Be Confidant,you can earn,keep it up.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
    Dear traders confidence aik aisi cheez hai jo insan k moral ko high karti hai ,mehnat k sath sath apne ap mein confidence paida karain, agar dosry log trading se kama sakty hain to ap kiun nhi kama sakty.seniors ko bhe juniors ko appriciate karna chahiye,apne andar ki abilities ko utalize karain ALLAH ap ki madad kary ga.

    Mere khayal main khud aetamadi bhut he ihm cheez hai, buisnes main,kue k buisnes main nafa nuksaan aam se baat hai,baaz log is der se bhe buisnes main nhi jate k unhe loss hujaye to kiya krenge,to kamyab buisnes man wo hai jo k selfconfidence rakhta hu
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      there is no doubt that the confidence is the essential and we cannot get the success if we will not trade with the confidence this is the most important thing ,that is why we should confident we willl soon get the success in the forex life
       
      • #78 Collapse

        yahan har bandy ko kamyab hony k liye zyada se zyada confidence knowladge or experience chahiye hota hai phir hi har banda is mai kamyab ho skta hai ager ham yahan koi knowladge nahi hasil kren gy to ham kabhi kamyab nahi ho payen gy
        • #79 Collapse

          ji ha ko hi bhi business ho app ko khud ki upor bharosa rakh na chyea bar na app ko successful na hi milaga so forex bhi trading bhi ek business hai or is business main app agar profit karna ha to app ko confident hona ha ke app ko profit jarur hoga.
          • #80 Collapse

            gi han mere bhai bohat hi achi bat kardi hai apne yeh to kay apko is kam main confident rehna parta hai kyun kai agar app be confident hain to ap asani kay sath earn karsakte hain warana agar ap main confidence nahin hai to ap earn nahin karsakte.
            • #81 Collapse

              no doubt confidence forex main bohat zaroori hay.ye insaan ke liay bohat helpful hota hay.magar confidence good knowledge and experience ke baghar pissible nahi.so first of all learn all about forex.
              • #82 Collapse

                Loss and profit are 2 side of a coin and this shows this is halaal in point of muslims. So if you gain loss don't get worried just revise your decisions, make improvements in plans, concern with the seniors and do your best again I'm sure you will be in the list of profit earning names.
                • #83 Collapse

                  bhai jaan forex trading business mein app k andar confidence tab hi ata hai jab app profit kar rahay hotey hoo aur insaan profit tab hi kartha hai jab uskey pass achay skills hoon aur achey skills hard work k saath hi atey toh lehaz do hard work and earn confidence.
                  • #84 Collapse

                    jee han main ap se agree hon ke agar ap trading main kamyabi chete ho too ap ko confident hona cheye ke ap ki trade profit main jye gi liken agar ap khoff mehsoos kero gye too iss atar too ap apni trading ko loss main le jao gye
                    • #85 Collapse

                      Kisi bhee kam ko ager aap ney start kra hey or us kaam k baray mey aap khud he confident nahee hen tou aap ka us kam mey kamyabi hasil kerna bohat zyada mushkil hoga.
                      • #86 Collapse

                        trading krtay howay apko confident rehena chiye ager ap confuse raho gay tu ap agay ny bhar pao gay is liye kbi b hopes ko lose ny krna chiye ager lose ho b jata ha tu koin bari baaat ny ha ap mehnat kren apko zaror profit ho ga ager ap apna confident high rekho gay tu apko kbi b lose ny ho ga apne mind ko fresh reko or phr trade kroo,
                        • #87 Collapse

                          bhaiya bilkul sae bat hai confidence is th ekey to success. confidence ho bande main to sae kam kre ga na, jb dil he na ho choti choti bat pe fesla na kr ske wo kya trade kre ga.
                           
                          • #88 Collapse

                            yeah you are right agar hum forex business main achey confidence ke sath is main work start kartey hain to phir hum is main kabhi bhi fail nahin hotey hain aur always hum is business main successful hi rehtey hain.
                               
                            • #89 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                              Dear traders confidence aik aisi cheez hai jo insan k moral ko high karti hai ,mehnat k sath sath apne ap mein confidence paida karain, agar dosry log trading se kama sakty hain to ap kiun nhi kama sakty.seniors ko bhe juniors ko appriciate karna chahiye,apne andar ki abilities ko utalize karain ALLAH ap ki madad kary ga.
                              I think,,there is always loss and benifits in any business,you need full attentaion and good decision at right time and in a right way,.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ye bhe yaad rahy kay confidence hum me tub ati hy jub humary pas ziada knowledge hon. Q k jitne learning hon to utne humy hud pe bhrosa oga oor hum koi bhe decision asani se ley sakty hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X