconfidence or kabhi bhi overtrading nahin Karni

                                jio mein jana bilkul theek hai re mai aap kis baat se agri karta Hun ki aksar dekhne mein yah bhi aata hai ki Ham jab Koi trading kar rahe ho to aur ham aur confidence hote hain aur dusra yah ke trading mein jyada large kar di to iski vajah se main bahut jyada khush ho jata hai Jahan mein har chij ko apne Hi Ho Gaya attitude ko site meraki trade open karna chahie tha kyon logon se baat sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X